Concept of Consolidation in Trading Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Concept of Consolidation in Trading Market.
    INTRODUCTION:

    Aslamualaikum! Dear member i hope ap sab kehriyat sy hon gay or apna acha kam kar rahy hon gay.main aj aap ko Consolidation ka concept btaoun gi jo ap k knowledge ko increase kar k ap achi Trading kar sakhty hain. Agr aap Market main successful Trading karna chahty hain to ap ko Trading k related proper learning karna ho gi. Forex trading market mein agar trade open krna chahty hain, tu definitely aapko hamesha market ka achi tarah idea la kay trade main enter hona hota hai. Forex trading market mein kuch eisi situation bhi hoti hain, jin main aapko trade krny sa avoid krna hota hai. Consolidation bhi eik eisa hi point or reason hai, jis main aapko trade sa avoid krna hota hai. Aaj main aapko is ki details batana chahta hun, jo aap kay liye helpful ho sakhty hain.

    WHAT IS CONSOLIDATION:


    Dear Jab market mein volatality bilkul na hony kay baraber hoti hai or us situation main market ka trend clear ni ho raha hota. Us situation ko Consolidation kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	7
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12474414

    LOCATION OF CONSOLIDATION:

    Dear members jab aap kisi chart main Consolidation ko find out krty hain, tu aapko clearly yah idea mil raha hota hai kay ya hamesha kisi strong uptrend ya downtrend movement kay bad dekhny ko milta hai. Jab market mein aik strong support level aur resistance level per movement khutm ho jati hai or market kafi zyda time us point per spend krti hai.

    HOW TO TRADE IN CONSOLIDATION:

    Dear members aapko hamesha yah kosish krni cheye kay jab market mein eisi situation hoti hai, tu us time per aapko trade krny sa bilkul avoid krna cheye. Kunk jab aap market mein eisi situation main enter ho jaty hain, tu us condition main bahut zyda problem ho jata hai. Or agar break out aap kay against ho jata hai, tu aapko bahut problem ho sakhty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	1
Size:	21.2 کلوبائٹ
ID:	12474415

    WHEN IT OCCURS:

    Dear members jab bhi market mein Consolidation hoti hai, iski different important reason ho sakhti hain. En different reasons ko find out karna or enki complete study krna bahut zyda zaroori hota hai. Jab market mein buyer's and Seller's Pressure nahin hota us time bhi ya situation ho sakhti hai.

    SCALPING IN CONSOLIDATION:

    Dear Agar aap market ko achi tarah understand kar laty hain, tu definitely aap achi scalping bhi kar sakhty hain. Consolidation main scalping bahut zyda profitable or effective technique ho sakhti hai. Kunk ya Techniques dangerous bhi nahin ho sakhti or aap reasonable Profit bhi hasil kr sakhty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	2
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12474416
    Last edited by ; 25-10-2021, 09:15 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Concept of Consolidation in Trading Market.

    dear forex market main market ky 3 tarah ky pehlo hoty hain jin main market up jati ya down jati hai ya phir side way jati hai side way movement ko ham consolidation ka name daity hain jis main market ki condition asi hoti hai ky is main aik hi range main movement ho rahi hoti hai is halat main trade karna bohut mushkil hoti hai kyon ky market trendy nahi hoti hai bohut hi choppy hoti hai jis wajah say hamen trading karny main mushkil hoti hai ham ko trading karna tab hi fayda mand sabit hota hai jab market main fast movement ho rahi hai jab bhi market main range movement chal rahi hoti hai tab ap sirf scalping hi kar sakty hain wo bhi bohut risky hoti hai ager ap ka forex main acha experience hai tu tab hi ap scalping kar sakty hain otherwise ap ager new hain tu ap apne account ko buri tarah say phansa bhi sakty hain jis wajah say is condition main market main trade karna kafi msuhkil ho jata hai is sorat ap trade kis tarah say karty hain wo main ap ko aik chart py mention kar ky samjha daita hun.

    Click image for larger version

Name:	gg.png
Views:	1
Size:	38.5 کلوبائٹ
ID:	12346994

    dear is chart main ap dekh sakty hain ky main nay consolidation area ko mention kia hoa hai market main bilkul bhi trade lainy ky chanses nahi hai yahn par ager ap trade lay ality hain tu ap bilkul confuse ho jayin gay aur ap ko yeh hi nahi pata chal saky ga ky market nay jana kis tarf hai is lie market main jab asi condition main ap trade lay laity hain tu ap phir galti karti hai jab market sell main jany lagti hai tu ap sell kar daty hain mager wo phir buy ho jati hai aur ager market buy jany lagti hai tu ap buy kar daity hain mager wo sell ho jati hai ap is tara say apna thora thora loss karwa kar kafi ziada loss kar laity hain is lie ager ap aik new tarder bhi hain tab bhui ap ko fast movement mai trade karni chahey aur aik trend main reh kar trade karni chahye phir hi ap is market main achi success hasil kar skaty hain aur ap ko market main acha experience mil sakta hai aur hamesha ap ko trend ky muatbik trade karni chahye ap ko yeh bhi pata hona chahye ky jab bhi market main sideway movement hoti hai market main tab ager buy ka trend hai tu wo sell main convert ho sakta hai aur ager sell main hai tu buy main covert ho sakta hai kyon ky market main buyer aur seller equal ho jaty hain ya out ho jaty hain jis wajah say market main movement bohut kam ho jati hai kyon ky market main demand aur supply nahi rehti hai jis waja say asa hota hai is lis market main soch samjh kar kam karna chahye kyon ky yeh bohut hi risky market hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X