Take Profit Forex Trading ky liay Kitna Zaruri Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take Profit Forex Trading ky liay Kitna Zaruri Hai
    Take Profit Kia hai

    Forex market main ya tou ham open trade kerty hain ky ham apny mind main profit ka aik target aur loss ki limit set ker lety hain lekin ham market main present rehty huey jab market same limit tak ponch jati hai tou ham apni trade ko profit main ya loss main close ker lety hain lekin isky lliay hamain market main all the time present rehna perta hai agar ham market main all time present nehi reh sakty tab open trade kerny main kabhi kabhi market hamari favor main bahot bari movement kerti hai aur phir reverse ho jati hai tou ham same profit ka chance miss ker dety hain ky ham trade ko profit main close nehi ker sakty lehaza hamain isky liay profit ka aik target set kerna hota hai ky jo target hamary mind main profit ka ho wahan per hamain take profit set kerna hota hai
    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	10
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12474955

    Take Profit Hamari Trading ky liay kitna Zaruri Hai

    Apny Profit ky target ko achieve kerny ky liay ky ham market main present hon ya trade open ker ky market ko observe kerna chor dain tou agar market hamari favor main movement kerti hai tou hamari trade profit main hi close ho sakty isky liay hamain take profit set kerna hota hai agar ham take profit set nehi kerty tab hamari trade hamari absence main profit main close nehi hoti aur phir sy market ki movement ki waja sy hamain loss hona shoru ho jata hai lehaza big loss sy bachny aur profit main trade close hony ky liay hamain apni her open ki jany wali trade main take profit set kerna chahiay tab hamari open trade secure ho jati hai aur risk ka level bhi decrease ho jata hai jo ky forex market main trade kerny ky liay bahot zaruri hai ky ham apni investment per jo risk lety hain tou same risk main ham apna trading balance secure ker sakain
    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	1
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12474956

    Take Profit Ko Kahan per Set Kerna Chahiay

    Jab ham kisi bhi pair main trade open kerty hain tou hamain market ki previous movement per create hony wali support aur resistance ko zarur read kerna chahiay warna ham trade open ker ky apna bahot bara loss ker sakty hain so jab ham support aur resistance ko read ker ky trade open ker lety hain tou hamain apna profit ka target support ya resistance sy kuch pips pehly ka set kerna hota hai ky ham stop loss aesy point per set kerty hain jo support ya resistance sy kuch pips pehly hota hai kyun ky market support aur resistance ky darmian movement kerti hai tou aesa ho sakta hai ky bar bar market reverse hoti rehy aur hamari trade profit main close hi na ho saky lekin agar ham support ya resistance per take profit set ker dety hain tou market ki same point tak movement per hamara take profit hit ho sakta hai aur hamari trade profit main close ho sakti hai
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	4
Size:	29.0 کلوبائٹ
ID:	12474957

    Conclusion

    Take Profit bahot important tool hai jis ko agar ham frequently use kerna shoru ker dain tou ham forex market main successful trade kerna shoru ker dety hain ky agar bar bar hamara take profit hit hota rehy tab hamara overall profit achi amount main ban jata hai ky short term trading ho ya long term hamari trading main take profit set hona chahiay warna ham more and more profit ky lalach main trade close nehi kerty aur profit decrease ho ker open trade loss main chali jati hai
    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	4
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12474958
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take Profit Forex Trading ky liay Kitna Zaruri Hai

    Market mein ham jab bhi koi trade kar rahe hote hain aur jab bhi koi etrade open karte Hain to ham uska loss aur profit ka ek target rakhte Hain ki market mein agar hamari trade wrong chali jaati Hai to hamen ismein Kitna loss Hona chahie aur agar hamari trade profit mein jaati Hai to hamen is mein Kitna profit Hona chahie tab hi hamari trade successful ho sakti hai kyunki jab tak ham ek target ke sath Kam Nahin karte hain tab tak hamari trading successful Nahin Hoti Hai aur jab hamen target ke sath kam karte hain tabhi hamari trade successful hoti hai market mein profit aur loss ka target rakhna bahut jaruri hota hai tha kam target ke sath Kam Nahin karenge tab tak hamari trading successful Nahin hogi isliye target kar rakhna bahut jaruri hai.

