Candlestick main bahut se aise patrons aur bahut si aisi candles milati Hain Jin se ham bahut hi acchi trading kar sakte hain isliye hamen candlestick patterns aur candles ke bare mein Janna chahie ki yah kis tarike se kam Karti Hain aur kaun si candle hamari trading ke liye behtar Hoti hai tab hi ham apni trading ko behtar bana sakte hain isliye hamen reading karte hue jarur knowledge rakhna chahie.
Aaj ham evening star candlestick ke bare mein learn karenge ki market mein evening star candlestick kaise banti hai aur market mein uska pattern kaise bante Hain.
Evening Star Candlestick Pattern
Evening Star Candlestick Pattern ak ""Bullish Reversal Candlestick Pattern"" ha, iss pattern se hamen selling ki opportunities milti hain. dosto is pattern me apko ye samajh aajati hy k ab uptrend ka end hony wala hy or ye paattern long uptrend k baad resistance levels k qareeb banta ha aur long up-trend ko downtrend me tabdeel ker deta ha isi liye ye pattern bohat khaas hy isko zroor samjhen taa k ye apko trade me acha profit de saky, jab ham evening star ko achay tareqe se analyse kr len ge tab hi ye hamare liye faida mand hoga.
Evening Star Candlestick Pattern ki pehchan:
Evening star candlestick Pattern b three candles sa mil ker banta ha.
1. Is pattern man first candle long real body ki bullish candle banti ha jo strong buyers k pressure ko batati ha
2. Is pattern man second candle small real body ki bullish/bearish candle ya doji candle banti ha Jo buyers aur sellers k dermiyan indecision ka batati ha Second candle ka "Gap-up" k sath banna is pattern ki first confirmation ha.
3. Is pattern man third candle ka bearish hona bhot zarori ha aur third candle ka ""Gap-down""k sath open hona aur bearish candle ka banna is pattern k banna ki final confirmation hai.
Market mein jab hamen yah confirmations mil jaati Hain tab hamari trading behtar ho sakti hai.
Evening star at resistance level:
Dear members, Forex trading market mein agar aap evening star Candlestick Pattern say faida uthana chahte hain, tu is ke liye aapko hamesha resistance level par ager evening star candlestick pattern milta ha to yah ap k liy aik buht powerful signal hota hai. Agar ya pattern ap ko resistance level pr nahin milta, tu market is sa aur nechy aa sakhti hai, is liy Hamesha second confirmation k bad hi trade Lagani chaiy.
Confirmation ke bagair hamen Kabhi bhi koi trade Nahin Karni chahie agar ham confirmation ke bagair trading karenge to fir hamen kamyabi Nahin hogi isliye confirm karna bahut jaruri hai.
Interpretation:
Dear members, Forex trading mein agar aapko resistance level per evening star Candlestick pattern mil jata hai, or is k sath ap is ko different Fibbonacci level sa confirm Kar laty hain, tu is level per aapki selling ki buht strong entry milti hai. Aik achy resistance ya Fibonacci level per is ki effectiveness aur barh jati hai. Tab jakar ham evening star candlestick pay trading kar sakte hain kyunki jab tak ham acche tarike se evening star candlestick pattern ko analyse Na Kar leta ab tak trading Nahin Karni chahie.
Trading with Evening Star Candlestick Pattern:
Evening Star Candlestick Pattern k complete hona k bad trader ko new candle k oper Sell ki Trade active ker de. Trade k doran account ko safe rukhna k liye Stoploss aur Take Profit k use lazmi kerna chaheye. Stoploss ko Evening Star Candlestick Pattern man Day-2 ki candle k ""High"" sa 6 pips oper place karen aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.
Jab tak Kisi evening star candle ko koi aur kahana niche ki Tarah break Na kare tab tak hamen intezar Karna chahie aur hamen trade Nahin Karni chahie.
Evening Star Candlestick Pattern k sat technical indicator ka use kiya jae to trader trade ki mazeed confimation ho jati ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим