introduction:
Assalamu Alaikum umeed hai k ap sb thek hn gyen or forex market ko achy sy enjoy kr rhay hn gyen aj main k sath apna experience aur knowledge share krn ge jesy k ap jtny hain k jtna ziyada forex py km kren gyen utna he ziyada acha profit hasil ho gya.
What Is GDP:
GDP 3 lafaz gross domestic product k ly istemaal hoty hain jis k urdu main mtlb hai majoei mullki paidawer jesy k lafaz sy zahir hai k GDP mulk main jtni mullk k paidawer (Doods and services) hoty hain un ko jamma kr k bnaya jeta hai or ye salana calculate kiya jeta hai GDP main sari wo cheezin shamil hoti hain maslan agr ek salmain 1lakh new gaariyan bni hain to un k kemay ko GDP main shamil kiya jeta hai esi tahr or bhi jo cheeziye bnti hain un sb ko shamil kiya jeta hai..
Explanation:
GDP hr mulkk main salna calculation k bd zahir kiya jeta hai or GDP mulk main jtni bhi new cheezin banai jati hain ta bikti hain un k keemat ko jamma kr k banaya jata hai ye bt zahan main rkhi jye k GDP main sirf wohe cheezin shamil hoti hain jo sirf pheli br sale hoti hain agr koi cheez dobara ya phr repair ho kr sale ho to wo GDP main shamil ni hoti han jo cheez repair hoti hai maslan agr gari hai to us k tire to wo GDP main shamil ho gya na k dobara sy pori gari k keemat GDP mulk k taraki ko show krta hai or ye taraki k nishani hai..
Mae'eshat Ya Economy Pr Asar:
GDP mulk k ma'eshat k pehchaan hai agr GDP ziyada hota hai us mulk main companies ziyada bandy hire krti hain or or ziyada salaries dy jati hain jis sy mulk k taraki zahir hoti hai esy k barakas agr mulk k GDP down ho rha ho to inflation bharti hai or berozgari ya unemployment bharti hai ko k mulk k tanazil k nishani hota hai GDP ko forex traders bht ziyada importance dety hain q k GDP sy any waly maheenon ya salon main economy ko positive momentum chahy ho ya us k GDP pr sb ziyada fourcas kiya jeta hai forex traders jb bhi analysis krta hain or specially fundamental analysis main sb su ziyada esy ehmiyat di jati hai technical analysts bhi GDP pr lazmi nazr rkh kr technical analysis krty hain..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим