lucky man in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    ji bilkul ye baat toh hai k agar kisi ko trading me kam paison me zyada profit hota hai toh wo bilkul bhut hi lucky person hain kyun k kam paison se acha profit usi surat me ho sakta hai ke apki strategy achi bani hui ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      aap issay lucky na kahain balke aqalmand kahain. munasib waqt dekh kr aur munasib moqa dekh kr trade karian aur ziada laluch na karain. thora thora kr k profit hasil krte jain.
      • #498 Collapse

        yaha luck nae chlati hai dear yaha ap ko markets ko dekh k chalna parta hai experience ho gay tu profit kama sakat gay na warna tu ap awe seel buy kare jao gay
        • #499 Collapse

          bhai jan forex trading may wohe successful ho ga jo is business ko achi trha say learn kry ga or is market may hum us wqy hi successful hoskty hai jb is kaam ko start krny say pehly achi trha say learn kry gay or forex business buht hi acha or profitable work hai
          • #500 Collapse

            forex me aap ka luck kafi had tak inhesar karta hai jiss say aap ko yaha pay kaam karnay ki zrorat hoti hai aap ko is kaam ko samjh kar he karna chahye ta k aap ko apnay luck ki samjh a sake.
            • #501 Collapse

              luck hona zaroori hai forex mai i am agree , bcoz sometime mujhay acha khasa profit hota hai or some time itna loss hota hai ke na poocho :(
              magar yeh aik nasha hai ab forex nai chor sakta kahin se bhi paise lekar is mai dalta hai :P
              • #502 Collapse

                forex mai lucky man kamyab hote hain lekin knowledge or experience ke bagair luck kabhi bhi kaam nahi aata esi har kaam ke liye hard work ki zarorat hoti hai.....
                • #503 Collapse

                  g dear main apki baat sy bilkul agree krn gi humein chahye k agar hum munasib sa profit ly lyty hain tu hum trade close krein or profit withdraw krwa lein ye hmare liye behter hai ziada ki lalach karein gay tu phir hum loss he uthayein gay kyun kay lalach he humain doobati hai kam profit bhi ho to us pe bhi khush hona chahiye kay kam se kam loss to nahin hua aur waise bhi aik acha trader profit se ziada loss se bachnay ki strategy banata hai.
                   
                  • #504 Collapse

                    brohter hota to aise he ke jab insaan ziada profit ka lalach karta hai to phir use jo thora profit mil raha hota hai wo be phir use nahi miita laalch ki waja se to is liye hame thore proift per he focus karna chaye aur thore thore se bohat zida montly proift earn ho sakta hai.
                    • #505 Collapse

                      yes,dear forex k buisness main wohi person ak lucky person hai jo k aek acha profit hasil kar leta hai aur jisy loss nai hota hai aur agr hamen is buisness main loss ho b jaye to hmen himmat nai harni chahiye balkay apni mehnat ko jaari rakhna chahiye
                      • #506 Collapse

                        sir asa nahi hain agar person kam investment kar raha hain trad pay or ziada profit gain kar raha hain tu us person ko experience ziada hoga jis ki waja wo ziada earn kar saka hain tu ye lucky nahi experience hain sir or jo loss kar raha hain usko forex ki knowledge nahi hain tabi wo loss kar raha hai
                           
                        • #507 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                          jo admi munasib profit hasil kr le aur km passon se ziada profit hasil kr le wo lucky he.jb ek ye do bar
                          nuqsan hota he to admi ye kam chore deta he.is liye chahye munasib profit hasil kr ke lot bnd kr de.
                          :)
                          Bilkul durust kaha dost aap ne yehi hamara masla hy k hum forex se ek bar agar acha profit hasil ker lain tou pher wohi try kerty hain aur loss othaty hain. loss aur profit dono iss kaam ka ek hissa hain jese loss se bcha jata hy osi trah zada profit se bchna cheay kiyun k zada profit ki lalach ap ko loss ka rsta deti hy. :)
                          • #508 Collapse

                            yup dear mostly log hard work or puri devotion k baad bhi kuch khaas hasil nahi ker pate apni investment k baad . or kayi traders choti si investment ker k bhi bohat acha profit earn ker lere hai . but mere khayal main good or bad days sab ki life main he aate hain..hy k acha profit la to wo kabi kabi wo apne risk ma kamyab ho jata hy or ache profit earn kar late hy or kabi kabi ache trader b bht se balance se ache profit nhi la sakte. humain planning aur market ko bhe zehan main rakhna chaheay aur phir trading karni chaheay...
                             
                            • #509 Collapse

                              Luck has nothing to do with success. One must have a full knowledge about any work at hand. One must be willing to work hard and wisely to be able to achieve something.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                forex traduing me apako kabhi apama luck nahi aazamna padega agar aapne forex trading me kabhi apana luckk nahi aamaya hai to aapko bahuty sata loss bhi hota hai to hoga par aapko kabhi aapka luck nahi aazmana hai forex trading melucj nahi chalta hai apako demo trad se practice hi bacha sakte hai ki forex trad me apakoprofi tkese milta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X