Dear forum members, reversal candlestick ko focus krn ge to aap Forex trading per acchi trade kar sakte hain , aur reversal candle k bany per trade me entry lay laini chaiy. Aaj Main aapko reversal candlestick patterns se related important information share karna chahta hun jinko daikhny se aapki trading ki accuracy level increase hota hai aur trade k loss me jany k chances buht kam hoty hain aur aapka trading decision bahut jyada accurate aur profitable ho sakta hai. Aur aap ek profitable trade kar sakte hain.
introduction:
Reversal candlesticks eisi candlesticks hoti hain, jo aapko market mein buyers aur sellers ka indecision se related valuable information provide karti hain. Jab market mein ek particular trend hota hai, aur ager reversal candlestick pattern ban jay to us trend ko further jari rakhne ke against aapko information provide kar rahi hoti hain. Jab bhi aapko market mein reversal candlestick pattern mily to ap ko samj jana chaiy k ab market me pehly say chalany wala trend ab khtum hony wala hai aur ap ko foran trade say exit lay laina chaiy. kuch important reversal candlestick pattern morning star, evening star, bullish engulfing, bearish engulfing etc, hoti hain. Aapko trade karne se pahle puri planning karni chahie aur aur time se hi usko loss karna chahie Taki aap kisi bhi loss se bach saken.
Reversal candlestick on Support level ki Importance
Forex trading market me support level, bottom level ko kehty hain, Jis level ko touch karny k bad market rebounce hony k buht zayda chances hoty hain, aur Market us level ko break nahin kar sakti hai, is level ko aap Forex trading market mein support level kahate hain. Jab aapko trading me kisi support level per reversal candlestick Nazar aay, to aisi situation mein aapko hamesha Forex trading market mein buying opportunity mil rahi hoti hai, ap ko asi situation me buy ki trade Lagani chaiy lekin Agar reversal candlestick aap ko support level per nahin milati hai to use time tak aapko Buying trade ki confirmation nahin milati hai, asi situation me ap ko Hamesha wait krna chaiy. Aur soch samajh Kar decision Lena chahie
Reversal candlestick on Resistance level
Dear all Forex member Forex market mein aik eisa price level, jisko market touch karke downtrend me ati hai, aur yah market mein ek highest level hota hai. Is level ko trading market mein resistance level kaha jata hai. Dear forum members, Forex trading market mein agar aap resistance level ko recognize kar lete hain, aur is level per aapko reversal candlestick pattern milta hai, to is level per aapko selling trade ki entry ki mil rahi hoti hai, ager ap resistance level k oper reversal candlestick ko daikhty hain aur trade krty hain to aap ki decision making accuracy bahut jyada hoti hai. Is candlestick ki bahut jyada importance hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим