Fear and trad
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g han hmian fear ni kerna chahiey kyun keh hmain fear ke wja sey loss he hota hum der ke wja sey trades ko close ker dety hain y aphir bgher kis sahe chance keh trade ko open kertey hain aur phir der ke wja sey loss ker bethtey hian is liey hmain in subchezzon ko avoid ker keh he tradeing kerni chaiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      han g trade hamesha aisi lagani chahye ke apko darna na pare aur sai tahamal mizaj ke sath trade
      lagain aur ache experience ke sath lagain to ap acha kama lain gain
      • #33 Collapse

        Forex trading mein khaof ka bahot amal dakhal hy. koi b admi khaof k saye talay rehtay howe kabi b perfect trader nhe ban sakta. is lye ham ko sab se pehlay daar aur khaof ko khatam karna ho ga taa k ham apnay maqsad mein kaamyab ho saken.
        • #34 Collapse

          Har kam ko karne k lye mind ko fresh rakhna chahiye Trading me benefit k sath sath loss bi hota ha agar aik dafa loss ho jae to us ka fear mind me nhi rakhna chahiey or is k ilawa bi ksi or kism ka fear nhi hona chahiey ap k mind me warna ye fear ap ki trading ko mutasir kare ga.
          • #35 Collapse

            g har kisi ko fear to hota he loss ka to is men bhi aik achey trader ko bhe loss ka fear hoga so that forex men kam karne se pehly aap forex ko achi tarah se seekh len taa k phir baad men loss face na karna parhe.
            • #36 Collapse

              fear k sath ap kabhi bhi trading nahi kar sakte hain fear ap k dil se tabhi jy ga jab ap k knowledge k sath sath practice bhi ho gi or achi planning kar k ap acha profit bhi earn kar sakte hian
               
              • #37 Collapse

                fear and trad forex main aik acha option ha agr hm sahih toor pr kam krain aor balance ko sath mila kr aor margin level sb chezon ko sahih manage krain gy to acha ha.
                • #38 Collapse

                  is business mien trade krny k lye insan mien confidence zrur hona chahiye tb hi wo is kabil hota hai ktrade k improtant decsicion shi ly sky wrna agr insan loss k fear sy trade open hi ni krta kbhi to wo is business mien kbhi kamyab ni ho skta kyun k har trade mien kuch na kuch risk to hata hi h loss ka is lye fear is not good for us
                  • #39 Collapse

                    bilkul ye baat he kFear hota hai trading main. ap ko experiance hona chiyay trading kay baray main. unexperiance ko trading nahi karni chiyay. trader ko samjhein tab live trading karein. starter trader ko kam invest karna chiyay. ais main loss hota ais liyay.
                    • #40 Collapse

                      dono kabi nahi chal sakte aik dosre ke sath aur daika jjaye tho life main app kabi taraqi nahi kar sakte agar app main fear ho tho be brave ane be confident
                      • #41 Collapse

                        bhai jaan fear har trader k andar hota bas kisi mein ziyada toh kisi mein kaam fear ki main wajah khud par confidence na hoo aur apney skills par bharosa na hoo tab hi fear factor app k mind ko over ride kar letha hai aur app phir sahi tarah se trading nahi kar patey.
                        • #42 Collapse

                          dear aur trade aik sath chalte hain , Fear to waise hota he hai forex trading main, aur i think 2 cases main fear ziyada hota hai, jab aap forex main new or inexperienced hoon us waqt, aur is ke ilawa jab aap bohat bari investment karain, so fear hona bura nahi balkey usko apne asaab per sawaar kerna harmful hai.
                          • #43 Collapse

                            Fear ye dar aik aisa eliment hai jo insan us waqat feel karta hai jab us mein koi kami ho ,us ka proper hoe work na ho ya us ko apni trade per confidence na hoaisi surat mein trade karna nuksan deh hota hai.
                            • #44 Collapse

                              jis k pas acha experience and knowledge ho to kis tara se kamyab ni ho ga is field me actually aap jko abi mazeed mehnat ki zaroorat he or is ka poora knowledge hasil krna chahie kamyab hone k lie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yes it is very very good talk about the fear and espacially when a trader want to start the trading and going to make the trade he should be relax at the time fo the trading then he will of he can earn more and more business or profit in the forex trading buiness

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X