Fear and trad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bhai hmen dar z\ror lgta he jab hamen tajurba nhi hota iss ka sab se acha solution yehi he k ham ko practice krni chahiye demo account per jiss se hame buhat sa tajurba mil jata he or ham ko real men trade k lie koi dar nhi lgta iss se ham achi trade ker skty hen hamen khud per yakeen hona chahiye k ham achi trade lga len gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      My dear friends yes i abhorrence humans academician don't plan appropriately and he or she cannot apply to his or her plan so he or she get fail. A being who wish to be a acceptable banker he or she accept to accept to plan after any fear forex trading.
      • #138 Collapse

        g bulkul sir trading mein fear nahe honay chaye , aur khas aus waqat jab trading ham kar rahe hun ya trade karnay kay leye plans bana rahe hun , because tarding mein agar ham fear ko lae to tarde mein loss hojaega .
        • #139 Collapse

          Baat yay hy k trading karty waqt fear yay hota hy k kahin loss na ho jaye lakin humain yay samaj lena chaye k loss tou hota hi hy chaye kuch be ho jaye. Loss say bilkul bacha nai ja sakta albata isay kum kia ja sakta hy or yahi achi tarding ki nishani be hoti hy. Isliay fear tou kisi baat ka rakhna he nahi chaye bus forex ka humain proper knowledge gain kar k trading start karni chaye otherwise nahi, warna phr fear hi rahy ga.
          • #140 Collapse

            beginners k lye trading mushkil kaam hay. unheen is baat ka fear hota hay k kaheen unki kisi mistake ki waja say unka bonus zaya na ho jae or unhain loss na ho jae. so trading sirf wahi admi theak kar sakta hay jo is say bilkul achi trah waqif hay or uski practice bhi hay. so trading or fear ka apas main gahra taluq hay lakin sirf beginners k lye. practice isay khatm kar sakti hay.
            • #141 Collapse

              forex me apko fear islye bhi lagta he kay ap jab new member hote hn to ap sochte hn kahi mjse koi ac mistake na hojay jisse mera account banned hojay ya profit me loss ho. kyun kay jab mene ye job shru kri to mjhe bhi ye fear mehsus hota he or abhi bhi me sochti hn mene kc ko ghalat info to nhi di ya mera answer satisfaction krskta he. but qk ab mjhe thora thora pta chal rha he to ab mistakes bhi nhi horhi hn.trade me ye chizen normal hti hn kyun k hame loss ka dar rehta he.
              • #142 Collapse

                sir waise hota he hai forex trading main, or i think 2 cases main fear zyada hota hai, jab aap forex main new or inexperienced hon us waqt, or is k ilawa ja]]]]]]]]]]]]]]]
                • #143 Collapse

                  forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy dar kar kaam ni karna chahiya is mai ham agar dar kar kaam kary gy to hamy is mai loss ho jy ga is mai loss sy bachny k lia hamy is mai ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai earning kar saky is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni he earning kar sakty hain
                  • #144 Collapse

                    fear has badly effective in the traders life if you analysis the market correctly and take decision on right time than you will be a successful trader but it is not easy you work very hard and gain experience and knowledge for analysis the market
                    • #145 Collapse

                      g bhai jan bilkul thik kaha ha apny k forex mai fear aik trader k lai bhjt he harmfull ha tarder ko chahai k wo bgair fear k tarding kary phr osy loss anhi ho ga balky profit he ho ga
                      • #146 Collapse

                        jee apnay bilkul sahee baat farmaai.fear ka factor tou har cheez mein hee hota hai.jesay agar kkisee ne bohot ziada paisay invest kardiay topu usko dar laga rahay ga ya tou phir agar ap billkul naye ho is profession mein tab bhee ap thora daray huay hongay.bus kosish karain kay yai d=fear apki ki efficiency kam naa karay
                        • #147 Collapse

                          we should not loose the confidence during the making of the trading on the trading site and if we have to loose the confidence then we will be fear with the trading and if we are fear about this then who we can able to make the trading.
                          • #148 Collapse

                            fear sey ap forex trading me sucess hasal nahi kr saktey is leye ap ko chahey key proper knowledge key sath agar ap trading karey gey to he ap acha result hasal kr saktey hai aur is tarha ap trading me agay tk ja saktey hai..
                            • #149 Collapse

                              jee brother ap ke bat belkul theek hy ager ap forex mn kam karte ho loss se darte raho ge tu ye is kam ke leye behtar nahe hy qn ke profit ur loss is business ka hesa hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                yes dear fear trader k liay intehaai harmful ha jo bi trader der se trading kertay han wo hamaisha panic me reahtay huay trading kertay han pore un ki trades kabi bi profit nai dati . is liay jab bi aap trading start kerain aap ko loss nai ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X