What is forex and how does it work?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is forex and how does it work?

    What is forex and how does it work?

    Asalam o alaikum dear friends umeed karta ho tmam members kheriyat sy hongay. Dear friends aaj mein jis topic par bat karna chahta ho wo hy Forex. ji han hum forex ka nam tu bhut bar sun chukhy hy mager hamy abhi tak forex ka nhai pta k ye kia hy aaj mein forex k bary mein kuch knowledge share karna chaho ga
    Introduction of Forex:

    forex ya forigen exchange ek aise aalmi markeet hy jis mein dunya ki mukhtalif currency ki khareed o farokhet ki jati hy. ye dunya ki sab sy bari markeets meinsy ek hy jis ka daily hujam ek muhtat andazy ky mtabiq 2.5 trillion dollers sy bhi zyada hy. Forex market ki ek intahai ahem aur anokhi kasosiyat ye hy keh ye markeet din k 24 ghanty khuli rehti hy aur koi bhi shakhs kisi bhi waqt kahi sy bhi kisi bhi currency ki khareed o firookht kar sakta hy aisa dunya k different eilaqo mein majoood time zon ky beach majood farq ki waja sy mumkin ho paataa hy jab European markeets band hoti hy tab amercan markeets ka aagaz ho jata hy amercan markeet ky badn honay sy qabel asian markeets ka agaz ho jata hy aur asian markeets k band honay sy phely hi european markeet phir sy apny agly din aagaz start kar deti hy. ye silsila hafty k 5 dino tak chalta hy. Forex Markeet Saturday aur Sunday ky din band hoti hy. Currency ka karobar karny waly ko "Trader" aur iske Order process karny waly ko "Broker" kaha jata hy


    Click image for larger version

Name:	1521787804-a22a794c036c06431e632f9d5e2e298f_1200x1200_q90v3.jpg
Views:	5
Size:	124.1 کلوبائٹ
ID:	12355180
    Forex Market Kaisy Kam Karti hy:

    Forex mein tmam currency ko pairs ki shakal mein dikhaya jata hy. For Example, EUR/USD or USD/JPY. ek currency dosri k badly Kharidi ya firookht ki ja sakti hy pheli currrency ko baise currency jabkeh doseri ko Quote Currency kaha jata hy. agar koi trader EUR/USD ka pair kharidta hy tu drasal USD k badly EUR Kharid raha hota hy aur aisa wo tab karta hy jab esay ye umeed hoti hy keh Euro American Doller ka badly Strong hoga aur istrah wo profit hasil kar saky ga. Forex mein zyada tar Trading Base Currency k 100,000 units ki lots ki kharid o Farokht ki jati hy. agar EUR/USD ky pair ki price 1.5550 hoto es ka matlab ye hy keh es waqt 1 Euro $1.5550 k equal hy. agar EUR/USD ki price 1.5550 sy increase ho kar 1.5551 hojaye tu ham kahy gy keh pair ki price mein 1 pip ka izafa (increment) howa hy pip kisis bhi currency pair ki price k sab sy akhri unit ko kaha jata hy. 100,000 units ki lot mein eski price $10 aur 10,000 units ki choti lot mein eski price $1 tak hoti hy.

    Margin:

    Trader k account mein majod wo raqem jo kisi bhi currency ko kharidnay k liay broker ko darkar hoti hy Margin kehlati hy. margin kam honay ki sorat mein trading plateform tradser ko currency kharidnay ki ijazat nhai daita. bilkul isi trah agar trade khusary mein ja rahi hy tu Broker ka softwear usy tab tak hi khula rehny dy ga jab tak trader account mein darkar margin baqi rahy ga. Margin Khatum ho jany ki sorat mein trade khud ba khud hi band ho jaye gi.

    Equity:

    accunt billence k sath hi ek colum equity ka bhi hota hy. agar apka account $100 ka hy tu trade open karny sy phely apki equity $1000 hogi apke account kisi bhi qisam k loss ya profit ki addition(+) aur Subtraction(-) sirf us waqt hoti hy jab aap wo trade band karty hy ya margin k kami ki waja sy band kardi jati hy es sy phely aap apna virtual billence equity ky colum mein dhek sakty hy

    Spread:
    Akhir broker hamy intehai levearage Q farham karta hy? kia humary profit sy kuch kmata hy? ya hmara loss uski jaib mein jata hy? ji nhai umuman aisa nhai hota. achy broker, trader ky prfit, Loss ya comission ki bjay qimat kharid aur qimat farokht ky beach majod farq sy profit hasil karty hy. esay spread kaha jata hy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is forex and how does it work?

      فاریکس ٹریڈنگ کیا ہے اور یہ کیسے کام کرتی ہے؟ ف

      ٹریڈنگ میں منافع کمانے کے لیے کرنسیوں کی خرید و فروخت شامل ہے۔ یہ دنیا کی سب سے بڑی مالیاتی منڈی بن گئی ہے اور آپ کو شروع کرنے کے لیے زیادہ رقم کی ضرورت نہیں ہے۔ یہاں، ہم وضاحت کرتے ہیں کہ فاریکس ٹریڈنگ کیا ہے اور سرمایہ کاری کرنے سے پہلے غور کرنے کے لیے کچھ فوائد اور نقصانات۔ فاریکس ٹریڈنگ یا فارن ایکسچینج ٹریڈنگ، دنیا کی سب سے بڑی مالیاتی منڈی بن گئی ہے جس میں صرف یو کے میں ہر روز USD $]ٹریلین سے زیادہ کی تجارت

      اگرچہ فاریکس ٹریڈنگ شروع میں قدرے پیچیدہ معلوم ہو سکتی ہے، ہو سکتا ہ] کہ آپ نے پہلے ہی اپنی پہلی تجارت کو سمجھے بغیر ہی کر لیا ہو۔.

      اگر آپ نے کبھی بیرون ملک سفر کیا ہے اور اپنی گھریلو کرنسی کو مقامی کرنسی میں تبدیل کیا ہے، تو یہ ایک غیر ملکی کرنسی ہے۔

      یہاں، ہم اس بات کی وضاحت کرتے ہیں کہ فاریکس ٹریڈنگ کیا ہے اور شروع کرنے سے پہلے غور کرنے کے لیے کچھ فوائد اور خطرات کو دیکھتے ہیں۔ فاریکس ٹریڈنگ کیا ہے؟.

      فاریکس ٹریڈنگ سرمایہ کاری کا ایک طریقہ ہے جس میں ایک کرنسی کو دوسری کرنسی کی تجارت کرنا شامل ہے۔.

      فاریکس ٹریڈنگ کا بنیادی مقصد کامیابی کے ساتھ پیش گوئی کرنا ہے کہ آیا ایک کرنسی کی قدر دوسری کرنسی کے مقابلے بڑھے گی یا کم ہوگی۔.

      لہذا، ایک تاجر آج کرنسی خرید سکتا ہے، یہ سوچ کر کہ اس کی قیمت کل بڑھ جائے گی اور پھر اسے منافع کے لیے بیچنے کا ارادہ رکھتی ہے۔ اسے لمبا جانا کہا جاتا ہے۔.

      یا، وہ کرنسی بیچنے کا فیصلہ کر سکتے ہیں اگر انہیں لگتا ہے کہ اس کی قیمت کم ہو جائے گی اور بعد میں جب یہ سستی ہو تو اسے واپس خرید سکتے ہیں۔ اسے مختصر جانا کہا جاتا ہے۔

      ک بھی کرنسی کی قدر کثرت سے تبدیل ہوتی ہے اور بہت سے عوامل سے متاثر ہو سکتی ہے۔ فاریکس ٹریڈنگ میں، ہر کرنسی کا اپنا کوڈ ہوتا ہے تاکہ آپ اسے آسانی سے پہچان سکیں۔ مثال کے طور پر، پاؤنڈ سٹرلنگ کا کوڈ 'GBP' ہے اور امریکی ڈالر کا کوڈ 'USD' ہے.

      فاریکس ٹریڈنگ کیسے کام کرتی ہے؟

      فاریکس ٹریڈنگ میں، کرنسیوں کی تجارت ہمیشہ جوڑوں میں ہوتی ہے، جسے 'کرنسی پیئرز' کہا جاتا ہے۔ اس کی وجہ یہ ہے کہ جب بھی آپ ایک کرنسی خریدتے ہیں، آپ ساتھ ہی دوسری کرنسی بھی بیچ دیتے ہیں۔.

      👉 ہر کرنسی جوڑی دو حصوں پر مشتمل ہے: بنیادی کرنسی: ا

      میں درج پہلی کرنسی اور ہمیشہ 1 Quote کرنسی کے برابر: اقتباس میں درج دوسری کرنسی
      منسلک شدہ فائلیں
      • #18 Collapse

        Re: What is forex and how does it work?

        My dear friend Assalamu o alaikum umaid krta hu AP sab khairiyat se hongy ap ki baat bikul thk h forex k bary mein kuch knowledge share karna chaho gaIntroduction of Forex:forex ya forigen exchange ek aise aalmi markeet hy jis mein dunya ki mukhtalif currency ki khareed o farokhet ki jati hy. ye dunya ki sab sy bari markeets meinsy ek hy jis ka daily hujam ek muhtat andazy ky mtabiq 2.5 trillion dollers sy bhi zyada hy. Forex market ki ek intahai ahem aur anokhi kasosiyat ye hy keh ye markeet din k 24 ghanty khuli rehti hy aur koi bhi shakhs kisi bhi waqt kahi sy bhi kisi bhi currency ki khareed o firookht kar sakta hy aisa dunya k different eilaqo mein majoood time zon ky beach majood farq ki waja sy mumkin ho paataa hy jab European markeets band hoti hai.

        1;what is Forex trading;

        My dear friend Forex foreign exchange ek aisi international market hai jismein duniya ki different currency ki khareed frokhet ki jaati hai yah duniya ki sabse badi market mein se ek hai hai jiska daily anjam ek mutthi andaaz ke mutabik 2.5 trillion dollar se bhi jyada hai forex market ki ek intja hai aur anokhi Khushi aati hai ke yah market din ke 24 ghanta khadi rahti hai aur koi bhi shak Kisi bhi waqt Kisi bhi jagah se Kisi Vikram Singh ke khareed uprokt kar sakta hai aisa duniya ke mukhya lakhon mein maujood time zones ke bich mein jhulsa ki vajah se aankhen ho pata hai jab Europe market band Hoti hai.

        2; Margin trading;

        My dear friend Forex main humray account mian jo Balance hota hy is ko Margin kethy hain agr Margin kam ho jay to hum trade open nhin kr skty hian is leay humesha esiu stragety apnain jis say ap ka Margin increse hota rhy .agr ap ka Margin khatam ho jay to ap ki trade bhud ba khud hi close ho jati hy loss main ji nhai umuman aisa nhai hota. achy broker, trader ky prfit, Loss ya comission ki bjay qimat kharid aur qimat farokht ky beach majod farq sy profit hasil karty hy. esay spread kaha jata hy aur agr hai.
         
        • #19 Collapse

          Re: What is forex and how does it work?

          My dear friend Assalamu o alaikum umaid krta hu AP sab khairiyat se hongy ap ki baat bikul thk h Forex:forex ya forigen exchange ek aise aalmi markeet hy jis mein dunya ki mukhtalif currency ki khareed o farokhet ki jati hy. ye dunya ki sab sy bari markeets meinsy ek hy jis ka daily hujam ek muhtat andazy ky mtabiq 2.5 trillion dollers sy bhi zyada hy. Forex market ki ek intahai ahem aur anokhi kasosiyat ye hy keh ye markeet din k 24 ghanty khuli rehti hy aur koi bhi shakhs kisi bhi waqt kahi sy bhi kisi bhi currency ki khareed o firookht kar sakta hy aisa dunya k different eilaqo mein majoood time zon ky beach majood farq ki waja sy mumkin ho paataa hy jab European markeets band hoti hy tab amercan markeets ka aagaz ho jata hy amercan markeet ky badn honay sy qabel asian markeets ka agaz ho jata hai.

          1:What is equity;

          My dear friend Forex market main Account balance ke sath ek Kala mein quality ka bhi hota hai upar ki misal metrade kholne se kab aap koi equity hajar dala hogi aapke account management Kisi bhi trade se hone wale fayde nuksan ki jamaat tak Tariq sirf is waqt Hoti hai jab are portrayed band karte hain ya marjane ki Kami ke by ashok band kar di jaati hai isase pahle aap apna virtual balance doge chal rahe trade kenapa nuksan ke jama tarike karne ke bad hasil Kiya ja sakta hai equity Ka kalam mein dekh sakte hain aur aisa wo tab karta hy jab esay ye umeed hoti hy keh Euro American Doller ka badly Strong hoga aur istrah wo profit hasil kar saky hai.

          2; what is spread;

          My dear friend Forex main Aakhir broker hamen itna high leverage kyon from karta hai kya hua hamare Nabi se kuchh kam aata hai yah hamari nuksan uski jail mein jata hai ji Nahin hamen aisa Nahin hota acche broker trader ke nuksan commission ki baje kimat karod aur kimat Brock ke bich mein Jude park se nafrat kamate Hain separate Kaha jata hai aur aisa wo tab karta hy jab esay ye umeed hoti hy keh Euro American Doller ka badly Strong hoga aur istrah wo profit hasil kar saky ga. Forex mein zyada tar Trading Base Currency k 100,000 units ki lots ki kharid o Farokht ki jati hy.
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: What is forex and how does it work?

            Definition of Forex:

            Forex ik alami mandi hy js main world ki different currencies ki khareed o farookht hoti hy .forex dunya ki sab say bari markets main say hai aap ko samjhna chahiye forex ka daily ka volume aik andazay kay mutabiq 6.6 trillion $ hy members yeh esi market hy jo 24 hours open rhti hy or koi bi ksi bi waqt is market main khareed o farookh kr skta hy yahi haqeeqat hai forex market saturday or sunday k din close hoti hy or monday ko dobara open ho jati haiMajor Markets in Forex dear members Forex main 3 major market kam krti hain jo k mandra zail hain

            1.American Markets:

            2.European Markets:

            3.Asian Markets:

            How does Forex market Work:

            Dear members Forex market main Currency k joray hoty hain jesy NZDUSD ye currency ki type hai Es joray main 2 currency hain 1st ko Base Currency or 2nd ko Quote Currency kehte hain aap ko samajh honi chahiye jab hum NZDUSD ko buy krty hain to asal main hum USD k muqablay main NZD ko buy krty hain theek kaha hai esa hum us waqt krty hain jab humain andaza hota hy NZD USD ke muqable mein storong ho ga aap ka fayda hai

            Margin:

            Dear members humray account mian jo Balance hota hai is ko Margin kethy hain Margin ki bari value hai agr Margin kam ho jay to hum trade open nahi kar skty hian aap ko dekhna chahiyeis liye hamesha esiu strategy apna jise aap ka Margin increase hota rhy

            Leverage:

            Forex main Leverage ka bhot hi aham kirdar hy ye important hai Leverage ka matlab yeh hy k jab hum koi order open krty hain to us order ko book krty hain order k liye use hota hai to hum us order ki price ka jita percent broker ko provide krty hian usy leverage khety hian.

            Equity:

            Dear members forex trading main Equity ko smjhna bhot zruri hai equity ka big orle hai misal k tor pr agr ap ka Margin 100 $ or ap koi order open krty hain hume equaity dekhni chahiye to us order k loss main to ap k balance mian loss ki raqam ko minus krnay k bad jo balance baqaya bchay ga us ko Equity kehte hain iske bina proper trading nahi hai aur agr ap ki trade profit main to aap ka profit ap k balance main add krny k bad jo ap ka balance wo Equity hoti hai hamesha.

            Spread:

            Dear members aapne kabhi socha hy k broker humain high leverage q deta hy is ki main waja Spread hota hy .Hum jo trade open krty hain to broker hamari trade n Sell price or Buy price main mojud difference say profit hasil krta hy
             

            اب آن لائن

            Working...
            X