what is trend in forex market;
trend aik rojhan hota hey forex market ke movement ka forex market mein prices ka aik khas semat mein move karnay ko trend kaha jata hey trend long term bhe ho sakta hey or short term bhe ho sakta hey trend upper bhe ho sakta hey or lower bhe ho sakta hey forex market mein investment kay sath sath trend aik khas semat mein nafay bakhash hota hey kesy bhe investment kay ley
top trader es bat ko tasleem karen gay keh koi bhe aik trading strategy nahe hey jes mein jeat ka tanasun 100% ho yeh bat wazah ho sakte hey laken yeh he wajah hey keh trader ko jes mein jeet ka tanasub 100% ho yeh baat wazah malom ho sakta hey laken yahe wajah hey keh traders ko kese bhe cheez ke talash mein rehnay ke zaroorat hote hey jo en kay jetnay wallay trade karnay kay chances behtar bana saktay hein
downward trend itna strong tha keh trade mein kameyaaby day sakta hey stop loss chahay kahen bhe rakha jay nechay deya geya chart es bat ko indicate karta hey keh trend mein mazeed pips abhe bhe hein
How to determine trend;
trend ko determine karnay kay ley 100-200 candles sticks ko apnay pasand kay currency pair par analysis karen or es par price ka chart draw karen or es sawal ka jawab talash karen keh price kes trend mein ja rehe hein upper ya lower trend mein ager trend upper hey to chart par higher highs nazar ain ge ke aik series talash kar kay trend ke tasdek karen aik darust up trend nechay kay chart par nazar aay ga
yeh bat note karen keh kes tarah har lagatar onchai pechle onchai say zyada hey or har neach os pehlay wale say onche hey
ta hum haqekat mein tamam trend khatam ho jain gay lahza upper trend nechay kay trend mein tabdel ho jay ga lower highs or lower lows ke seies kaim ho ge or trader ko trend ke tabdele ko talash karna chihay
deya geya trend down trend ko indicate karta hey or lower highs r lower lows ke aik series zahar ke gai hey matlab confirm hey keh down trend chal raha hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим