Aslaam o Alaikum.
Dear Pakistan's forex forum members, admin, moderators aur good analyst. Main yeh umeed karta hoon k aap sab khairiat say hongay, weekend enjoye kar rahay hongay, main bhi apki khairiat k liye hamesha dua go hoon.
Dear!
forex trading main yeh aik bahut he old rule hai k jab bhi traders apni trades ko start karay to sell k liye overbought market say sell karay aur buy k liye oversold market say buy karay. Trading k douraan market har aik pair main aik khaas trend ko follow kartay hwuay run karta hai laikin wo aik khaas point ya apni momentum ko jab khatam kark reverse hona chahta hai to tab hamain kuch aisa daikhnay ko milta hai jisay ham market ki revers k liye price ko overbought ya oversold kehtay hain, aur wahi say agar ham market main entry laitay hain to ham aik he trades say itna kuch earn kar skatay hain jisk baad hamaray profit ki koi inteha nai rehty hai. Forex trading main overbought aur oversold ko identify karnay k liye ham bahut saray resources ka use kartay huway iski identify kar skatay hain jaisay k indcators ka use, chart ka knowledge aur market ko samjhnay aur read karnay k liye ham apnay experience say bhi sab kuch hasil kar skatay hain.
Aj ki is post main main kuch mazeed knowledge ko sahre kar raha hoon jisko follow kartay hwuay agar ham market k chart pay trading kartay hain aur is post main members mazeed achay comments kartay hain to bahut saray traders ko is topic ki help say seekhnay ko mil sakta hai aur sath sath ham wrong trading entry say bhi bach saktay hain jo k sab kuch zail main hai.
Benefit from oversold and overbought markets:
Dear!
mairay experience k mutabik forex market main oversold aur overbought ko recognize karna aik bahut perfect strategy hai. jab ham market ko is hisab say judgement karnay main kamyab ho jatay hai k wo kis position pay to hamara har aik order hamain bahut strong profit bhi dila sakta hai aur ham market main loss ko hamesha k liye khatam hotay huway bhi daikh saktay hain. Overbought aur oversold ki strategy main success hasil karnay k baad ham market main correction aur retracement ko bhi achi tarha say samjhtay hwuay market main apni choice k mutabik risk laitay hwuay benefit hasil kar skatay hain.
Indicators for overbought and oversold markets:
Dear!
mairay knowledge k hisaab say market main oversold aur overbought aik long time period k baad appear hotay hain jis main agar traders aik perfect technique k baghair entry laitay hain to unko aisa bhi loss mil sakta hai jis say unk account main marjic call jaisa ho sakta hai, laikin aisi situations ko apnay mined main rkah kar traders ko kuch aisay indicators ki help hasil karni chaye jo aisi situations main helpful use hotay hain jo k indicators darj zail hain hain:
1. Stochastic indicator.
2. RSI.
3. CCI indicator.
4. abaolinger band.
In sab indicators ko follow kartay hwuay ham market main oversold aur overbought ki value ko recognize kar saktay hain aur market say acha result hasil kar saktay hain.
Good Luck To Everyone..:D.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим