lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    je han janb hamy forex trading ko lalach nhi karna chye ye risky business he is me choty se mistake se boht sa loss ho sakta he agr ham ko kam profit milta he to hamy us profit ko hasil kar lena chye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      lalach to aik confirm lanat hai isme koi bhi doubt nai aap ko agr reasonable profit mil raha hai kisi bhi entry pe to nikalwa lain . jitna aap ki kismat main hoga aap ko milna must hai. aksar aisa hota hai k aap entry lagatay hain or wait kartay hai k aap khoob profit kamain ge jab entry uper ya neechay jai g lekin market ki aik move pe aap ka profit loss main change hojata hai is liay jitna profit mile nikal lain.
      • #243 Collapse

        Salam ! yeh aik bohat acha thread hai is thread ka sahi answer naa hony ki wjaha se log forex mein bohat ghaltiyan krte hain my answer is lalach aik bohat buri cheez hai jo forex trading mein ziyada hoti jarahi hai
         
        • #244 Collapse

          humein chaiye k hum trading krein lekin kisi lalach ki wajah se nahi kyun k lalach woh cheez hai jis ki wajah se hum sb kuch loss kr jaate hain forex mein bhi log lalach ki wajah se bohat sare losses face karte hain .
             
          • #245 Collapse

            forex trading ko apna profession smjhein hard work krein complete time dein usy us k rules ko follow krein naa k usy just earning ka place smjhe aur bas earning aur profit ka lalach karte jaein thats not good .
               
            • #246 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
              forex trading mein lalach nahi hona chahye.is se nuqsan hota he. jb munasab profit ho to hasil kr lena chahye is se kam acha chalta he. lalach krne se profit loss mein bdal sacta he.
              Lalach bohat buri cheez hay agar hum forex trading main lalach karen gay to apna profit bhi loss kar lain gay mery khyal main humay avrage profit lay kar trading close kar daini chhaiye lalach nahi karna chahiey.
              • #247 Collapse

                sb kuch insan ko mehnat se krna parta hai trading ho ya koi aur businesses trading bhi sirf lalach se nahi ki jaati trading k liye mehnat bohat zaroori hai yahan pe mind ko use krna hota hai sb kuch smjhna hota hai
                   
                • #248 Collapse

                  ajj kal forex trading mein lalach bohat bharta jaraha hai log mehnat nahi krte trading ko smjhte nahi hain bus paise ki earning ki lalach krte hain lalach krne se behtar hai hum trading ka experience lein aur isay smjhein
                   
                  • #249 Collapse

                    G bilkul forex mein lalach apko bohat hi big losses ki taraf le kar jati hai,isko avoid karne ke liye apko chahiye ke ap daily ke targets set karen aur phir un targets ko achieve karne ke baad us din ke liye trading band karden.
                    • #250 Collapse

                      lalach to bhai ap ka lia Forex jasa business ma khatarnak ho sakta ha is lia ap ko chahia ka pa is ma lalach na karan or is sa ap apna waqt or paysa hi loss karan ga or soch samajh kar trade karan or apna ap ko relax rakhan
                      • #251 Collapse

                        greeding ko rokhna ka ak tarika ya b ha ka ap ak target ko set kar ka trading kao jab wo target hasil ho jay ap apni trade ko close kar do is sa ap lalach sa b bach sakta ho or ak acha profit b earn kar sakta ho ya trading ma take profit ko use kar ka b greeding ko kam keya ja sakta ha.
                        • #252 Collapse

                          forex may lalach nahi karna chaye jesy k hum ek volume laga thy hai jab hum dekty hai k hame ek volume may monafa ho raha hai tho hum lalach may akar zeyada volume laga thy hai aur es waja say hame forex may nuksan ho ta hai forex may lalach nahi kar na chaye es ke waja say ap ko nuksan ho sakta hai forex may
                          • #253 Collapse

                            nice thread and yes you say right my brother, kam koi be ho agar ap us ma lalach karta ha to nuqsan ap ka he hota ha is lia ap ko cha forex trading karta waq be careful ho kar trading kara or apni lalach ko khatam kar k kara phr he ap ko kuch profiut hasil ho ga or ap us waq tak trading na kara jb tak market ka theak tarh sy pata nai lag jata.
                            • #254 Collapse

                              alach ap ko hamesha nuqsan deti hai jab bhi ap lalach karte hain ap over trading ki taraf chale jaty hain kiu kay ap kabhi satisfied nahi hute, mere sath khud ye hua. but ab min bohat mohtat hun and profit main ja raha hun
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Yes dear brother you tell very well, of course greed is curse. greed is a part of emotions and emotions is a part of over trading and over trading is loss of profit.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X