Respected member Assalamu alaikum aaj main aapko Rsi indicator ke bare mein batana chahta hun aur routine trading mein jitne bhi indicator use hote unki importance bahut zyada hai lekin RSI relatives strength Indicator ki importance bhot zjyada hai aur Rsi ke bare mein is vajah se aapko batana Chahta Hun ki is indicator ke bare mein knowledge or usage zyada ho aur aapki trading main aapko zyada se zyada profit hasil kar saken.
:-
Dear members as you know forex trading ki daily trading m sabse bara use hone wala indicator hai aur ham sab daily trading mein se use karte hain uski sabse Badi vajah yah hai ki yah sab se important reliable aur easy indicator ha,as we know yah previous price k hsab sy apni value show karta ha or iski value zero sy hundreds k darmayan hoti ha or maximum time iski usage ki waja sy accurate results milty han
Position of Relative Index
Dear traders as we know three position han.
1. Over bought
2. Over sold
3. Over Natural
Forex trading m over natural position fifty's ki ho gi agr is level sy price down move krte ha to yah level seller k leay hota ha it may be sellers over sold position ,or agr market m price breakout day to yah level over bought m aay ga yah level forex trading m daily use hota ha.
Brief Discussion About Over Bought position
Dear member as we know ke forex trading mein above 70 level ke yah position hoti hai aur jab price is level ko cross Karti hai to Ham use over bought position kahate Hain aur yah broker ki sabse different bhi ho sakti hai,yah ap py b depends karta ha ap above position m konc price ko select karty han.
Rsi indicator m Over sold position discussion
So discussion about Rsi and over sold position jo k bhot important ha k hm konc position ko over sold position kahty han abi yah level yah price below 30 ho ga jisay hm over sold kahty han agr price is level sy nechay ho gi to sellers ko bhot atiyat karni ho ge k trade bearsh side py ni lagani or different broker ke sabse different bhi ho sakti hai.
Trade with Rsi indicator
Maximum trader relative strength indicator ko use karke hi trading karte hain ek to yah reliable hai aur dusra easy bhi hai aur agar aapane apni trade relative strength index ke sath select ki to ho puri aapko fayda hoga aur aapko loss ke chances kam honge, jab aap resistance or support level ko select karenge aur aap ko pata hoga ki ya over bought ke liye support level hai aur iski resistance konc banegi to easily aap trade ko achcha kar sakenge or agar aap ko pata hai ki market over sold hai aur iski support level kahan tak banega to hopefully trading achi kar sakenge aur aapki trading m knowledge b increase ho ga. market ke sath aapane Intex rahana hai aur aapane sell ki position is waqt leni hai jab market award ho aur yah resistance level aapko clear hona chahie secondly aise hi aapane bullish moment ko select karna ha koncc position se lena hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим