successful trader
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    succeful trader wohi ban sakta hain jo greed na karey jahan jitna earn hou jaye wohi end kar le due to greed hum kabi bhi achey trader nahi ban saktey ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      mra kheal ma ak sucessfull trader wo hi hta ha jo sb sa phla trading ko seekhta ha us ka bad wo trading ki pratice krta ha demo account par jb us ka pas ak acha exprience a jta ha to wo ja kr real account ma trading start krta ha jis sa us ko bht help milti ha
      • #543 Collapse

        yes if we want to get success in the forex trading, then we surely we have to get knowledge and we have to do more practice on demo account to get success in the forex, after working hard and after getting experience of the forex trading we can become expert of the forex trading.
        • #544 Collapse

          Sab se pehle to insan ko mehnat se kam karna chahie agr mehnat kare ga to us ka phal usse zaroor mille ga ..kue ke kamyabi ke liye mehnat zrori he .Iske ilawa Success ke liye wo practice kare ta ke uska Experience zyada ho..IS trah wo Success ke rah pe chal pare ga.
          • #545 Collapse

            the success was because of our own and as traders we should be able to control yourself and learn to remain calm and patient and all will be nice and hard work are very good and all need process and hard work are very good and all needed process.
            :)
            • #546 Collapse

              yes ager aap hard work nahi kertay hain forex main the aap kamyab trader nahi bun sktay hain kiu kay forex main sirf wohi log kamyab hotay hain jo mehnat kerna jantay hain mehnat kay bgair forex kerna impossible hai
              • #547 Collapse

                Practice kay bina market ko samjhna bohat mushkil hai kiun kay jab hum practically market me kaam karty hain tu humen ye pata chal jata hai kay profit or loss kaisy hota hai or buying or selling kis tarha or kaha se ki jati hai. Is kay ilawa mazeed ye kay humen practice kay liay demo account use karna chahiay taaky hum loss kay bina hi learning kar saken.
                • #548 Collapse

                  ji haan aisa hi hota hai jo b successful trader hota hai wo apni ability aur knowldge ki waja se successful hota aur apni skill ki waja se hi kamata hai ye quailty hoti hai successful trader main.
                  • #549 Collapse

                    right practis make a man perfect kisi bhi fiel men hmen hard work to krna hi parhta hy kahen boss ko khush krne k liye kahen sir hen to kahen madams or kahen khud ko khush krne k liye or jitna ziyda ham hard workl or parctis kren gen utna hi hmara fida hy
                    • #550 Collapse

                      bhai forex trading aik bauhat aacha business hai app ko iss business main kamyab honay kay liye app kay pass iss buisiness kay baray main aachi khaasi knowledge honi lazmi hai aur app ko knowledge gain karnay kay liye bauhat ziada hard working bhi karni parti hai takay app aik aachay kamyab trader ban sako
                      • #551 Collapse

                        forex mai aik sucessful trader bana asan kam nahi hai ap ko boht learning or practice karny parthy hai forex mai apny time ko spend karna hotha hai knowledge or skill ka hona boht must hotha hai forex mai or sathh aik sucessful trader bany kliye ap ky pas investment bi hona chahye
                        • #552 Collapse

                          jeb koi new person forex meey enter hoota heey tu uss ko aik dum achhi earning nahi mill jaati wo aik time guzerneey keey baad jaa ker ussey forex keey barey meey knowledge hoota heey aur wo aahista aahista kuch naa kuch gain kernaa start ker daita heey starting meey useey practice ki bohet zarooret hooti heey forex neey new users k liyee aik stating facility rakhi heey wo heey demo iss peey aap achhi terhaa seey complete training kerneey keey baad achi earning leey sakteey hai
                           
                          • #553 Collapse

                            mai ye samjta hon k ek successfull trader wo hota hai jo proper mind set kar k trading kare or loss and profite dono ko mind mai rakhe emotion ko control mai rakhe or practice ko any time continue rakhen.
                            • #554 Collapse

                              ji haan main ap se agree karta ho k agar apko successful trader banna hain toh apko chayeh k ap is main khoob sara hardwork karey and ap is mai leanring karey then ap is mai acha kama saku gey and ap successfull trader ban sakty hain ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                totally agree with you,yeh to aik saaf aur zahir si bat eh ke agar ham kaam karna chahen kuch aur kuch us kaam se ahsil karna chahen to jitna ham use mehnat den ge utna hi woh hamain us ka badla de ga aisa to nahin ke ham us ko den kuch aur woh hamen de kuch aur,to ahrd work to bohat zaroori he aur yahan to demo account he bhi

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X