DeMarker Indicator Guide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    DeMarker Indicator Guide
    Assalam alaikum!
    Dear members aj ki es post main hum Demarker indicator, jisko shortly Dem b kaha jata ha, usko study karen gy hum demarker ka working mechanism dekhen gy or te h dekhen gy k es se tading main kesy help li ja skti ha.


    WHAT IS DEMARKER INDICATOR?

    Dear members Demarker aik technical analysis tool ha or ye ksi trading pair ki recent minimum or maximum prices ko measure kr k previous minimu or maximum prices k sth compare karta ha or uski demad k bary main indication deta ha.or es k trend ka bhi btata ha.
    Ye oscillator indicators ki family ka hi member ha.
    Ye indicators traders ko market main entry or exit point ko mark karny main bhi help karta ha.
    Agr es indicator ko short time main estmal kia jy to ye intraday ki highs or lows ko use kr k signal bhi provide karta ha.
    Laikin longer time frame main ye indicator zada effective hota ha.

    Click image for larger version

Name:	D5640B98-EC8A-400F-A6C9-5A81DF8CA44A.jpeg
Views:	2
Size:	32.5 کلوبائٹ
ID:	12475372
    Demarker ko leading indicator kaha jata ha q k ye price action ki movement k sth hi signal provide karta ha.
    Es indicator ko aksr dosry indicators k sth mila k istmal kia jata ha or es ko market ki tops or bottoms ko find karny k lye istmal kia jata ha ta k market k oversold or overbought areas ka pata chl sky

    HOW TO TRADE WITH DEMARKER?

    Dear members demarker aik fluctuating curve py mushtamil hota ha.Eska ka default calculation time span 14 periods hota ha laikin ap esko apni marzi se change bhi kar skty hain.
    Or jitny ap periods km karty jaen gy ye indicaotr zada responsive or effective hota jayga.
    Ye indicator 0 or 1 values k darmyan move karta ha or eski base value 0.5 hoti ha.
    Eski value agr 0.70 ya es se opr ho to ye price reversal ki indication krta ha or esko sell ka signal smjha jata ha.
    or agr eski value 0.30 ya es se km ho to ye show krta ha k market oversold ha or ye buy ka signal hota ha.

    Click image for larger version

Name:	21A25D2E-91FE-460C-ACC9-C53196027C0C.png
Views:	4
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12475374


    validity of demarker:

    Dear members demarker indicator bht km or aksr accurate signals hi produce karta ha laikin phr bhi agr srf es indicator py rely kr k trade ki jy to hmesha es k signals accurate ni hoty es lye agr hmn loss se bachna ha or profitable trade karni ha to hamen chahye k es k sth sth dosry indicators ko bhi use karen taa k signal ki confirmation ho jy or mazeed
    hamen price action se confirmation k bad trade leni chahye.
    THANK YOU GUYS ! :1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: DeMarker Indicator Guide

    ap na acchi information share ki hai demarker indicator ak bohot hi accha indicator hai or hum log is indicator ko use kar ka acchi trade ko open kar sakta hain laken os sy pahla huma ya maloom hona chaya ka demarker indicator hai kia

    DEMARKER INDICATOR HAI KIA?

    Demarker ak asa indicator hai jis ko use kar ka hum log ak acchi trade ko open kar sakta hain Demarker indicator ko hum log technical analysis mai lata hain or is sy hum log kisi bi pair ki mojoda maximum price or minimum price ko measure karta hain or os ka bad hum log is ki pechlo minimum or maximum price ka sath is ka comparison banata hain or hum phr market ki sahi position ka andaza hota hai is indicator ko use karna ka lia knowledge ka hona lazmi hai

    Demarker ki kahsiyat

    Is indicator ki ya kahsiyat hai ka ya trader ki is bat mai help karta hai ka kub trader market mai enter ho kar trade open kara or kub market ko chor jaya bohot kum asa indicator hota hain jo trader ki is bat mai help karta hain ka entry or exit point trader ko mil saka or ya indicator un traders ka lia kafi best hai jo intraday trading karta hain long term trading ka lia ya best nahi hai short term trading karna walon ko ya kafi help kar sakta hain is lia huma is ka bara mai knowlege hasil karna chaya ta ka ak acchi trade ko open kia ja saka

