Fear and trad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    bhae khof sy agar ap trading krin gey to ap ko loss hi haoga app trading karne sy pehli appne damagh say dar ko khtam krin aur aachey ki hope rekh kar trading krin to insh Allah ap ko munafa hao gaa.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      forex trading mai fear boht harmful ho sakta hai kyu k jab koi fear mai trade karta hai to usko theek trha sy nahi pata chalta k wo trade buy mai ho ge ya sell mai. is liye hm ko chahiye k trading mai fear na kre aur confidence k sath trade kare taky ham aik successful trader ban jaey aur maximum profit earn kr sake.
      • #858 Collapse

        fear kay sath trade ho e nai skti aur ap ka balance b acha hona chahye trading krny kay lye kyu kay thory balance waly trader aksar loss kr lete hain aur sirf whi trader agey jaty hain jo market ko pehly achi trah sekhty hain aur us kay baad trade krty hian aur dar dar kay trade krna b aik bewakoofi ha aur es trah hum zyada loss kr skty han es lye trading ma bilkul b nhe drna chahye.
        • #859 Collapse

          Thik kah rahay hao bhae aap main aap ke bat sy mutaefiq hn kah traders life main kabi bhee propar tradings nahi krsktaa hai ager wo trading open karte wakat fearful hotaa hai, kien kah wo khof ke reasons sy propar times par propar trading nahi open kar sakta hai, or optimum step par profits nahi kamai kr sakta hai
          • #860 Collapse

            forex trading main agar hum dar kar trading karen gay to humari trading esmain loss he kary gi so humay chahiey keh esmain dar kar trading na karen kyun keh darna humary liey theak nahi hota
            • #861 Collapse

              forex trading main agar hum dar kar trading karen gay to es chakar main hum achi trading nahi kar sakty so humay chahiey keh esmain sahi say focuse karen kyun keh sahi say focus karnay main he humay faida hota hay
              • #862 Collapse

                jo log Forex trading mai fear kay sath ya dar kar trading karty hain woh achi trading nai kar sakty hain balky dar ke waja say woh trading kay doran kafi achi earning kay moqy miss kar daite hain. traders ko chaiye ke woh confidence kay sath apny plan kay mutabiq trading karin aur dar ya greed type kay emotions per control rakhin.
                • #863 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                  jo log Forex trading mai fear kay sath ya dar kar trading karty hain woh achi trading nai kar sakty hain balky dar ke waja say woh trading kay doran kafi achi earning kay moqy miss kar daite hain. traders ko chaiye ke woh confidence kay sath apny plan kay mutabiq trading karin aur dar ya greed type kay emotions per control rakhin.
                  ge bhai hmein apne trading mein kabhe fear ka istemal nhe krna he aur hm apne forex trading mein mhnt krein aur apne trading mein ache experience se kam krein aur hm ko apne trading mein confidence ho aur hm apne forex trading mein emotions ko khtm krein phr hm ko apne forex trading mein acha fiada milta he aur hm apne trading mein kamaybe hasil krte hien
                  • #864 Collapse

                    Forexmarket online hard business hai. es business mai ap confidence ho kr trade kray. jab ap confidence say trade kray gy tou ap ko forex business mai profit ho gy aur fear bhe nahi ho gy.
                    • #865 Collapse

                      Forex trade main fera bohat buri cheez hai agr 1 trader dil main dr rkh kr trading kry ga to usko ziada chances loss k hain is liye tradwr ko chaye k fear na kry balky fearless ho kr trading kry jis sy is ka mind fresh rahay ga or achi trading kr sky ga or peofit earn kry ga
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #866 Collapse

                        forex market mai trade krtay waqat hum ko tension hoti hai. likan hum ko tension ko remove kr kay trade krna hai tou hum ko success ho gy. kyu k confidence ko bult krna zaroori hai. tou success ho gy.
                         
                        • #867 Collapse

                          forex main fear ho ya greed dono hi harmful hain aor in se bachne ka wahid hal ye hai k ham forex ko learn karne k baad kare kam as kam ham is ki kuch strategies ko achi tarah se samajh lain aor demo pe practice kar lain phir sirf un ko hi follow kare to ham forex main fear and greed dono se bache reh kar profit hasil kar sakte hain
                          • #868 Collapse

                            may dear friend ma ap ko as bat sa agaha karna cahta hu ka jo Fear hi ya trade markit ma ap ko kafi had tak loss da sakti hi as lya ager ap pori palaing ni karo gay to ap ko loss hi hu ga as lya ap ko team meamber ki tarah kam karna cahyea ta k loss na hu
                            • #869 Collapse

                              bilkul ap jab tak confidence and sure nahe hon gay apnay kaam mein tab uski success ratio kaam rahey gi jo b trade karein confidence kay sath karien and second thing balance toh ap thoray se balance kay sath b achi khasi earning kar saktay hain just apki mental presence and proper skill apko success tk lay janay kay liye kafi hai baqi aysay log b hain jo billions laga kay b successful nahe hotay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                fear to es business main hr ksi ko hota hai k agr achi skills hon gi or phr b loss ho gya to kya ho ga capital ka.es liye sb ko cahye k sai se market main apni skills show krain.trade krny k liye market main confidence hona bht must hai.agr market ki samaj na at to phle demo se help li ja sakti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X