what is candle stick pattern in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is candle stick pattern in forex trading
    what is candle stick pattern in forex trading;


    technical trader ky ley forex chart pattern bohut zyada importance rakhta hey forex chart candle stick kay sath default hotay hein jo zyada rawayte bar chart or jo zyada rawayte bar chart or forex ranko chart say bohut zyada mokhtalef hotay hein yeh chart pattern price ke movement ko idicate kartay hein or trader ko trading mein madad daytay hein or trend kay baray mein ray ko tashkel daytay hein entry kay baray mein signals daytay hein
    tamam currency kay trader es baat say agah hotay hein keh onhen candle stick kay baray mein mokamal knowledge hna chihay candle stick ko analysis karnay or esay sekhnay kay bad traders ko aksar yeh maloom hota hey keh woh dosray charts estamal karnay kay bad bohut ce mokhtalef kesam ke price action ko zyada mosar tareekay say indicate kar saktay hein forex candle stick analysis ka faida yeh hey keh yeh he method tamam financial market mein lago hota hey

    open price;
    open price nai candle stick ko tashkeel dayte hey trade ke 1st price ko indicate kartehey
    High Price;
    high price upper wick kay sab say opar ager koi upper wick nahe to candle stick onche price bearish candle kay open price or bullish candle ke close price hote hey
    Low price;
    ager nechle wick kay nechay to low price aik bullish candle ke open price hote hey or bearish candle ke close honay wale price hote hey
    close price;
    close price candle stick ke tashkel kay doran trade ke janay wale last price hay
    nechay de gai tasweer mein aik neele candle stick dekhay gay hey jes ke price open kay opar hey or aik red candle stick open kay nechay close ho jate hey
    Click image for larger version

Name:	forex candles.png
Views:	1
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12475463


    candle sticks charts kay kuch fawaid darj zail hein;



    forex prices ke movement dosron kay mokaballay mein candle stick charts mein bare asane say indicate hote hey
    candle stick charts ko zyada asane say samajh saktay hein candle stick chart pattern mein price action or price kay pattern ko asane say samjha ja sakta hey (open, close, high, low)candle stick chart patren bar chart kay mokaballay mein zyada information aish karta hey


    candle stick pattern kay chand noksnat;


    Green ya red close honay wale candle stick mein forex currency kay trader ko yeh sochanay par force kar dayte hey kehmarket mein last close honay wale candle stick ka trend chalta rahay ga candle stick charts kese bhe page ko 2 ya4 kar saktay hein kun keh woh line charts ya bar charts ke tarah simple nahe hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is candle stick pattern in forex trading

    Candlesticks pattern ka use bahut hi ziada hota hai technical analysis mein candles us bahut ziada use hai yeh chart pattern price ke movement ko indicate kartay hain or trader ko trading mein madad daytay hain yahan pe mokhtalef kisam ke price action ko zyada mosar tarikay say indicate kar saktay hain forex technical k liye candlestick analysis ka faida yeh hai keh yeh hai method tamam financial market mein lago hota hai Forex trading market mei hume thek se kam karty huway is ke bary mei proper knowledge hona boht he zrori hota ha is liye ma aj aik mukamal topic ko discuss karna chahta hu ap sab ko faida hoga jo ke forex market ke chart ma banane wali candle ka taruf aur is ke parts ke bary tabhi faida hai hum inka use krke faida le sakte hain.

    Candlestick chart patterns:

    Candlestick chart pattern ki behad value hai friends market ko analyse krnay k liay hum chart ko bhi dekhte hain tafseel se aur chart me humein kisi bhi pair ki past movements show ki hai hoti hum isko dekhte hain hamein market ko analyse karne me bahut help deti hain friends candles sy hum market ko technically analyse kr sakty hain ye hum tafseel se dekhte hain Forex member agr ham technical analysis krna chahty hain mukamal to candles ki help sy ham boht he easy kr sakty hain candle ke parts hoty hain hum inko discuss krte hain.

    Real body:

    Real body candle k andar banti hai forex members hum dekhe hain ke jab bhi koi candle complete hoti hai yani close ho jay to to us ma aik filled part banta ha agar open value sy up close hoti hai hum dekhte hain k to white aur agar down close hoti hai black body banti hai ye is ki real body hoti hai open to close k andar jitni move hoti hai wo body kehlata hai.

    upper shadow:

    All members upper shado upper wick hota hai market ki movement ma jab be koi candle apni opening value sey jab move start karti hai apny time frame ma close hony tak koi highest point price upper side pe jo bhi ko touch karti ha aur is point sy nichy close ho jati hai hum dekhte hain k iska matlab ke apni wick banati hai open price se lekar highpoint ka jo period hota hai isko ham upper shadow ka naam dete hain/

    lower shadow:

    Dear all members jab be koi bhi candle banti hai hum dekhte hain k wo apni body ke nichy downside jo apni wick bnati hai dekhna hota hai wo us ko hum lower shadow kehty hain ye market ki close value nichy ki gai movement ke result mei banti hai yani iski move open se down tak jo ho aur wo close period se lekar low period tak jitne candle banti hai hai uski body nahin banti hai wahan wich down side ban jata hai wahan jab candle close hoti wapis akar aik low wich chor deti hai close hone pe jab aisa karti hai ye lower shadow kehlata hai.



    Click image for larger version

Name:	*********coach-candlesticks.png
Views:	1
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12347872

    اب آن لائن

    Working...
    X