importance of planning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah achi planning se hi kam krna chahe kyun k agr hm is business me achi planning se kam karty hain tu hm is business me success ho sakty hain or acha earn b asani se tb hi hota ha hmen is business me
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      forex trading main palaning bohat hi zarori hai hamain aik palaning ky tahat kaam karna chahye agag ham achi palaning sy or iss kaam main knolidge hasil nahi karain gai to ham zyada paisy kma sakty hain
       
      • #1068 Collapse

        forex trading main importanc or palaning bohat hi zarori hai koi bhi acha business main palaning ky bagair koi kaam nahi karta jab tak ham koi achi palani ng ky saath kaam nahi karain gy ham kaamyanb nahi hosakty
           
        • #1069 Collapse

          gee haan bhai forex trading mein planing boht ahm hote he aur trader ko chahe hota he keh woh apne trading mein experience aur knowledge mein izafa kia kre aur apne trading mein plan acha bna lia kre es trah se woh trading mein boht profit bna skta he
          • #1070 Collapse

            planning auchi ho tu ham eaisly mood may earn kar sktyhaormarket say kafi auchy argin may earn kar skty ha osr is lye ham planning kar skty han or los sko rcover kar skty han or buy sell laga skty han ham
            • #1071 Collapse

              Very important to plan agar ap k pass proper plan nhe to Es business main loss Ho jata hai Lakin trading learn kar k profit earn kea ja sakta ha
              • #1072 Collapse

                har kaam main success hasil karne k liye planning to karna parti hai is liye foex main bhi best planning ki zaroorat hoti hai is k bager ham successful trading nahee kar sakte hain
                • #1073 Collapse

                  forex trading mai planing ki importance bohat he zayada hai kyu k without planing koi b kaam theek trha sy nahi kiya ja sakta. forex trading ko proper plan kar k kiya jaey to ye ham ko bohat zayada profit daita hai aur ham easily apni needs ko poora kar laity hain.
                  • #1074 Collapse

                    Dear forex mai bht se log mehnat karte hain aur apnii lie ko set karne ki koshish karte hain magar ye cheezian kabii b ap ki planing aur strategy k bina poriii nhn ho sktii aik acha trader woii hota hy jo ap ko acha faida de aru ap smjh k os mai kam karo aru apnii life ko b set karo ta k ap ko faida b acha ho sake...
                    • #1075 Collapse

                      Trading main ap ko kafi cheezo ke sath ap ek ahha trading planner bhi bun na hai kiyun ke trading skills ke sath apne planning kerna bhi seekhna hai kiyun ke yehi ek behtareen way hai or source hai jaha se ap trading main trades kerne ke plans banatey hai
                      • #1076 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                        planning is a very important part of forex trading ,, what you plan depends on your experience and your knowledge , so it is important for every trader to gain knowledge of forx trading ..
                        forex trading aik aisa business hai jis mai hamari planning bohat ehmiat rakhti hain is lia hamy is mai apny knowledege or experience k mutabik planning karni chahiya agar hamari planning hamary knowledege sy ziada hain to hamy is mai loss ho jy ga is mai kamyab hony k lia hamy is mai ziada sy ziada hard working karni chahiye
                        • #1077 Collapse

                          forex trading main seccess hony ky liye parfekt planing ki zarorat hoti hai or achi planing ky liye ham par depend karta hai ky ham forex business main seccess hony ky liye kitna knowladge gain karty hain
                           
                          • #1078 Collapse

                            yes you are right brother is business main hamain planning karni parti hai agar ham achi planning kar lete hain tou ham kamyaab ho jaaty hain warna is main hamain nuqsan hi hota hai aur ham kbhi bhi kamyab nahi ho sakain gy.
                            • #1079 Collapse

                              her kam main kamyab hone k lie is ki planing to zroori hoti hai but Forex trading main successful hone k lie planning ki importance aur b ziada hay achi planning k bgair hum Forex se acha profit earn ni ker sektay is k sath Forex ka complete knowledge aur experience b very important hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Koi bhi kam agar planning sey kia jaye to us main loss kam hota hy. Forex main ziada loss is leye hota hy keh log greed ki waja sey aik din main rich banna chahtey hain aur without planning key big profit lena chahtey hain, jo keh mumkin nahi hy aur is ki waja sey loss ho jata hy. Jab bhi trading kran to planning zaroor krain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X