importance of take profit in forex trading ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    gee ma to ube is business ma new hun is lea ma ube ap ko take profit ka bara ma kuch zada ni bta skte hun q k muje pta ni hy par ma bus itna khna chahun gee jitna k ma ne loogon sa suna hy k take profit k set krna sa boht faida hota hy q k is sa humen loss ni hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Yes brother aap sahi key rahey neh instaforex men ye aik bohat acha tool hey jisey humen use karna chahiey take profit set ker len to aap ko aap ka matlooba profit hasil ho jata hey otherwise hum greed ki waja sey loss ker jatey hen.
      • #573 Collapse

        take profit is one of the best tool in forex trading . It allow us to secure our profit when pair will reach that value which we have set in order. The main advantage is that we can use this when need to go out for work and we are unable to give time to it so that time if we set take profit and stop loss we will be able to manage our profits and losses.
        • #574 Collapse

          forex market har waqat harkat min rehti he aur ye harkat kabhi bhi aik simat min nahi hoti he eisa nahi hota k market hamesha oper jaei to lagatar oper hi jaei balke eisa hota he kuch waqat opper jane k bad market wapas palat aaei eise waqat par take profit buhat kaam ki cheez he us ki madad se hum apna matloba faida hasil kar k trade ko end kar sakte hin.
          • #575 Collapse

            ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may aapko take profit zaroor lagana chahiye wo is waja say kay jab aap ki lights chali jati hay ya aap ka net kharab ho jaye to jo profit aap nay set kya huwa hota hay wo usper aker close ho jati hay our aap ko chahiye kay stop loss bhi zaroor lagaye take aapka loss kam say kam ho.
            • #576 Collapse

              forex me har koi is liye trading karta hai take is me kuch earning hosake is liye is ko karne se pehle is ke bare me maloomat hassil karen ta ke loss na ho
              • #577 Collapse

                bht se log es waaja se loss mai chaly jaty unko bs yehe hotya k mai jldi se earn kr looon zaida sara wo tezz bht chalty hai edr uder dekhty b ni k chezy set krny wali hau kuch adjust nahe kiya to kr ley loss mai na chaly jaye per ni unko apny mtlb se hota
                • #578 Collapse

                  zahir c bat hai k hum agar forx trading pe kam ker raha hai to hamara sub se bara maqsad profit hasil kerna hi hota hai... ye to sun se zyada imporntant cheeze ha......
                  • #579 Collapse

                    forex k buisness mein stop loss aur take profit in dono tools ko he bohat zyada importance hasel hen aur in k zariye sy hamen bohat he acha faida hasel hota ha aur is k sath ham loss sy b bach sakte hen
                    • #580 Collapse

                      Forex trading takeprofit jaisi option bohat he ziada usefull hay agar hum esko use kar kay trade place karen gay to jab bhi marktet us point tak pohanchy gi to hum acha profi earn kar lain gay.
                      • #581 Collapse

                        g han dear brother this is absolutely right k forex trading business main trading karnay say pehlay humay stop loss and take profit setup ko zarure set karna chahiye ta k hum loss say save reah sakain.........
                        • #582 Collapse

                          Forex trading main profit hasil karnaykey importance is lea ha kay ham jab tak is main profit hasil nhe karain gayto tab tak ham aik acha or successful tradder kasaybanay gay hum tarding se achi earning karn sakt hein proft ka bger hum tarding mein kamnyb tarder nhe bana sakt hein
                          • #583 Collapse

                            Assalamu Alikum dear.. :) ji han forex main agr hmain prfit na hoh to hum motivate nhi hotay.. trader profit say he motivate hotay hain and forex main jab hum paise kamanty hain to trading krnay main maza b ata hai
                            • #584 Collapse

                              forex toh ak business ki trah he isko koi bhe kar skata he lakin is se fida ham ne khud hi uthana hota he kiu ke agar learn karen ge toh phir hamko fida bhe mile ga or agar nahi karte toh yhi business hamare lie loss karne ka way ban jata he is lie koi be business ho woh profit be deta he or loss be
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                forex aik profitable business hai aur aap is business mein kafi hard working kartay ho aur bari hard working kar ky is business ko learn aur is ki practice kartay ho aur mein only take profit use karta hoon aur yeh acha tools hai aur aap ko is ki practice karni chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X