Assalam walekum all member Forex trading per trade open karne se pahle market ko acchi tarah analyse karna hoga. is market main ap jab kaam kar rahy hoty hain to aap is main dekhty hain k agr aap is market main koi b trade lgaty hain to apko is main sub sy pehly market ko study karna hota jis main candlestick pattern ko b dekhna bahot zarori hota hy is sy humain faida hota hy. Jab bhe koi trade lgain to indicators k sath sath candlesticks pattern ko bhe dekhain to apko is main success hasil kar sakte hain.
Tweezer Top Candlesticks pattern ko identify Karne ka tarika.
All Forex member Tweezer Top candlesticks pattern ko identity karna bahot he asan hota hy jab bhe ap is market main apny analysis kar rahy hoty hain to is k liay apko Tweezer top candlesticks pattern hmesha market ke resistance par mily ga. Jab bhe market uptrend main move kar rahe hoge to resistance par koi bhe esi jaga aye ge jahan market kisi bhe timeframe main ye pattern bnaye ge aur usk bad market k down hony k chances ban jaty hain. Tweezer Top ko dekhna bahot he asan hy koi bhe esi 2 Candles jis main un candles ka high braber ho usko Tweezer top candlesticks pattern kehty hain. Yee aik reversal candlestick pattern hy. Aur is ko identify karna bahut hi aasan hai.
Tweezer Bottom Candlesticks Pattern ko identify Karne ka tarika.
Dear all member Tweezer bottom candlesticks pattern jab bhe bany ga ye market ke support par banta hy isko dekhna b bahot he asan hy support par koi bhe esi 2 candles jin ka low braber hota hy same hota hy wo Tweezer bottom khelata hy. Yee reveal candlesticks pattern hota hy is k bad market ka trend change hony k chances bahot zyada hoty hain. Agar aap candlestick pattern ko focus karen to aapko bahut aasani ke sath tweezer bottom behtarin samajh mein aa jaega. Is main apka Stop Loss us candle low ya high k thora sa oper hona chaye. Isko follow karte hue aap bahut acchi trade kar sakte hain aur ek profitable trade kar sakte hain aur kisi bhi loss se Buch sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим