Time frame ka taruf iqsam aur eski ehmiat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time frame ka taruf iqsam aur eski ehmiat
    Introduction.

    What is time frame
    .

    Dear forex members for ex trading k andar jb b ap trade kr rahy hoty hain tu financial chart k andar apko different iqsam ki candles show
    Ho rahi hoti hain Jo apko different time k different movements show kr rahi hoti hain tu aik specific time k andar market ki movements ka
    Analysis nikalny ko time frame reading kehty hain AGR hum time frame ki identification kr k es sy faida hasil karna chaty hain tu hamain
    Different time frames ka bhagoor mushaida karna pharta hy Usk bad hum specific time ki base par market ki any wali movement ka idea lava
    Sakty ha in.

    Time frame ki Iqsam.


    Jb b ap time frame ka analysis kar rahy hoty hain tu market main apko different qisam k time frame daikhny ko milty hain.
    M1. 1 minute ki market movement ko show karta hy.
    M5. 5 minutes ki market movment ko show karta hy.
    M15. 15 minutes ki market movements ko show karta hy.
    M30. 30 minutes ki market movement ko show karta hy.
    H1. 1 ghanty ki market movement ko show karta hy.
    H4. 4 ghanty ki market movement ko show karta hu
    D1. 1 din ki market movement ko show karta hy.
    W1. 1 hafty ki market movement ko show karta hy.
    Mn. Monthly market movement ko show karta hy.

    Time frame ko identify Karny ka tarika.


    Dosto time frame ko identify Kearny ka tarika yeah hy jb hum financial chart ko ghoor sy daikh rahy hoty hain tau hum daikhty hain
    K different qisam ki candles sticks financial chart main show ho rahi hoti hain hum jb b koi time frame open kr k candles sticks ko
    Ghoor sy daikhty hain tu hum har previous candles stick k close honey par yeah idea lagaty hain k specific time main buyer ka pressure
    Zaida tha ya seller ka.

    Time frame ki importance.


    Dear friends forex trading main time frame identification ki buht ehmiat hy eski base par hum previous market movements ko daiikh kr
    Decision marking kr sakty hain so dear friends forex trading main maximum benefit hasil karna chaty hain tu time frame anylsis ki help
    Zarror lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time frame ka taruf iqsam aur eski ehmiat

    Jee bilkul time frame ki ahmiyaat aik kamiyaab trade he samj sagta hain jaisa k hum janta hain k market har 4 hours k bad aik specific direction main market move karti hain hum iss main aik specific time frame select kar k iss main trade kar sagta hain humain iss main sub sy phlye aik time frame select karna ho ga joh humain aik acha trade bana main help karye humain iss main demo pr pratices krni ho gye joh humain iss main fida da sakiye hum iss main time set kar k trade kar sagta hain or long term short term dono nisbaat hum iss main trade kar sgta hain joh aik kamiyaab trader k liya bhot he zada benefit wala hain

    اب آن لائن

    Working...
    X