Aslaam o Alaikum.
Dear Pakistan's forex forum members!
forex market main scalping short time main orders ko close aur open karnay ka aik aisa method hai jis main traders apni trades ko minuts aur seconds k hisaab say lagatay hain. Scalping traders k liye aik high attractive method hai jis main trading kartay huway traders kam say kam time main acha profit hasil kartay hain, laikin agar kuch traders is main without expereince k greed k sath sab kuch quickly wants kartay hain to aisay traders k liye isi method main high risk k sath high level ka loss bhi ho skata hai. Agar aik traders forex market main kaam kartay huway acha knowledge ka malik nai hai to usk liye scalping loss aur pareshani k ilawa kuch bhi nai chorr sakta hai.
Aj ki is pots main Pakistan forex forum ki support say main aapk sath kuch aisi tips aur strategies ko share kar raha hoon jinko follow kartay huway har aik member acha faida, knowledge aur experience hasil kar sakta hai jo k sab kuch darj zail main hai.
1. Try your strategy on demo account:
Dear!
mairay experience k mutabik forex market main trading ko achay tareekay say learn karnay aur scalping k methods ko samjhnay k liye demo accounts ko especially designed kia gaya hai. Demo accounts ka use kartay huway he agar aik trader apni practice say apni strategies ko samjhta hai aur usk baad agar apni real invest pay risk laita hai to mairay khayal say tab he uski kamyabi ka rasta start ho sakta hai aur tab he forex market main trading k results positive ho saktay hain.
2. Avaoid trading during important news:
Dear!
forex market main trading kartay huway har aik traders is baat ko achi tarha say samjh sakta hai k jab ham market k chart main scalping trading kar rahay hotay hain to har aik trader short term k sath apnay stop loss aur take profit ka use kar raha hota hai, agar ham important news k time say avoid nai kartay hain to economic news ki fast movements ki wjaha say hamara stop loss hot ho skata hai jiski correction k baad market again hamaray favour maijn run kar sakty hai to yeh aik bahut he ghalt trading sabit ho skaty hai jisk liye zaruri hai k hamain aisi situations ko samnay rakhtay huway scalping trading say faida hasil karna chaye.
3. Beaware of weekly opening and closing times:
Dear!
jab weekend k baad market open hoty hai to us main bahut saray spreads k sath expansions hotay hain, jo k liquidity k sath all plateform pay normal hotay hain. Scalper trading k douraan apnay stop loss k sath kaam kartay huway bhi loss say do chaar ho saktay hain, yeh baat bahut ziada important hai k jab market achi tarha say open ho jaye tab agar ham is main entry laitay hain to ham iski corrections ki movements say loss say bach saktay hain, isi tarha say he agar ham firday ki trading k din avoid kartay huway trading kartay hain to ham weekly opening aur closing k douraan market say loss say bach kar profit hasil karnay main success ho saktay hain.
Good Luck To All..