3 important technical indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 important technical indicator
    Technical indicator;


    technical indicator chart analysis tool hein jo trader ko price movement ko behtr samjhanay kay ley madad daytay hein or es par amal karnay mein madad day saktay hein technical analysis kay tols mein aik bare range hey jo trend ko analysis karnay mein madad dayte hey price average ko farham kartay hein volatility ko bhe pemaish kartay hein
    Click image for larger version

Name:	OIP.jpg
Views:	1
Size:	51.7 کلوبائٹ
ID:	12475104


    Trend indicator;


    trend ky modarja zail esharay trader ko currency kay pairs ko trade karnay mein madad karnay kay ley banay gay thay jo ups r down ka trend rakhtay hein hum sab nay yeh jomla suna hey kh trend is your friend yeh trend ke semat ko batanay mein madad day sakta hey keh aya keh koi trend wake he majod hey


    Moving average indicator;


    Moving average aik technical tool hey jo aik period kay doran currency kay pair ke average price ko layta hey chart par es ka humwar asaar yeh indicate karta hey keh pair kes semaat mein chal raha hey ya to ups down or sideway mein hey jen mein simple moving average or exponential moving average bohut zyada makbol hey

    Ichimoku cloud;


    Ichimoku aik simple nazar anay trend indicator hey jo keh trend assistant hey yeh japane indicator aik standalone indicator kay tor par baaya geya hey jo keh majodah trend ko zahair karta hey support or resistance level ko indicate karta hey or es bat ke neshandahe karta hey keh tred kab tabdel ho geya hey


    ADX Indicator;



    average direction indicator ap ko yeh nahe batay ga keh price ups ja rehe hey ya down ja rehe hey laken yeh ap ko batay ga keh price trend kar rehe hey ya range mein hey yeh es baat ko yakene bana kar keh ap majodah trend kay hallat ke base par trade kar rahay hein kese limit ya trend ke strategy kay ley behtareen feltar banata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 3 important technical indicator

    Click image for larger version

Name:	moving-average_body_Germany30with50dayMA.png.full.png
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12347534bhot he nice and usefull infomation apne share ki hain forex trading main agar technical indicator ko use kiya jy tu sab say phly us technical indicator kiachi tara pratice karna chahaiye k1k agar forex trading main learning pratice must hain har technical indicator ko use karne say phly us k releted infomationka hona must hain qk jaaab tak ek traders k pas lot of knowladge nhe hota hain tu us traders ko kabi b easy kamyabi nhe mil skti hain

    If your use technical indicator then must follow that technical indicator rules

    agar koi b traders technical indicator ko use karne say phly us indicator k rules ko follow kare or uski pratice kare tu usy aasni hogi jaab tak technical indicator ki rules ko hum follow nhe karte haintu feature maain kafi haaad tak apne account ko wash kar skte hain forex un logo k liye kafi easy hain jo traders forex trading main technical indicator ki pratice kar k he forex trading main work karte hain pratice k bina forex main kuch hasil nhe kiiya jah skta hain

    Moving average indicator

    ​jis tara k Moving average indicator hain is main Simple Moving Avarage 50 use ki jati hain bhot say professional tradrs agar forex main work kar rhy hain tu forex main professional traders Simpe Moving Avarage ko use karte hain qk forex main trend ko follow karne k liye Moving average indicator ko use karna parta hain qk forex main trend he ek trader ka friend hota hian jaaab tak kisi b traders k pas trend ki change hone ki knowladge nhe hoti hain tu feature main vo big loss b kar skte hain and forex easy nhe hain Moving average indicator b kafi use full hain ek traders k liye jo forex main trend ko follow karte hain wahi trader Moving average indicator ko achi tara use kar lete hain\
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 31-10-2021, 02:19 PM.
    • #3 Collapse

      Re: 3 important technical indicator

      Jee bilkul Sir aisa he hain humain iss main technical indicator sy aik trader prices ko bhot acha sy samj sagta hain iss sy humain jaisa traders ko bhot fida hota hain iss main moving average indicator joh market ki movement ko samjna main bhot he zada helpful hn humain iss k mahdaat sy bhot asaani pahda hoti hain hum iss main agr acha sy mehnaat karye orzada sy zada traders ki practies karye toh hum iss main bhot achi earning be kar sagta hain humain iss main mehnaat sy kam karna chiaye
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: 3 important technical indicator

        Dear traders indicators most important hain trading mein indicators ka use bahut ziada keya jata hai aur technical analysis mein indicators se help li jati hai market ko samjhne market ki prediction ki pehly us technical indicator ko achi tara practice karna chahiye hume isko understand karna chahiye agar forex trading main learning practice must hain usi tarah se har technical indicator ko use karne say pehle achi tarah se us k related information use krna chhaiye hume aur uska hona must hain kyun k jab tak ek traders k pas lot of knowledge nahi hota hain woh indicators ko bhi nahi samjhe ga aur tu us traders ko kabi b easy kamyabi nhe mil skti hain isliye information ka hona lazmi hai.


        Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	2
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12347750

        Indicators rules:

        Hume achi tarah se samajh honi chahiye indicators work kaise krtay hain indicators follows the market jahan market ka trend hota hai market bhi usko indicate karta hai jab tak technical indicator ki rules ko hum follow nhe karte hain hum koi faida nahi ley sakte aur isk tu feature main kafi had tak apne account ko wash kar skte hain hume samjh hona chahiye konse indicator ka kya role hai woh kya batata hai.

        Moving average indicator:

        Sab se ziada use hone wala famous indicator moving average hai is main Simple Moving Average 50 use ki jati hain zyada tar bhot say professional traders dekhe jata hai k agar forex main work kar rahy hain tu forex main professional traders thek se Simple Moving Average ko use karte hain iska faida lete hain isk forex main trend ko follow karne k liye Moving average indicator ko use karna parta hain acha result deta hai.

        Ichimoku cloud:

        Ye indicator thora complicated hai magar important hai Ichimoku aik simple nazar anay trend indicator hai jo keh trend assistant hai hum trend ka andaza lagate hain yeh japane indicator aik standalone indicator ki base ki tarah kay tor par bnaya gaya hai iska use most important hai jo keh majalah trend ko zahir karta hai kafi patterns mein use hota hai support or resistance level ko indicate karta hai ye trend change ka bhi batata hai.

        Stochastic oscillator:

        Bohat acha indicator hai hum iska use karte hain hum stochastic oscillator kay zaryea market mein over sell ya bought ko predict ker saktay hain ta ke hume trend change ka pata lag sake aur jab bhi market mein aise situation chal rahi ho hum analyze karte hain jis sae market support aur resistance ko cross ker jaye indicate karta hai tou aap iss indicator ko use ker saktay hain ap iski achi help le sakte hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X