introduction:
Assalamu Alaikum umeed hai k ap sb thek hn g6en or achy sy forex market ko enjoy kr rhay hn gyen aj main ap k sath apna experience aur knowledge share krny ja rhe hn for3x main kamyabi k liye behtarin tools main sy ek tool economic calendar hai economic calendar use kr k traders ko sahi pta lagta hai k market kesy khas simtt main ko kion move kr rhe hai or ais k sath market k bry andaaza bhi lagaya ja skta hai k market jo sb sy ziyada economic deta asar-andaaza hota hai us main GDP or Non-Farm payroll num weghra hain ye economic news market pr kafi. Ziyada asar andaz hoti hain or behtarin opportunities farraham krti hain..
Important Points To Note In Economic Calenda
Traders daily basis pr economic calendar k moshahida krty hain or us sy phr currency pair pr kesy trade krny hai ais bt k andaza lagya jeta hai traders hazraat news any sy phely he esi cheez ko anticipate krty hain or jis currency pair ya cross pair pr trading krna hoti hai us main entry lena start kr dety hain essy economic events sy long term main forex market k directions k pta chalta hai forex market sy muraad ye hai k jo currency kesy makhsoos news sy jurri hoti hai us k simat k taaiyun kiya ja skhta hai..
Economic calendar ko dkhny or us koko maintmaintain krny k chand tareeky hain lekn sb sy common or mashoor tareeka ye hai k jo online economic calendar platform mojood hain un ko dkha jye q k wo hr cheez update rkhty hain or sath sath ap ko update krty hain aisy calendar ko read krny k liye jb ap dkhen gyen to ap ko date k hissab sy news nazar ata hai ek bt to zehaan main rkhna chahiye k mumalik k different influence hai global markets maslan ab USD dollar international currency hai or poori duniya main istemal ki jati hai to us k asar almost hr currency pr hota hai..
Economic Calendar Types:
Leading Indicator:
Leading indicator musstaqbil main hony wali tabdeeliyon k tahrf ishara krty hain leading indicators short term prediction k liye kafi mufeed hony sy phely tandeel hoty hain.
Lagging Indicator:
Lagging indicator economic tabdeel hony k bd aty hain in k istemal us waqat madadgaar hota hai jb koi confirm pattern k liye ja lagging indicator directly economic change k liye predicted ni krty hain..
Leading indicators k ek misaal (Retail sales) hai jb k lagging indicator k misaal (Unemployment Rate) hai ais k elaawa gross domestic product (GDP) purchasing manager index (PMI) consumer price index or home sales waghra bhi bht important indicators hain..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим