learning in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    jee bhai jaan aap ki baat theek hai shuru mei sab he ghaltiyan kartey hein or loss khatey hein or wakat k sath sath he samajh aati hai but samajhney ki koshish ki jaye to es liye humein learning ki bohat zaroorat hai ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      g bilkul app ki baath bilkul teek he k trading k leye learning tho bohot hi important he bahiya lekin app ne jo kaha k starting me mene learning karthay waqath loss kiya tho is se tho patha chaltha he k app ne demo account se koi faida nahi ye app ki bohot bari ghalthi thi ager app starting me demo account use kr lathay tho app ko na loss hotha oor achi learning bhi ho jathi tho ye app ki mistake he
      • #993 Collapse

        g han hum is forex forum main treading kar k bhe acha learn kar sakty hay agr hum say koi mistake hoti hay to humain chaiy k hum us ghalti say sabaik hasil kary ta k hum next time loss say bach saky aur is forex forum main say acha earn kar skay..
        • #994 Collapse

          Dear brother forex trading main kamyab honay kay liay humain learning bohat zaroori hay, agar aap kay pass es ki learning and knowledge ho gi to hi aap trading kar saktay hain.
          • #995 Collapse

            In Forex if you want to do trade then the first thing that you need to do is to study and then you condition to act and you pauperism to sustenance aggregation experience for period then you penury to act practicing in present record to be acquisition and then you leave be willing to do interchange in this mart.
            • #996 Collapse

              G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me kamayab hony k liye hmen learning bht zyada karni hoti ha tb hi hm is business me kamayab ho paty hain or achi earning kar paty hain isi liye phely hmen is business ki learning karni chahye
              • #997 Collapse

                salam, gud bro k aap ney sikha, ye buhat achi baat hai, jo log upni ghltion se sikhtey hain wo kamyab trader ban jatey hain, hmain chahey k demo account per zada se zada pratice krain or jo ghltian hon un ko identify krain
                • #998 Collapse

                  hame trading ki learning kar k hi trading karni chahie kun k learning ki waja se hame trading karne ke bare main pta chalta hai or achi trading kerne ke bad hi hame earning ho sakti hai is lie hame learning kar k hi trading karni chahie
                  • #999 Collapse

                    learning lazmi karni paray gi and forex aik aisa business mein is mein aap ko apna experince increase karna parta hai aur aap jo loss kartay ho wo mistakes sy hota hai un mistakes ko aap lesson liya kary is tarah aap ky knoweldge mein inzafa ho ga aur aap aik successful traders bi ban saktay hain aur ap bhi kro.
                    • #1000 Collapse

                      ji sure hare insan apni ghaltion se sekhta hai aur agar koe aik baar loss kar day aur pher dobara wohi mistake ko duhraye to wo kabi kamyab trader nahi ban sakta hamein apni mistake ke baad us ko door karna chahiay.
                       
                      • #1001 Collapse

                        jee bhai bilkul sahi kaha hai apne agar hum chahtay hain kay aik achay trader ban jaen toh uske liye zaruri hai kay hum learning karain or jahan tak ho sakay isko seekhain takay humain loss na ho.
                        • #1002 Collapse

                          forex trading krna asaan nhi is k liye hmary paas bilkul correct knowledge hona bohat zaruri ha. or instaforex ki basics ko janey begair koi b is py trading nhi kr skta.
                          • #1003 Collapse

                            yer bhai trading me learning eik best thing ha agher hum ny kis kam ko learn kiha hoha hoo tu success get karny me time phari zada ni lagta ha yer marey dost hum ko so learning is best thing your trading
                            • #1004 Collapse

                              asslam o alikum dear's.. ap ko yahan forex pr kam krna ka liya learning ke zaroorat hai.pehlay learning krni chahiya phr earning..or koi be bissuness me mehnaat or knowledge ke zaroorat hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                jee dear apne theek kaha forex business ko understand karne k lye learning bohot zarori he or learning se hi hum forex men work krne k treke sekhte hen so learning ko batter banana chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X