When Should I Change My Forex Trading Strategy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    When Should I Change My Forex Trading Strategy?
    Aslaam o Alaikum.

    Dear Pakistan's forex forum members, Admin, Moderators, visitors, readers and good analyst. Main yeh umeed karta hoon k aap sab khairiat say hongay aur apki khairiat k liye hamesha dua go hoon.
    Dear!
    mairay experience k mutabik forex market ko aik perfect rules aur regulation k tehat creat kia gaya hai, jis main market ki movements ko samjhnay aur isay asaan bananay k liye ham kuch aisi strategies ko creat kartay hain jinko follow kartay huway traders market say achi earning kartay hain aur kuch traders loss honay k reason ko jaan kar isay profit main change kartay hain. Forex market main strategies traders ko is baat ka knowledge provide karty hain k kab market main entry laini hai aur kab market ko leave karna hai. Forex trading main ham in strategies ki wjaha say he apnay emotions ko control kartay hain aur apnay big capitals ko secure kartay huway earning ko possible banatay hain.
    Ham kuch mazeed highlight say is topic ko clear kartay hain, jis sy sab members agar achay comments daitay hain to ham sab ka faida bhi hoga aur ham trading main jo mistakes kartay hwuay losses kartay hain un say bhi hamain chutkara mil sakta hai jo k sab kuch darj zail main hai.

    Click image for larger version

Name:	strategy1.png
Views:	1
Size:	335.9 کلوبائٹ
ID:	12474703

    Things should know about trading strategies:

    Dear!
    mairay knowledge k mutabik forex market main trading kartay huway agar hamaray pass koi achi strategy nai hai to ham kabhi bhi is main say eanring nai kar sktay hain usk liye khawah hamaray pass kitna big capital hai ya ham jitnay bhi lucky hain, forex trading main aisi situation aur losses say bachnay k liye hamain khud ki aik strategy creat karni chaye jis say hamain aik proper planning milege jinko ham apnay parameter say planning main follow kartay huway trading karaingay. Forex trading k douraan kabhi bhi traders ki mix mined k sath trading nai karni chaye jis say traders double minded ho kar market main loss kartay hain, agar ham in tips ko follow kartay huway aik achi trading strategies k sath market main entry laitay hain to ham kamyab ho saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	things1.png
Views:	1
Size:	779.8 کلوبائٹ
ID:	12474709

    Advantages of trading with a good strategy:

    Dear!
    Forex market main trading kartay huway traders ko is baat ka khaas khayal rakhtay huway trading karni chaye k jab tak wo rules ko strictly use nai kartay hain unko koi bhi risk nai laina chaye aur rules ka mean hai k hamaray pass aik achi planning honi chaye jisko ham aik achi stratey k sath market main set karain. Forex trading main ham tab he kisi strategy say acha benefit hasil kar saktay hain jab ham trading k douraan apnay emotions ko control karaingay aur jab ham market main overtrading say avoid kartay hwuay trading karaingay. Forex trading main hamari aik trades profit main close hoty hai ya hamain us main say loss hota hai hamain har haal main uska aik record rakhna chaye jisko ham trading journal main bhi creat aur share kar skatay hain yahi sab kuch agar ham kartay jatay hain to ham market ko asani say samjh bhi saktay hain aur usk sath sath ham achi trading say faida bhi hasil kar skatay hain.

    Click image for larger version

Name:	best11.png
Views:	1
Size:	157.7 کلوبائٹ
ID:	12474713

    Good Luck To All...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: When Should I Change My Forex Trading Strategy?

    Trading mein hume lazman koi na koi achi stratetgy ka use krna hota hai jo hume acha faida de bagair strategy k hum achi trading nahi kr sakte isliye koshish karen time den aur achi strategy develp kr k kaam kro apne trading mein in chezon ko smjhna he aur ache trading ke strategies ko follow karna har trader k liye aham hai trading mein hmein boht faida deta he is lie apne trading mein in ko istemal krna hmein acha result de ga hume strategy ka use krna chahiye.

    Importance of strategy:

    Achi trading strategy trader k liye zaroori hai starategy se trading secure ho jati hai hum forex say acha profit bohat easily earn ker sakte hain magar yahan pe kahuga k but humean our new members ko ye strategies phelay achi tarah se demo main check kerna hoon ge k kon si best kaam kerti hai agr hum en strategy ko follow kray gay tou hum lazman dekhen k es market maqi zada behatr tareeqay say eaning hasil kr sakty hain.

    Stoploss use in a strategy:


    Hume apni strategy mein stop loss ko lazman add krna chahiye stop loss ki strategy hamisha use krni chahiye ta k loss na ho bohat saray professional traders in strategies ko use karty hain aur yahan pe in k ilawa or boht si strategies hain jo traders use krtay hain behtreen faida hasil karte hain or un ko b new traders k sath share karny ki zarurt hai ta k new traders b in sy faida hasil kar saken.

    When need to change a strategy:

    hume market condition k sath apni strategy ko change kr lena chahiye pehle hume kisi bhi strategy ko samjhna chahiye ap apni strategy pay focus karain isko time den jis kadar ap ka focus zaida hoga ap us kadar achi tarha say samjho gay aur apni trade ko manage karna seekh jaty hain ap hamesha pehle test kro strategy ager sahi work nahi karti hai faisla lena chahiye tu no issue time dain us ko tu aik time woh achi work kary gi agar phir bhi work na de phir ap apni strategy change kar sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X