stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    agar members ya traders stop loss ko use kary to us ka account kabhi wash nahi hoga lekin zeyada tar traders stop loss ko use nahi karty wo kehty hai k trade sy bus profit ho loss ho to trade close hi nahi karty.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      Dear friends Forex business mein stop loss ak boaht he aham factor hai agar ap es ky bary mein nai janty or na he esko follow kart to ap forex business mein itni ziyada earning nai akr sakty eski waja apko yea nai pta hoga ky es mein loss sy kasy bacha jaye Demo par account bnaein or practice krein
      • #963 Collapse

        Stop loss boht he ahm tool hai forex trading main es ka estmal kar ky boht bry loss sy bacha ja sakta hai khas kar esi lot jo kai days sy loss main ho hum waiting ky liy chor dain es lot mai ye stop loss boht aham kam krata hai our hamy zayda loss sy bchata hai
        • #964 Collapse

          agar hum forex mai kam karty hain to hamy stop loss ko zaror use karna chahey q ky isy use karny sy hum loss sy bach jaty hain or ache earning hasail kar ky apne zarorto ko pura ar lety hain yai aik acha or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain is mai sada urdu mai trade ke jate hain
          • #965 Collapse

            jab hum forex mai kam karty howe stop loss ko use karty hain to hum loss sy bach jaty hain or acha profit hasial kar lety hain stop loss ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy isy ignore nahi karna chahey forex aik international business hain hum is mai trading be kar sakty hain or investment be kar sakty hain forex pakistan mai legal business ban cuka hain
            • #966 Collapse

              forex mai stop loss ke bohat ahmeyat hain hum jab kam karty howe isy use karty hain to hum loss sy bach jaty hain or acha bonus hasial kar lety hain forex ai kasa business hain jis mai hum learning ky sat earning be kar sakty hain yai aik international business hain or yai kabe be band nahi ho sakta or yai aik legal business hain
              • #967 Collapse

                stop loss ke frex mai bohat ahmeyat hain jab hum kam karty howe stop loss ko use karty hain to hum loss sy bach jaty hain or acha bonus hasial kar lety hain forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trade karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar saty hain yai aik legal business hain
                • #968 Collapse

                  markt main stop loss ko use kar k hi hum loss say cover ho sakty hain so hamain is forex main hard work karni ho gi tab hi hum real main achi trde karny k kabil ho sakty hain aur markt main up aur down ko dekh k hi hum real main sucess ho sakty hain ta k earning ho
                  • #969 Collapse

                    stop loss ko use kar k hi hum achi trade kar skaty hain so hamain market main enter hony say pahly is k bary main informatoin hasil karna ho ga tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is main loss say kafi had tak cover kar skaty hain it is best job for all
                    • #970 Collapse

                      han bhai jaan ham aus wakat jab ham ko pata hota hai loss atne tak jiy gaa aor pher ham aus kee hysab se stop loss lagate hai q k bhai jaan ye loss kaa ennd hota hai aor ham ko as ka pata hona chiy zrparory hai agar ham ko as ka pata na hoga tu forex main kam karne ka koi bhi fyada nahi hai
                      • #971 Collapse

                        G Dear stop loss ka use na karna to bahut he risky hai ye bahut he important tool hai agar ise use na kia to apka account ek he trade main wash ho sakta hai sab trador iska use karte hain aur aap b isa use kia karen warna bahut loss ho sakta hai is main aur iske sath sath take profit ka tool b use kia karen aap
                        • #972 Collapse

                          G bhai ap ne bilkul thek kaha stop loss lgana boht zaruri hy stop loss ap k account ko wash hny se bachaa leta hy matlb ap ko km loss hota hy or ap dobara trade lgany k kabil hoty hen
                          • #973 Collapse

                            g ha aap nay sahi bat ki ha kay is business ma kamyab hoa ha to is ma aap mo money mangminte ki knowlged hone cahay q kay is sa he aap apne trad ma stop loss sahi set kar saky gay our is sa aap ka account save rahay ga is liaty aap ko is ma stop loss ka ues karna ana cahay
                            • #974 Collapse

                              janab aap ko srtop loss ka ues karna cahay q kay is aap apne trading ma apnay bonus ko save be rak sakty ha our zada loss honay sa be bach sakty ha is ma aap ko money mangmint ki be knowlged ho ge our is sa aap ko trading ma boht fiada ho ga is liay aap ko is ko ues karna cahay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                yes bhai ap ke baat sai ha ap ko forex ma total knowledge hona zaroori ha ais ma hum ko information pata hone ne chahye or hum ko stop loss kar ka loss sa bach sakhta ha or forex ma succes full ho sakhta ha bro hum ko brain sa kaam lana chahaya tu hum loss sa bach sakhta ha bro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X