stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    Forex me stoploss ek bahut important chij he.Stoploss hame jyada loss se bachata he.Har trader ko stoploss ki use ana chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      stop loss forex trading me bht zyada important hota is se apko ka loss control me rehta ha aur agr market sudden down ya up jo jae to ap huge loss se bach jaty hain is liye stop loss ko zaroor use karna chahye exoecially newbies k liye to bht useful ha isko use karna
      • #708 Collapse

        aik boaht hi best target ko dekhaty huya hi apko is buisness mei aik stop lost ko lana hota hai kay jsis ay ap tarding ko ach kar sakay aure ap ko is bisness mei kum say kum tar market mei lsot ho skjay
        • #709 Collapse

          Stop loss is one of the most important thing in the trading and if a trader is able to use this option positively than he will realize that there is nothing better than this option and he will always try to use this option in all of his trades because stop loss will always be a guard of our accounts.
          • #710 Collapse

            forex trading main new traders iss option say apnay aap ko ziada loss hoanay say protect kartay hain woh apnay loss ko fix kar laytay hain keh agar unko os limit say jo unhoon nay fix ki hoe hoati hay say ziada loss hoanay laggay to un ki trade automatically close ho jaati hay
            • #711 Collapse

              dear brother.........forex trading business may stop loss ka lagana bukhat hi zrori hai ..........zrori es lye hai k market bukhat hi riski hai baaz dafa bukhat hi tezi sey up down ko chali jati hai.
              • #712 Collapse

                g haan stop loss hm risk management k tor pay istemal kr sakty hain or krty b hain. . .is tool k theek istemal k bgair hm forex trading main kaamyaab nai ho sakty. . . ye sb syn acha tool hy investment save rakhny ka. . . .
                • #713 Collapse

                  jee han janab ap ny bilkul theek kha ha hum ko forex men business karny ky ly forex ky wo tamam importance ruls jo forex men bout aham hen un ko zaroor seekhna cheye ta ky hum forex business men successful ho saken stop loss hum ko ris management kany men help karta ha es ly stop loss ko zaroor follow karen .
                  • #714 Collapse

                    forex is not quick way to making much money. forex trading is quick way to losing much money if you dont have proper knowledge about forex business. you can lose more money if you trade without stoploss. forex is too risky business. but stoploss can help to limit your risk
                    • #715 Collapse

                      Agar aap Forex trading main new ho to aap ko Aap ko Forex trading main stop lose ko lazmi zaror kareen ye aap ke zaida lose hony se bavhahta ha
                      • #716 Collapse

                        Dear friend ap ne aik achi baat ki hai mai apki baat sai khush hua hon ap ne kaha hai k stop loss to mai is baray main youn kahooonga k achi strategies use kro aur loss ko rok do.
                         
                        • #717 Collapse

                          han ya bro main bi yahi sochta tha kai is tool ko use nai karna chaya ku kai market kabi na kabi too wapis aati hi hai but kafi ziada loss say bachny ka liya i think is tool ko use karna hi chahya oor hamian koi bi trade ko loss say recover karnwany ka liya koi point tak hi is ko use nai karna chahay us ka bad hamain is tool ko zaroor use karna chahya ..AAp bi is ko use karain
                           
                          • #718 Collapse

                            jee haan jnab app ne bilkul theek kha ahi frex trading main her trade k sath stop loss zaroor use kerna chahiya ager app trading main akk kamyab position bnana chahte hain to iss k leya zaroori hai k app apna loss apne control main rakhe yah he wo way hai jiss k mutabik app trading ko akk postive side ki traf lai ker ja sekte hain :)
                            • #719 Collapse

                              stop loss bht zabardast option hai forex me, jahan is k faide b hain wahin kuch nuksan b hain, faida yeh k aap k loss ko control karta hai, lekin kabhi kabhi market normal situaion se thora ziada girti hai phir up jati hai to market girte hi atop losski wajah se ap ki trade out ho jati hai or phir market ko uper jate hue aap hasrat se dekhte hain. bas planning aesi karein k stop losski zarurat hi na pare.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k stop loss to mai is baray main youn kahoonga k hmay achi strategies use kr k loss ko stop krdena chahiye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X