Detailed Discussion on Bullish Abandoned Baby.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detailed Discussion on Bullish Abandoned Baby.
    Introduction

    Jasa k ap sab janty hain k forex trading main learning, knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. forex trading me loss say bachny k liye, aur aik profitable trade krny k liye, candlesticks ka knowledge, aur technical analysis skills ka hona bohat zarori hai. Aj main ap sy aik important candlestick pattern k bary main discuss krna chahta hu. Wo pattern “Bullish Abandoned Baby”hai. Agar ap loss sy bachna chahty hain aur risk sy avoid karna chahty hain to is pattern ki understanding bohat zarori hai. Isi candlestick ki knowledge gain kr k, hum blind trading sy avoid kar k profit earn kar sakty hain aur risk management kr k loss sy bach sakty hain. Aur perfect trading kar sakty hain. Is tra in candlestick pattern ki understanding sy achy expertise gain kar sakty hain. Haar ek pattern ko janna zarori hai magar jab tak main pattern ko nahi samjhain gy haam kabhi bhi kamayab nahi hosakty hain aab Bullish abandoned baby ko sajhty hain.

    What is Bullish Abandoned Baby?

    Bullish abandoned baby aik aisa candlestick pattern hai, jis sy traders downtrend k reversal hony ka signal laty hain Yeah aik downtrend main banta hai aur three price bars p mushtamil hota hai. Is ki aik peehli laambi down candle hoti hai, is k bad aik doji candle hoti hai, joo peehli candle sy nechy hoti hai. Agli candle doji sy uper khulti hai, aur aggressively uper ki traf bharti hai. aur is main reersal of trend bhi daikhby ko milta hai.

    Click image for larger version

Name:	baby1.png
Views:	1
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12475006
    Identification of Bullish Abandoned Baby pattern?

    Is pattern main kaas tour paar apko in batoon ka khayal rakhna xarori hota hai keh is main yeah identifcisationko aap verify zaror karlain.


    a)Ye aik three bar pattern hai, jo downtrend p mushtamil hota hai.

    b)Is main aik strong down candle hoti hai, aur aik gap k bad doji candle hoti hai, aur phir aik strong bullish candle ati hai.

    c)Ye pattern downtrend k end hony ka ishara deta hai, aur price main increase k start ka ishara deta hai.

    Kuch traders is main slight variation ko allow karty hain. Is main aik sy ziada doji candles bhi ho sakti hain, ya pehli aur dosri candle k bad gap bhi majud nhi ho sakta hai. Lakin pattern ki overall nafsiat phir b majud honi cahiye aur is main hamain main points ko ignore nahi karna cahiye jo keh aapko uper bate gaye hain.


    How to Trade and take entry in Bullish Abandoned Baby patter?


    Jasa k Bullish abandoned baby ko trade karny k different ways hain, lakin yhan kuch aham points hain jo k trade karny k liye mad e nazar rakhna zarori hoty hain. aur in k hisab asy he haain trade akrni cahiye kyun keh agar haam inklo igonore katry hain tu achi trade nahi mil sakti.

    1. How to take Entry:

    Kuch trader stop limit order ka istemal karty hue pattern main teesri bar k uper break p enter hoty hain. Umeed ye hoti hai k price mazeed increase kary g, agar aisa hota hai, third bar ki high k uper jany sy, ye aik achi buying opportunity k tor per istemal hoti hai.

    2. How to place Stop-Loss :

    waqt sy pehly rukny sy bachny k lye, traders bullish abandoned bar (doji) k nichly shadow k nechy stop loss order dy sakty hain. Wo trader, jo kam risk lana chahty hain, wo pattern main third bar k nichly hisy k nechy stop loss order dy sakty hain. Volatility aksar trend k reversal ki wja sy increase hoti hai. Stop loss ka point choose karty waqt, isy bhi zehan main rakhna chaiye.

    3. How to set take Profit :

    Dear is pattern main koi profit target nhi hota. Kuch aur existing methods ko use kar k he profit k hony k ahsas ka idea lgaya ja sakta hai.

    Example Clarification via chart.

    Is chart main dikhaya gya hai k, pattern one main traditional pattern sy thori c tabdeli hai, q k doji pehly close sy nechy nhi rehta, aur 2 doji hain. Taham pattern k sentiments abi b aik bullish shift ko show karty hain. Pattern main aik mazbut drop hai, aur phir dojis k bad aik strong azafa hota hai.Pattern 2 ziada traditional hai, siwaye aik bar phir do dojis k. Ye qable qabul hai, aur pattern k bad qeemat ziada ho gyi hai.Pattern 3 main bhi thori c variation hai, q k doji ny candle k qareeb sy nechy gap nhi lia. Doji k bad price bhar gyi hai, aur aik uptrend shuru hua hai.
    Click image for larger version

Name:	baby 2.png
Views:	1
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12475007

اب آن لائن

Working...
X