Aslaam o Alaikum.
Dear Pakistan's forex forum members, admin, moderators aur good analyst. Main yeh umeed karta hoon k aap sab khairiat say hongay aur main aap sab ki khairiat k liye hamesha dua go hoon.
Dear!
Agar ham financial market main kaam kartay huway successful traders say most important strategies k baray main ask karain to mairay knowledge k muktabik hamain yahi answer milega k following the trend strategies. Forex market main trades kartay huway aik survey k mtabik jo traders 90% k hisaab say loss kartay hain unk pass market ko samjhnay ka knowledge nai hota hai aur na he wo market ko kabhi trend k hisaab say judgement karna ka experience rakhtay huway trading kartay hain, mairay khyal aur knowledge k mutabik trading karnay k liye bahut saray institute work kartay huway sirf isi wjaha say market main loss kartay hain aur fail hotay hain, maine bhi forex market say related bahut sari aisi books ko read kia hai aur uska result yahi nikala hai k traders ko market main marjin call isi wajha say tab he milty hai jab wo market k trend aur trend related strategies ko ignore kartay huway market risk laina start kartay hain.
Traders k liye sab say ziada most important yeh hai k unko market main apni trend say related strategies ko test kartay rehna chaye aur wakt k sath sath unko change kartay rehna chaye jis say unka experience bhi increase hota rahiga aur market main loss bhi kam say kam hota rahaiga.
Is topic ko ham mazeed kuch details k sath share kartay hain jis say is problema ka solution bhi milega aur ham achi earning karnay main success bhi hotay rahaingay.
Trend Trading Strategies:
Dear!
Ab ham forex market main trading karnay k liye kuch technical trend strategies k baray main jantay hain k market k trend ko samjhnay aur usay follow karnay k liye kin aisi strategies k sath ham trend ki fined kar saktay hain aur market main trends k against trading karnay say loss say save reh saktay hain jo k sab kuch mazeed darj zail main hai:
1. Bolinger Breakout System:
2. Dual Moving Average System:
Dear!
Agar ham trading karnay say pehlay uper ki pictures aur highlights ko apnay mined main rakhtay hwuay trading main risk laitay hain to umeed ki ja sakty hai k hamara har aik risk hamain acha reward dila sakta hai aur ham trades ko asaani say win kar saktay hain.
Good Luck To Everyone..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим