Reversal Explanation
Market kay trend ke direction tabdeel hony ka naam Reversal hai. Jabb Reversal bann raha hota hai to market usi same direction main rehny ke janib bharrti hai aur trend ke direction ya simat tabdeel ho jaati hai. Up trend main reversal neechy ke jaanib hotta hai jab kay downtrend main reeversal oper ke janib hoti hai. Aik baat dehyaan joo kay har trader ko rakhna chahey kay trend Reversal ke confirmation kay baad he reeversal pe trade ke jaay. Kun kay reeversal aur retracement main farak ka pata hona bahuut zaroori hai
Nechy de gai tasver main aap dekeh sakte hain kay market trend line aur Moving averages ko cross kar kay Reversal banaati hai to ye es baat ke Confirmation hai kay market trend tabdell kar chuki hai.
What Is Retracement?
Retracement kisse bhee bary trend main aarzi reversals hoti hain, aur Retracement ka matlab yeh hota hai kay market ka trend tabdeel nahi ho raha hai balkay trend kay against aarzi reversal bann rahi hoti hai. Jessa kay neechy de gai tasveer main aap dekh sakte hain kay market up trend main hai aur market thori up movement kay baad down aati hai. Aur kuch percent down aany kay baad matket phir aik baar up jaati hai aur pichly peak point ko cross kar kar agla peak point bannati hai. Aur phir usi tarha down aati hai aur pechly down point say pehly he market upp jana start kar deti hai. Ye saari explanation aap tasveer main dekh sakte hain.
Upeer picture main aap dekh saktey hain kay market uptreend main hai aur higher highs aur higher lows banati hai phir market trend line ko torrti hai aur lower lows banana start karti hai. Eskkay bad market beshk pullback dekhati hai lekin market main trend ke simt main jaari rehti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим