Assalam O Alaikum!
Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. Forex trading mn kamyab trading karny ky liye indicators ky bary mn knowledge gain karna bht important hota hai. Indicators humain market ki next movement ky bary mn inform karty hain. Aj hum Relative Strength Indicator (RSI) ky bary mn bat karen gy.
Definition:
Relative strength index indicator ko RSI bhi kha jata hai. Yh Indicator 1 aesa Indicator hai jo ap ko market mn successful trading karny ky liye overbought situation & oversold situation ki details & identification kar raha hota hai. Is Indicator per trade krny sy phly ap ko overbought situation & oversold situation ko understand krna ho ga.
Level 70 (Overbought situation):
Overbought situation jis ko ap level 70 sy bhi indicate kar sakty hn, yh 1 aesi position hoti hai jab market mn Price mn uptrend dekhny ko milta hai. Is situation mn market mn buyer's ka strong pressure hota hai. Jab market mn kisi commodity's ki demand increase ho jati hai to definitely uski price bhi respectively increase hona start ho jati hai. Lakin 1 aesa level ata hai jis mn buyer's ka pressure bilkul khatm hony wala hota hai or us point sy market mn rebounce expected hota hai, is level ko overbought situation kehty hain.
Level 30 (Oversold Situation):
Market mn jab prices decline ho rahi hoti hain, jab ap market ko observe krty hain to ap ko is mn strong seller's pressure mil raha hota hai, to is pressure ki waja sy market bottom line tak aa jati hai. Jab market is level tak ati hai to us k bad market mn uptrend expected hota hai, is level ko ap oversold situation ya phr level 30 ky name sy janty hain.
Trading Techniques Using RSI:
Dear members agr ap Forex trading market mn Relative Strength Index Indicator ki basis per trade lyna chahty hain, to ap ko sb sy phly different timeframe ki basis per iski classification krni chaea. Q k choty timeframe mn or bary timeframe ki Calculation mn difference ho sakta hai or RSI ki value mn changing ap ko confuse kr sakti hai. Is liye timeframe ki classification ky bad ap following methods sy trade ly sakhty hain.
Trading Using RSI on Long Timeframe:
Dear members jab Relative Strength Index Indicator ko kisi bary timeframe for example H4 ya daily timeframe mn dykh rahy hoty hain, to definitely us situation mn ap ko level 70 sy selling confirmation or level 30 sy buying confirmation milti hai. Q k big timeframe mn RSI ki value rapidly increase / decrease nahin hoti. Is waja sa level 70 or level 30 per ap immediately enter ho sakty hain.
Trading Using RSI on Small Timeframe:
Jab aap choty timeframe per RSI ko apply krty hain to ap ko level 5, level 10, level 15, level 50, level 85, level 90, level 95 ko draw krna chaea. Q k choty timeframe per iski Calculation or RSI value jaldi increase or decrease ho rahi hoti hai. Buying krny ky liye ap ko sb sy phli entry level 15 sy leni chaea, down aany per ap level 10 or level 05 per further enteries ly sakty hain. Isi tarah selling ky liye level 85 sy phli entry leni ho ge or level 90 & level 95 per further enteries respectively ly sakty hain. Level 50 bhi 1 achi entry dy sakta hai.
RSI Advantages:
Relative strength index indicator 1 strong or powerful indicator hai. Yh indicator ap ko positive guidelines provide kar rha hota hai. Is Indicator ko understand krna bahut asan hota hai Q k iski trading Techniques hr trader ko easily samjh aa jati hai.
RSI Disadvantages:
Definitely forex trading market mn ap 100 percent kisi bhi techniqe per depend nahin kar sakty hain. RSI jab overbought situation & oversold situation show krta hai to some positive response ky bad iski value recalculate ho jati hai. Or jab market mn ziada voltality hoti hai us time per bhi sometimes ap confuse ho sakty hain. Specially news trading mn ap ky liye problem ho sakta hai ap ko careful rehna ho ga.

[IMG]null[/IMG]
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим