Dear friends market me bulls and bears Kay peachy aksr big news Hoti hen aur in news k andar bhot power hoti hai ye market ko ik side sy dosri side par move karwa sakti hai. Asa b mumkin hai k news sy pehle market up trend ma ho or jb news occur hoti hu to market down trend ma chal parti hai.
Importance of news in Forex
Forex trading ma news es lae matter karti hai k kio b event occur karta hai to trader ko us ki information news sy he melti hai. Misal k tor par agr kisi country ma economic instability ho ya kisi country sy kio war ki news ho to us ka trader ko news sy he pata chalta hai so trader ko chahe k wo news ko lazmi consider kary. Best trade ka method ye hai k trader ko pehle indicator or pattern sy market ki information leni chahe or es information ko apny experience k sath judge karna chahe k ye sahe hai k ni.
Trading Using News Effect On Market
Koi behtr financial news sy age trader ko acha point mel jae to usko chahe k news ki help sy us point ko verify karwana chahe. Agr trader ko acha point mel jae or news b usko support kar rahi hun to trader ko chahe k wo phr sy market ma enter ho jae. Jo trader trade ma bena kuch sochy samjy in ho jaty hain wo aksar loss ka shikar ho jaty hain. So trader ko news ko ignore ni karna kiu k news ki base par trader ko wo points mel jaty hain jo fazool points sy ni ho sakty. So trader ko hamesa apni trades ko indicator or news k sath ik he time ma manage karna chahe.
Which news effect market
Forex trading me aksar economic, social aur political news se bohut hi ziada tabdeeli waqea ho sakti hai is waja se market me kabhi bhi news k waqat trade open karne ki koshash na karen, nahi to market me loss k bohut zyada loss k chances ho sakte. News trading se murad market me kisi bhi economical, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo news trading kehlati hai. News trading ko forex Trading ki terminologies me fundamental analysis bhi kaha jata hai. News trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai. Forex trading me news trading se bohut badlao ata hai.
Banifits Using News
News trading ka sab se bara faida ka faida long term trading me hota hai aur is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai. Lekin is k leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. Negative points ye hen k news trading sari currency pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long term trading k leye hai aur is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sakte

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим