what is ADX indicator;
ADX indicator es baat ko indicate karta hey market trend kar rehe hey ya range mein hamen ADX indicator kay estamal say trend ups ya down honay ka kuvh pata nahe chalta ADX indicator 0-100 kay darmean ke kadar ko zahair karta hey jahan adx ke value jetne zyada ho ge currency pair otna he strong ho ga
ap opar ke mesal mein daikh saktay hein keh ADX aik makbol indicator hey jesay oscillator or relative strength index or commodity chanel index say bohut melta jolta hey or samjhen keh ADX trend kay lehaz say ghair janab dar hey laken es ley zyada kadar kese pair ko bullish kay tor par zahair nahe karte or na he kam kadar kese pair ko bearish kay tor par indicate karte hey zyada kadar ka matlab hey keh pair trend kar raha hey ups ya down ho raha hey or kam kadar ka matlab hey keh pair sideway mein hey
ADX ko identify karnay ka tareka;
ADX ke kadar 0-100 kay darmean ho ge aam tor par trader es baat ke tasdeek karta hey keh 30 say opar ka ADX talash karen gay keh currency ka pair ups ya down chal raha hey or 30 say kam value ka matlab yeh ho ga keh aik pair sideway mein chal raha hey or trend par mobne nezam ko carefully say estamal karna chihay ya mokamal tor par graiz karna chihay
nechay deya geya chart EUR/USD chart par 1H par 50 or 20period ke simple moving average cross over ka estamal kartay hovay aik starategy hey or strategy ka role assan hey jab 20 period 50 say agay chala jay to buy karen or jab 20 ke modat 50 say kam ho to sell karen
Ap daikh saktay hein keh kuch trade ache then jab keh dosre trade nahe then masale tor par hum sideway market kay doran ke janay wale trade say bachna chihay ADX belkul aisa he karta hey
aglay chart par hum ese moving average strategy ko estamal kartay hovay mn en tamam trades ko filter karnay ja raha hon jahan adx 30 say kam the en tamam trades ko barkarar rakhon ga jo ADX kay 30 say opar honay kay wakt hove the to yeh serf yakene banay ga keh mn serf os wakt trade karon ge jab pair ADX kay motabak trend karen gay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим