Investment in Forex
Ham jo forex market main trading ky liay amount deposit kerwaty hai wohi hamari investment hoti hai jis per ham trade ker ky apni investment ko increase ya decrease kerty hain
Benefits of Bigger Investment
Agar ham forex market main small amount main investment kerty hain tou us per hamain secure trade kerny ky liay various options ko use kerna perta hai ky ham agar market main small balance ky sath bari lot size sy trade open ker lety hain tou yeh bahot bara risk hota hai ky hamara account kabhi bhi wash ho sakta hai lekin agar ham apni investment bigger amount main kerty hain tou iska hamain yeh faida hota hai ky market jis direction main bhi movement kerti rehy kabhi na kabhi hamari favor main bhi movement kerti hai aur hamain required target tak profit hasil ho jata hai hamain bigger investment per trade kerny ky liay bahot zyada mehnat bhi nehi kerni perti ky just ham market main trade open ker dety hain agar tou market hamari favor main movement kerna shoru ker deti hai tou hamain profit hasil ho jata hai jabky agar market hamari open trade ky against bhi movement kerti rehti hai tou hamara balance zyada hony ki waja sy hamara account safe rehta hai jab market reverse direction main movement kerti hai tou hamara running loss recover hony ky bahd hamain profit bhi hasil hona shoru ho jata hai
Trading Lot Size
Jab ham small balance ky sath trade ker rehy hoty hain tou ham kabhi bhi bigger lot size sy trade kerny ka risk nehi ly sakty kyun ky market ki kuch time ki movement bhi hamara small balance account wash kerny ky liay kafi hoti hai jabky agar hamari investment bigger amount main hoti hai tou ham market main trade open kerny ka acha chance hony ki waja sy bari lot size sy trade open ker ky very short time main bahot acha profit hasil ker lety hain so agar investment ker ky trade kerni hai tou koshish kerain ky reasonable amount forex market main trading ky liay invest kerain taky acha profit bhi hasil ho saky warna smaller investment per kuch profit hasil kerny ky liay bhi long time period required hota hai ky agar kuch trades main hamain loss aur kuch main profit bhi hasil hota rehy tab bhi hamara overall profit itna zyada nehi ho sakta jitna ham bari lot use ker ky aik hi trade main hasil ker sakty hain
Bigger Profit
Ham kabhi bhi small balance per trade kerty huey bigger profit hasil nehi ker sakty agar ham market main trade continue ker ky bigger profit hasil kerna chahty hain jo forex market main possible hai ky with in one day ham apni investment ko double bhi ker sakty hai tou bigger profit hasil kerny ky liay hamain bigger amount main investment bhi kerna perti hai
Conclusion
Jesy ham other businesses main investment ker ky profit hasil kerty hain tou isi terha forex market main bhi profit hasil kerny ky liay hamain trade kerna perti hai jis ky liay ham jitni bari amount invest kerty hain hamain profit bhi usi ratio sy hota hai agar bari amount ho tou bara profit aur agar smaller amount ho tou smaller profit bhi hasil hota hai beshak ham forex trading expert bhi hain tab bhi ham smaller balance per bara profit hasil nehi ker sakty kyun ky hamary pas bari lot sy trade open kerny ka option hi nehi hota

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим