size in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    size in forex trading
    forex trading mein size yani 0.01 ya 1.00 bohut ahum hota he .aghar balance km he to 0.01 se ziada ka size nuqsan deta he.ziada size us waqt istamal krnac hota he jb balance 1000 se km na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear humain kum hi volum se hi trade open kerni chaahiay .agr hamara balance 100$ ka ha to humain maxim .25 se ziaada ki trade open nai kerni chaahiay .kiun k kai defa maket opposite move kerti ha to berha volum loss ki weja ben jaata ha
    • #3 Collapse

      dear brother sara depend karta hai account saize par agar account acha ho ga brother you are success agar account acha nahi ho ga may nayhi manta ho k who trader yeh galti kar lay k who lot size bahot bari laga day brother forex trading may loser jo b hotay hai who is waja say hotay hai brother
      • #4 Collapse

        my dear app ney bilkul sahi kaha hai agar hum big lot size mein trade karey to humein loss kay bohat zeyada chance hongey i thinks humein free risk trade mein successfull honey kay liye just 0.02 se lay kar 0.05 lot size mein trade karni chahiye es mein koi risk nai hoga aur appki har trade successful hogi agar app ney apna oder market ko follow kar kay take kiya ho to
        • #5 Collapse

          MEri nazar mey her trader ko filhal 0.01 sey ley ker 0.10 lot size use kerna chhaye, chahay unkay pas kitna he balance kyn na ho kyn kay 6 months tak ager aap small volume use ker rhey hen tou is sey aap seekhen gey zyada or loss kum kren gey, earn tou aap aagay ja ker bhee ker sktey hen so seekhney or kum losses kerny per tawujja den kum size ki lot ley ker.
          • #6 Collapse

            dear ager ham forex main new user hai to hamay trade 1 ya 2 cent ki lagani chahiye kue k hamay us se loss bohat kam hota hai or hamay bohat kuch seekhnay ko be milta hai.
            • #7 Collapse

              My dear brother mare kahyal se huma start ma lot size 0.01 se .15 ki lot size ko use karna chaye ku ye lot size use karne se ap agr market ap against ma jati hy to ap ko loss kam ho ga or agr favour ma ati hy to quch na quch profit da kar jay gi huma quch month is lot size pe kam karna chaye bad ma ap lot size bhara b sakte he
              • #8 Collapse

                ji han ap ne bohat hi sahi baat kahi hai size ki to bohat hi ahmiat hain forex trading main trade karte waqt kyun kay size sab matter karta hai apko hamesha chota size lena chahiye kyun kay bare size se apko mushkil bhi pesh a sakti hai
                • #9 Collapse

                  Trading karty time lot size boohat important hoota hai.main daily trading karta hun or start main 0.01 kay lot say he trading karta hun or agar meri strategy work kari hai or tp hit hooty hain to main apny lot ko 1.0 tak increase karta hun.
                  • #10 Collapse

                    Me apni trading me apni equity ko jo mery pass available hai usko 100/200/300 pe divide kar kay apna volume nikal leta hoon or us volume se exceed nahi karta or mujhy is base pe apni trading me volume lagana bohat easy hota hai. Ye baat theek hai kay forex me lot size ki bohat importance hai jo kay hum money management methods apply kar kay easily set kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                       
                      • #12 Collapse

                        tamam friends ka opnion lajawab hain mei nakis raye ye hain trader ke jitna deposit hu utna hi trader opened krna chaye for example ap ke pas 1000 $ hai to 1 $ ki trade open kry jitna kam vulume huga utna kam loss huga kabi kabi market ult bi chal parti hain.
                        • #13 Collapse

                          agr size ka matlb lot size hy to yeh depend krta hy k ap ka account kinta agr account ziada hy misal k tor pae 1000usd ya is sey ziada
                          hy to lot size 1.00 rakh sakty hen agr acount is kam hy to .20 ya .10 rakhen yeh bauth he safe hy
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                            forex trading mein size yani 0.01 ya 1.00 bohut ahum hota he .aghar balance km he to 0.01 se ziada ka size nuqsan deta he.ziada size us waqt istamal krnac hota he jb balance 1000 se km na ho.
                            Han bhai sahi baat hai agar hamare insta forex account me belance kam hai to hume trade size bhi kam rakhna chayye hume bilkul bhi risk nahi lena chayye....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han ap ke bat bilkul darost ha dost, agr humry pas kam balence ha to 0.01 zeada ahm ha agr balnce 100 ha ya os se zeada to phir .30 ya os se bhe zeada kr skty han .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X