learning in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yeah forex me app learning hi karte hain about business k bare me so app ye bi keh sakte hain forex me app bht zaida knolwedge hasil karte hain har type ka ....................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading aik bohat acah business hai is mai ham jitni learning kary gy hamara experience utna hi ziada ho ga jis ki waja sy ham is mai ziada sy ziada earning kar sakty hain is mai ham jitni hard working kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain forex trading mai jab hamary pass knowledege ho ga to ham tab hi is mai earning kar sakty hain with out knowledege ham is mai earning ni kar sakty hain
      • #18 Collapse

        Dear trading mai ap ko 2 cheezain chaiyen agar ap ne wo dono avail karn lin tu samjh jain ap k profit k din start ho gaye hain...
        forex jaise business ko learning karne k liye ap ko zyda time b nhn lage ga agar ap demo account pe he trading kar lain tu ap ko faida ho ga...
        • #19 Collapse

          yes sir ap biilkul sahi keh rahe hain or me ye manta hu k agar huime acha learn karna hai to achi leanring ki need hai or wo hum apni mistakes or loss se hasil kar sakte ahin,..
          • #20 Collapse

            forex is an other name of learning.agar aap learn nae krte to bht mushkil hai ke aap wo achieve kr saken jo aik successful trader ko achieve hota hai.learning and hardworking is very imp keys to success..
            • #21 Collapse

              g ha forex trading main learning ka hona buhat zarori hota hay .ager hum is business main learning karty hai.to hum is business main kamiyab hoty hai.or ager hum is business main learning nahi karty hai.to hum is business main kamiyab nahiho sakty hai..
              • #22 Collapse

                yes my dear 100% forex mein without learn aur without traning bussiness nai karna chahiye humein forex par bussiness karney say pehlay 1st es par learn karna chahiye aur phir demo par practics traning 2 se 3 month karney kay bad phir es mein real money investment karney kay bad trade karna chahiye kyun kay ye jitna profitable hai utna risky bhi my dear agar hum esko without laluch aur analysis fandamental sab khuch follow kar kay chaley aur micro lot size mein trade karey to app es mein free risk hon gey aur app ki har trade successfully hogi
                • #23 Collapse

                  learning he key points main sy aik hai jatna be sucessful trader hai aur expert hai wo be elarning stage sy guzar ker he giye hai wasy he khoe be forex tarding main earning nahe ekr skata hai
                   
                  • #24 Collapse

                    learning in trading bohat zaruri hai learning k bagair apki trading APKI earning kuch bhe nahe hai is liye first lean then earn
                    • #25 Collapse

                      friend ap nay boht acha kia k ap ny apni galtiyoun say seekha aur yeh baat hum sub say share bhe ki,agar hum apni galtiyoun say seekhny lagain to hamari kohi bhe galti,galti na rahy
                      • #26 Collapse

                        Learning is the most important in the trading business of forex, without learning we cannot make the successful trading, and also we can fail in the trading business due to lake of learning, so we have to use the demo trading account to learn about the real trading account.
                         
                        • #27 Collapse

                          forex k business mein jis ne bhut success full trader bana hai aur iss business se earning karni hai tu wo apna mind se ya baat set kar la k learning k begair na tu wo iss buisness mein success full ho skta hai aur ne he wo forex mein kabi bhi earning kar skta hain forex mein learning karna bhut ziada must hai.
                           
                          • #28 Collapse

                            gi bhai ji aap ny biklkul theek kaha hy keh hamin apni ghaltioun sy sabak milta hy or hamin apni ghaltioun sy seekhna chahiey is liuy koi busniess start karin to hame experience na hony ki waja sey aksar loss huta hy lykin jjab ham ius minm hard work karty hain to ham aik na aik din us min kamyab ho hi jaty hain
                            • #29 Collapse

                              forex trading aik business he or ham log is me trading kar sakty hen is me trading karna boht he risky he per ham logo ko agr is me trading ke doran loss hota he to loss ko dekh kar parsan nhi hona chye balke us se knowledge hasil karna chye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes dear forex trading business me learning aur practice ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani se learning ki madad se profit earn kar sakte hain aur forex trading aik asan online aur profitable world wide business hay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X