    Definition of take profit:

    Take profit hamari trading mein aik aisa limited hota Hai Hai Jo hamari Kisi bhi open ki gai position ke profit kI limit hote Hai. market mein jab bhi humko bhi position open karte Hain to ham uska ek target rakhte hain aur jab ham market mein main take profit ko mention karte Hain to vah hamara ek aisi limit Hoti Hai jis per agar hamari trade use level tak profit mein jaati Hai to automatically close ho jaati Hai aur is Tarah se market mein hamara profit lock ho jata hai aur agar fir market reversal aati Hai to hamen koi nuksan Nahin hota kyunki hamari trade automatically close ho chuki hoti hai.

    Basics of a Take-Profit Order:

    Market mein bahut se traders apni trades ko manage karne ke liye stop loss aur take profit ko istemal karte Hain kyunki jab hamari koi trade profit ke target tak jaati Hai to hamari trade automatically profit mein close ho jaati Hai aur jab hamari koi trade loss mein jaati Hai to ek limit tak loss mein jaane ke bad vah automatically close ho jaati Hai Hai ine limited orders ko ham trading mein take profit aur stop loss kahate Hain.
    Market mein take profit aur stop loss ham risk and reward ratio ko manage karte hue target rakhte Hain kyunki market mein risk and reward ratio hamare liye bahut jaruri hoti hai hai agar ham Apne trains ko acche tarike se manage nahin kar paate Hain to fir hamara capital says Nahin hota hai isliye in stop orders ko istemal karna hamare liye bahut jaruri hai.

    Take-Profit Order Example:

    Click image for larger version

Name:	images (58).jpeg
Views:	2
Size:	52.8 کلوبائٹ
ID:	12347457


    Market mein agar hum koi trade open kar rahe hain aur hamen koi achcha patton mil chuka hai to vajah example agar humne Kisi support yaar resistance se koi trade open ki hai Hai to ham apna profit ka target next support and resistance level per mention karte Hain kyunki market ine level ko bahut hi respect karti hai isliye market mein ham risk and reward ratio nikaalte hain aur iske bad ham Apne profit ki takat ko mention karte Hain aur is Tarah se hamari trading bhi successful ho jaati Hai kyunki jab bhi Kisi level se breakout hota hai yah jab bhi Kisi pattern mein ham entry Lete Hain to Uske next level per Apne target ko rakhte Hain taake hamara target aasani ke sath achieve ho sake.

    Importance off take profit:

    Take profit hamari trading mein bahut hi important hota hai aur iske bagair hamari koi bhi trade sev Nahin Hoti Hai kyunki ki jab ham market mein koi trade open karte hain aur agar hamara take profit set Nahin hota hai to market use level tak jaati Hai lekin hamara profit close Nahin hota hai aur na hi hamari trade close hoti hai aur agar market profit ke target tak pahunch jaati Hai to iske bad reversal ho jaati Hai to hamen market mein koi profit Nahin milta hai isliye hamen jaruri hai ki ham take profit ko set Karen taki agar market use level ko touch Karti Hai to hamari trade automatically close ho jaaye aur is Tarah se hamara profit lock ho jaaye tab hi ham market mein profitable trading kar sakte hain.
    Market mein agar hamara take profit set Nahin hoga to market hamare profit ke level ko touch karegi lekin iske bad reverse bhi ho sakti hai aur is Tarah se hamen market mein koi fayda hasil Nahin hota hai isliye take profit ke target ko mention karna bahut jaruri hai.

    Benefits of take profit:

    Market mein take profit ke bahut se benefits hai kyunki jab tak hamara market mein take profit set hota hai tab tak hamari tradesafe hoti hai aur hamara capital bhi safe hota Hai.
    Take profit ko set karne se a hamare profit automatically lock ho jaate Hain aur hamen system ke samne baith kar vate nahin karna padta hai Jaise hi market hamare profit ke level ko touch Karti Hai hamara order automatically close ho jata hai.
    Market mein jab ham take profit ko set Nahin karte Hain to hamara bahut sar profit waist ho jata hai isliye market mein take profit ko set karna bahut hi jaruri hota hai agar take profit set Na ho to hamari profit mein main jaati hui trade bhi hamare loss mein convert ho jaati Hai.
    Take profit ek aisa limit order Hai Jo hamari trading ko successful banata hai aur ham bahut hi acche tarike se apni trains ko manage kar paate Hain isliye take profit catering mein Hona bahut hi jaruri hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X