How to build a trading strategy for good results.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to build a trading strategy for good results.
    Aslaam o Alaikum.

    Dear Pakistan's forex forum members, admin, moderators aur good analyst. Umeed hai k aap sab khairiat say hongay aur main hamesha aapki khairiat k liye dua go hoon.
    Dear!
    Forex market main trading k liye strategy aik bahut he important element hai jo is huge market ko samjhnay k liye traders k pass hona bahut ziada aehmiat rakhty hai, forex trading k liye har aik traders k pass achay method ka hona is liye zaruri hai qk market k big aur worldwide honay ki wjaha say isko smajhna aur is main profit hasil karna simple tareekay say mumkin nai hai. Aaj ki is post main main aapk sath kuch aisi discuss karna chahta hoon jis main apk sath khud mujhay bhi kuch mazeed learn karnay ko mil sakta hai, kuch aisay rules ko ham discuss karaingay jo market ko samjhnay aur isk loss ko hamesha k liye kam karnay k liye faida manda sabit ho saktay hain. Yeh kuch practical steps hain jinko ham pehlay demo account pay apply kartay huway phir apni real invest k sath in ko apply kartay huway market ko samjh saktay hain jo sab kuch darj zail main hain.


    Click image for larger version

Name:	strategy11.png
Views:	1
Size:	40.0 کلوبائٹ
ID:	12475248


    Dear!
    Main kuch mazeed highlights k sath is post main kuch aisi detail share karta hoon jisko follow kartay hwuay ham market main acha result hasil kar skatay hain.

    Set Your Trading Goal:

    Dear!
    Forex market main entry lainay say pehlay har aik traders k liye yeh baat bahut ziada important hoty hai k uska trading plan kia hai, market main long term trader hai ya phir short term trader hai yeh sab kuch confirm karnay k baad agar ham market main entr hotay hain to ham tab he acha result aur profit ko mumkin bana saktay hain. Forex trading main traders ka mined is hisaab say set hona chaye k usay kitna profit hasil karna hai weekly basic pay karna hai ya daily basic pay, ya usay aik year k baad market main apnay work ka result daikhna hai yeh sab kuch agar aik trader apnay mined main rkahtay hwuay trading karta hai to yahi uska sab kuch strategy aur goal ban sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	goal2.png
Views:	1
Size:	116.9 کلوبائٹ
ID:	12475255

    Test your strategy and monitor performance:

    Dear!
    Mairay experience k mutabik jab ham market main trading kartay huway kuch hasil karna start kar laitay hain tab hamain kabhi bhi kisi bhi surat main apni trading strategy ya trading plan ko change nai karna chaye balk mazeed usk sath 2 say 3 month tak trading kartay hwuay usay perfect bana kar ham market main apnay trading style ko aur bhi ziada strong bana kar succes ho saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	test1.png
Views:	1
Size:	155.4 کلوبائٹ
ID:	12475258

    Good Luck TO Everyone..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to build a trading strategy for good results.

    walikum salam umeed ha sab kharyat se ho ga ham logo ko chahiye ka ham logo is ma trade karne se pehla market ki movemen ko dekha kyu ka market agar up ja rahi ha to wo acahank se down bi ja sakhti ha is se ham logo ko loss bi ho sakhta ha is ma ham logo ko bhot risk hota ha is liye ham logo ko is ma achi tara dekh kar aur is ko achi tara analysis kar ka hi ham logo ko trade lagni chhaiye is ma ham logo ko achi startegy apply karni chahaiye aur plan ka mutabiq hi kam karni chahaiye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: How to build a trading strategy for good results.

      Wasalam thanks for learning this strong post forex trading ki merket main kisi b traders k pas agar strong learning and pratice and knowladge nhe hoti hain tu kamyabi b easy nhe mil skti hain forex main apna goal set karna hain tu forex ki merket main koi na koi statagy ka hona must hain qk jaaab tak koi best statagy nhe hoti hain tu vo trders apne goal main fail b ho jate hain

      In forex trading must use money management if you want good result:

      strategy k sath sath ek kamyab traders agar forex merket main kaaam karte hain tu forex trading ki market main money management ko b follow karte hain qk har person forex trading main money managenemt ko follow nhe karte hain jis ki waja say big loss kar apne account ko wash kar k good result hasil nhe kar skte hain is liye forex trading k jo jo b rules hain unko follow karna must hota hain money mangmenet b good profit deti hain is liye har person ko kaam karna hain tu market main good learning k sath aana hota hain

      Click image for larger version

Name:	book-money-management-on-table-260nw-644600752.jpg
Views:	2
Size:	37.7 کلوبائٹ
ID:	12347660

      If you dont have a any knowledge and experience and forex trading you will loss everything:

      forex trading ki market main good result hasil karne k liye knowledge and experience ka hona b must hota hain qk agar market main knowledge and experience nhe hain tu market main kisi ko bina knowledge and experience k move ka andaza nhe lag skta hain k market next move kaha kar skti hain is liye traders ko apni learning b dehan dena hoga and knowledge and experience ko pratice account main incress karna must hain jaab tak traders k pas knowledge and experience strong nhe tu koi b market say 1 cent b nhe le skta hain

      Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12347662

      اب آن لائن

      Working...
      X