Fear and trad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    bhai forex em tadre ekrnes eapko profit huta hi is eley koi bhfaaaaear mehsoos na kenr keu k aesa ekrne se bhut kcuh hasil huta h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      ha fear to hota he hai yar ke kahin loss na hojae lekin jab hum koi bari trade karte hai tb hume zyada dar hota hai ke hamara bara loss na hojae
      • #663 Collapse

        fear and trading saath saath chultii nahi hay jub aik trader me fear aa jata hay tou woh aik acha trader bun nahi skta is me phir der beth jata hay and woh apni trading kay decison thek se nahi le pata
        • #664 Collapse

          saalam bhaijee app forex mein kaam karna chahtay hain tu a[pp ko trading kartay waqt darna nahi chahyia nahi tu app ko loss ho ga app ko dur ko dur rakhna chahyia nahi tu app kaay pass kuch nahi rahay ga ??????????????????????
          • #665 Collapse

            dear mare khyal se hamain jab bhe trade karni chaye to darna nai caye balky hamain chaye k hum is main dill khol k trade karain and dar ko ek side par he rakh dain kyu k agar hum fear karain gy to hamain tension ho ge and hamain loss ho sakta hai...
            • #666 Collapse

              forex trading kar sakte ha is ke leey a ko cahye fear kar sakte ha trading ke leye ap ko kafe acha earn kar sakte ha is ke leye ap kafe acha earn kar sakt eha ye best ha trading
              • #667 Collapse

                ye to hai trade bager kissi waja se nai hoti hia mager is main ager ap apny lalach or fear par kabooo paa ly to ap is main kamyab ho sakty hai
                • #668 Collapse

                  Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahia hum ko is main kam kar ka paisa kamana chahian
                  • #669 Collapse

                    Forex trading me fear allow nehni he.Fear ki wajese ham thik se trading nehni karpate.Islie hame forex trading me kabhi fear nehni karna chahie.
                    • #670 Collapse

                      dkah jab yeh market hi risky hai to is main pher dar to hota hai laken jis k pass knowledge hota hai khud ki palning hoti ahia aur greed nahi hota wo darta nahi hai usi trade loss main be ho to wapise ka intrzaar karta hai so dont be fear if you want to get success
                      • #671 Collapse

                        Dear forex par kabhi bhi fear ka sath trade ni lagni chahiya balka cool or fresh mind ka sath trading karni chahiya warna apko loss ho sakta hai.
                        • #672 Collapse

                          ji sab kuch soch smjh k krna chaheay yeh kam esa hai es mein fear sy kam lena b nuksan deh hai
                          • #673 Collapse

                            fear ma is ma koe baat nahe ha jis k pas acha experiance aur knowledge hota ha us ko kisi kisam ka koe dar nahe hota ha .achy balance k sth sth ap k pas acha experiance aur knowledg hona buhat zarori ha
                            • #674 Collapse

                              fear hona bura be nahi hai lkn bohat zyada dar be tek nahi hai ..agr ap dar ki wjah say trades hi na lga pain tu profit kis trah laingy...fear hony ko be kae wjohat hai aik tu ye keh ap nay agr proepr learn nahi kya aur just tukka ;ga kay trades krogy tu phr dar hoga keh loss hoga ya profit...aur ya planing kay bagher trading kro tu tb aisa hota hai..........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                trading main kafi sari cheezain humary laye harm full hoti hain jin ko avoid na kia jaye to loss ho jata hay in main greedy emotions and fear ye 3 aisy major factors hain jin ki vaja say mostly trader loss karty hain aur in ko avoid karna zarori hay

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                avatar Azaaad
                                avatar Soooo
                                Working...
                                X