Aslamualaikum! Dear member i hope ap sab thk hon gay, or forex trading main acha profit lay rahy hon gay. Trading main successful hony k lye ap ko Trading experience hasil karna hota hain tab hi ap successful Trading kar sakhty hain. Aj main ap ko Gann Line k related information share karna chahti hun. Jo ap ki Trading ko successful bna sakhti hai. Agr ap Gann Line ko proper understand krain to ap ko es mai. Kafi fayda hota hai.
GANN LINE KIA HAI:
Dear Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai
GANN LINE TECHNIQUE:
Dear Definitely Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar sakhty Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain.
GANN LINE DRAW:
Dear members Jab aap Gann Line ko draw krna chahty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain. Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.
DEVELOPMENT:
Dear is system ko W.D Gann na develop Kia tha. Ismein 45 degree Kay sath sath support level aur resistance level Kay liye bhi kuch levels available hoti Hain, liken sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai.
GANN LINE EXPLANATION:
Dear members main aapko iski further explanation krny Kay liye following diagram aap said share kar Raha Hun. Jo aapko Gann Line concept ko understand krny Kay liye acchi guidelines provide kar sakhti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим