froex mai farmula

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    froex mai farmula
    forex mai farmula istamal kerian too ziada chance hain jitny kiy aor ais terha app mutmain reh sakty hain. aor parisdhani nhi ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear friend is k liyeh zaroori ha9i k ap is main kis hikmat amil say kaam keraty hian yeh sab ap k pla and experience per depnd kerta hai is k lieyh zaroori hai k ap demo per kaam kerayin.
    • #3 Collapse

      Jee yeh ap ki formula sey kia muraade hay forex kay ander mujeh samejh main nahin aya ap ise formula ko yehan zara tafseel sey batayeen takey new member jo hain ose ko faida ho. Formula mean planning and money management hay kia ya koi techniques.
      • #4 Collapse

        dear mery khayal me to indicators or signal k elawa to esa koi b formula nahi hay jes k through ham earning kar saken yahi i formula hay jes se ham achi trading kar sakty hey
        • #5 Collapse

          Hn g bhaii g ap bilkol sahe kha rahy ho hum esi tara kafe es ma fida be otha sakta ho or acha ptofit be kama sakta ho
           
          • #6 Collapse

            forex se log srif loss se daret hein q ka is busness ma bhot rick hoty hein hum ko deer legy rhenty hein khany loss he no ho gy is leny hum ko poore experince hasly kar ka goin karn cheny pher hum ko deer nhe legy gy
               
            • #7 Collapse

              wel brother nuksan ka andesha too har busines me hota hai mager forex me woo log darte hain jin ko proper traning nhn hoti kuyn k unhen apni investment zaia houny k chance zaida lagte hain
                 
              • #8 Collapse

                dost asil main forex trading kay baray main logon main buhaat si galatfahmi pahi jati ha kay iss main loss zaida aur profit na honay kay barabar hota h ye un logon nai pahlahi hoti hain jo kyud bakhair learning kay forex main ah kay apna loss kar chokay hotay hain aur dohsaroon ko misguide kartay hain
                   
                • #9 Collapse

                  yes dear i think that you are saying truea d i think that we all should try to learn forex tradinga dn i think that this si a very very risky bsuienss and the more you will be afraid in forex trading the more an more will be chances that you will lose in forex trading busieenss and i think that so never be afraid from forex trading
                     
                  • #10 Collapse

                    log forex sy ais leay dartay hai q k aun ky pass forex ka knowledge nahe hota ya wo ye samajtay hai ky ye sara doka hai aur hum ko kuch nahe malta ais leay wo forex mai nahe atay.
                       
                    • #11 Collapse

                      jo log is tarah ki fazool baten kartey hain main un say bilkul b agree nai karta hun , jab yeah log forex trading main aa kar aek dafa profit wagera dekhen gay toh inka b yeah kam chorney ko dil na krey ga
                         
                      • #12 Collapse

                        People fear forex because they believe it is a hard business and they can lost money here. I think it&apos;s the one and only main reason of peoples afraid about forex. Thanks a lot.
                           
                        • #13 Collapse

                          dear mery khayal mai forex trading sy wo he log darty hain jo is k bary main ni janty mera un sy ya he kehna hai forex trading jaisa koi or business ho he ni sakta ya aik aisa business hai jis mai ham ghar baith kar easilly asani sy earning kar sakty hain
                             
                          • #14 Collapse

                            Forex ko join kerne se kayi log derte hain un k khayal main iss kaam main nuqsan zyada or faida kam ya na hone k braber hai. Aap aise logon ko kia suggestion dena chahin ge jo unko motivate kare forex trade main
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bilkul ap ny sahe kaha ha lkn mary khiyal ma hum tradinng karty hain agr hamay pas balnce kam ho to hamay stop loss use karna chae ha aur agr zeyda ho to phr hamay stop loss nahe lagana chae ha
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X