    Others Indicator

    dear traders mai ap ko ya batata chaloon ka is indicator pr huma complete trust nahi karna chaya is ka sath sath huma dosra indicators bi useClick image for larger version

Name:	demarker how to trade.png
Views:	2
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12347724Click image for larger version

Name:	demarker 1.jpg
Views:	1
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12347723 karna chaya ta ka huma loss na ho kiun ka har indicator ak special hasiyat rakhta hai ya indicator long term mai accha response data hai laken phr hum log is pr completely depended nahi ho sakta hain is ka lia huma lazmi hai ka hum log is ka sath sath dosra indicators ko bi use karain kiun ka market ki situation har waqat ak jasi nahi hot hai is lia huma is ko soch samaj kar use karna chaya warna loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: DeMarker Indicator Guide

      Demarker ek indicator hay yhn pr hum indicator ko Dekhta hein Kay forex mein or humay ek bhoat help or guid multi hay about treading. Humay chyia jay hum jab be treading kran tu apna fundamental knowledge ka sath technical knowledge ko be use kran or forex ka ander technical knowledge ha he yahi is lyia humay chyia jay hum technical knowledge ko use kran complete analysis kran then hum successful ho skta hein treading mein
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        DeMarker Indicator Forex Trading Mein DeMarker Indicator ek technical analysis tool hai jo Forex Trading mein istemal hota hai. Is indicator ki madad se traders market ki trend aur reversal points ko samajhne mein madad milti hai. Is article mein hum DeMarker Indicator ke bare mein Roman Urdu mein tafseel se batayenge. 1. DeMarker Indicator Kya Hai? DeMarker Indicator trading mein ek momentum oscillator hai. Yah indicator price ki highs aur lows ke beech ke relative strength ko measure karta hai. Iska aim hai market ki overbought (zyada khareeda gaya) aur oversold (zyada becha gaya) conditions ko identify karna. 2. DeMarker Indicator Ka Istemal? DeMarker Indicator ka istemal market trends aur reversals ko identify karne ke liye kiya jata hai. Indicator ki range 0 se 1 tak hoti hai. Generally, jab DeMarker Indicator 0.7 se upar jata hai, to yeh market ki overbought condition ko suggest karta hai. Aur jab yeh 0.3 se niche aata hai, to yeh market ki oversold condition ko suggest karta hai. 3. Overbought Aur Oversold Conditions Overbought aur oversold conditions trading mein important hote hain kyunki ye trend reversal points ko indicate karte hain. Overbought condition mein market mein buying pressure zyada hoti hai aur iska matlab ho sakta hai ki market ka price niche jane wala hai. Oversold condition mein market mein selling pressure zyada hoti hai aur iska matlab ho sakta hai ki market ka price upar jane wala hai. 4. Interpretation DeMarker Indicator ka interpretation is tarah se kiya jata hai: - Jab DeMarker Indicator 0.7 se upar hai, to ye overbought condition ko indicate karta hai aur traders ko selling ka signal deta hai. - Jab DeMarker Indicator 0.3 se niche hai, to ye oversold condition ko indicate karta hai aur traders ko buying ka signal deta hai. Is indicator ko dusre technical tools aur price action analysis ke saath istemal karna zaroori hai taaki sahi trading decisions liye ja sake. 5. DeMarker Indicator Ka Istemal Stop-Loss Aur Take-Profit Ke Liye DeMarker Indicator stop-loss aur take-profit levels determine karne mein bhi madad karta hai. Agar market overbought condition mein hai aur DeMarker Indicator 0.7 se upar hai, to stop-loss level ko set karna zaroori ho sakta hai. Vaise hi agar market oversold condition mein hai aur DeMarker Indicator 0.3 se niche hai, to take-profit level ko set karna zaroori ho sakta hai. Conclusion DeMarker Indicator ek momentum oscillator hai jo traders ko market trends aur reversals ke bare mein jankari deta hai. Is indicator ke istemal se overbought aur oversold conditions ko samajhna aur stop-loss aur take-profit levels set karna asan ho jata hai. Iska istemal karne se pehle traders ko aur bhi technical analysis tools aur market ki samajh hona zaroori hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X