Forex trading main achy knowledge sy he achi trading ki ja sakti hai. Dear forum members, forex trading main market fluctuations hoti hain aur trend change hoty rehty hain. Jab ap forex trading market movement ko study krty hain, tu is main ap ko hamesha market ki different types ki movement hoti nazar ati hain, aaj main aapko Jis movement type k bary me btana chata hu. isy “Gap up or Gap down movement kehty hain”. Forex trading me market ki movement ki study k liye bahut ziada helpful ho sakti hai. Aisi movements ko understand kar k he right decisions liye ja sakty hain aur risky trades sy avoid kar k acha profit earn kia ja sakta hai.
Definition of "Gapping":
Gapping us waqt hoti hai, jab kisi stock ya asset, previous day k uper ya nechy open hota hai. Aur is period k darmyan koi trade nhi hoti. Gapping movement normally 2 types ki hoti hai. Jisy “Gap up movement” aur “Gap down movement” kha jata hai.
1. Gap Up movement in trading:
Dear forum member, jab market weekend per closing k bad, next week days me open hoti hai, tu is mein aap ko gap up pattern mil sakhta hai. Jab Market, next working day main Jis level pay close howi thi, os say oper open ho to is ko Gap Up opening kaha jata hai. Aam tor pay asi situation main ap ko jo candlestick pattern milta hai, osy bullish kicker candlestick Pattern kehty hain. Yah pattern aapko bullish trend ki confirmation deta hai. Jab market, Gap up open ho, to ap ko buying ki trade lagani chaiye. Ager ap ko support level k oper gap up Candlestick Pattern mily, esi condition main aap ko aik buht achi opportunity mil sakti hai. Jisy avail kar k acha profit earn kar sakty hain.
2. Gap Down movement in forex trading:
Dear forum members, jab market mein ap ko higher prices kay bad achanak market down movement krti hai, tu isko aap gap down movement khety Hain. Forex trading market mein different important Candlestick Pattern ap ko ye situation clear kr sakty hain. Bearish kicker Candlestick Pattern ap ko gap down sa related information provide kar sakta hai. Jab weekend per market main opening point ko ap focus karte Hain, tu is main aapko prices main heavily declined milta hai. Is candlestick pattern ko completely understand kar Kay aap effective trading kar sakty Hain.
Identification of Gap Up and Gap Down movement:
Forex trading mein Gap up or gap down ko identify krna bahut hi aasan hota hai. Q k is gap ko aap easily recognize kar sakty Hain. Jab ap market main is trading technique ko samjna chahty hin, tu aap bullish kicker or bearish kicker Candlestick Pattern ko properly understand krna chaiy, is candlestick say ap maximum advantage hasil kar sakte hain.
Advantages of understanding of Gapping:
1. Ye market k trend/movement ko identify karti hai.
2. Gapping ki understanding sy better decision ly skty hain trade ko open karny sy pehly.
3. Is ki understanding sy market movement ko dekhty hue buy ya selling opportunity ka pta lgta hai.
4. Is tra gapping ka knowledge or understanding hony sy risky trades sy bach jaty hain.
5. Gap movement k knowledge sy blind trading sy avoid kar sakty hain, aur right and timely decisions ly k acha profit earn kar sakty hain aur loss sy bach sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим