Multiple Time Frames Importance
Forex tading jabb ap kaartey hain to ye momkin hai kay mukhtaliff indicators say aapko same time frame main aise signals milin joo apaas main miltay yaa match na karte hon. To jab aise situations aajay to uss wakat aap larger pictures ko dekhin maslan aapne agar aapne smaall time frame use kiya ha to time frame ko increase karin . Agar koi trader H1 main trading karne ja raha hai aur aise situation hai kay mukhtalif indicators sy mukhtalif signals mil rahy hain to neechy diey huy 2 steps ko follow karin.
Step 1:
Sabsay pehly aap larger time frame main kise bhe currency yaa commodity jis par aap trader karna chahty hain us ko analyse kariin for example Daily chart per analyse karin. Phir us pe trend ko determine karney ke koshish karin. Agar trend wazeeh nahi hota hai to trend line laga kar trend ko find karny ke koshish karin. Aur es kay elawa aap mukhtalif moving averages use kar kay dekh sakte hain kay trend kis janeb hai. Baaz awkaat trend find karne kay liey kise indicator ke zatoorat nahie hoti hay aur aapko trend clearly pata chall raha hota hai. Maslan agar trend bullish hai to uss soorat main hamesha long positions leni chahey aur agar trend bearish hai to short position leni chahey lekin agr trend cleear ni hai to entry sy ijtenab katna chahey.
Step 2:
Jabb apko larger time frame main trend ke directions clear ho jay kaay aapne buy yaa sell ke entry leni hai to us kay baad aapne apna asal time frame nikalna hai jiss main apne trade lagani hai. Maslan H1 main trade lagany kay liey aapne pehly sy he decide kar liya hua hai kay apne short positions leni ha yya long to H1 time frame main best entry point ko dohndin aur entry lain.
Example:
Jesa kay neechy chart main dekhaya gya hai kay chart main bear trend chall raha hai aur aapne trend ko find sabse pehly karna hai.
Jessa ky ap dekkh saktye hain kay clearly market main bear trend chal raha hai lekin bear trend slow down ho raha hai. Es kay liey humne neechy dee hui picture main fibbonachi levels laga diya aur confirm hony ka wait kiya.
Aap dekh sakty hain kay confirmation kay baad market ny kesy kesy move kiya

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим