lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2146 Collapse

    Sahi kha ap ny forex trading me hame lalach nahi karna chahiye or saber sy kam lyna chahiye or agr ham forex me lalach kary gay to phir ham es me kabi b kamyab nahi ho sakty agr ap acha trader banna chaty he to phir lalach na kary or saber kary to phir he ap es me successful ho sakty he forex trading me lalach nahi Karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2147 Collapse

      Lalach Ka Tou Hum Sab Jante Hain Ke Lalach Forex Me Nai Usek Ilawan Bhi Life Me Har Jaga Hamara Galla Katwati Hy. Forex Me Meri Nazar Me Long Term Nai Chalney Wale Ya Join Krke Quit Karney Wale Jo User Hain Wo Lalach Aur Jaldbazi Ka Shikar Ho Jate Hain. Forex Koi Game Ya Jaddu Nai Ke Aj Join Krein Aur Kal Ke Din Me Hee Earning Start Hjye Time Lagta Hy. Time Dena Parta Hy Mehnat Karni Parti Hy Sekhna Parta Hy. Tab Jake Hum Kisi Qabil Bnte Hain Forex Me Waha Se Hamra Tradnig Ka Safar Start Hta Y Jahan Loss And Profit Dono Hee Hota Hy.
      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
      • #2148 Collapse

        greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain is forex main rules ko follow karein gay tab hamain is forex main planing karein gay tab hi hum run karein gay aur market main knowldge hasil karein gay tab hamain is say faida ho saky ga tab hi hum run karein gay it is best job
        • #2149 Collapse

          is ma aap lalach karty ha to aap ko is ma profit n heloss hota ha is liay loss sa bachnay kay liay aap ko is ma lalach our greedy kay bagr kaam karna ho ga is ma hum komahnat our hardworking sa kaam karna cahay6 ya aik best business ha is ma experinec sa kaam karna cahay ya aik best business ha
          • #2150 Collapse

            Dear forex ma succesful hona k lia kisi laalch ma ni prhna chayaq k iss se hum apna bht sa nuqsaan kr jata ha lekn huma koi faida haasil ni hota
            • #2151 Collapse

              Forex trading mein ladki bilkul Bhi gunjaish Nahi Hai agar aap laalach Karenge to isme aapka apna hi nuksaan hoga aur account wash hone ke baad aap ko samajh Jayegi kya kuch aisa nahi karna chahiye tha jaldbazi Ke Chakkar Mein trade Bana Le Gaye Mhatre data analysis Ke Baad Hi Sahi
              • #2152 Collapse

                jab hum forex mai kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin bonus milty he kuch log lalach mai aa jaty hain or zada paisy hasial karny ky caker mai apne galtiyo ko ignore karty howe over confidence mai zada sy zada kam karty hain or unhy loss ho jata hain ro is mai market ka koi qasur nai hota loss ko avoid karny ky liye hamy lalach ko be avoid karna ho ga
                • #2153 Collapse

                  Beshak hum bachpan se parhty or sunty aaye hain k lalach buri bala hay or hmari life main hum logon ny iss ko apni aankhon se bhi dekha hota hay. lekin insan ki hawas aik aisi burai hay jo nafs ko control na krny se lalach jesi moozi bemari main mubtala ho jati hay
                  • #2154 Collapse

                    forex main lalach nhe chalti hain forex main asy trader hain jo 1 trade laga lete hain tu pher closs kar dete hain profit main and again asa he karte hain trade laga lete hain and pher closs kar dete hain thora sa profit le kar lete hain pher apni trade ko again laga dete hain and itna loss main chali jati hain k trades ko loss main closs kar dete hain qk ye trader lalach karte hain jo k kabi b kamyab nhe ho skte hain
                       
                    • #2155 Collapse

                      forex trading main lalach hi is business main loss ki sab say bari waja ha.kuch trader ziada pip earn karnay ka lalach karty hai.or kuch trader bari trade ker kay is business main ziada profit ka lalach karty hai.is business main lalach na cahty howay bi har trader ker leta ha.jo kay us kay liya is business main loss ki sab say bari waja ben jata ha
                      trading main greed kay bagyr kabhi bi acha or big profit ko hasil nahi kiya ja sakta.is liya is business main thora buhat greed to kerna perta ha.or tab ja ker kuch na kuch hasil hota ha..
                      • #2156 Collapse

                        jab hum forex mai kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch lig lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky caker mai over confidence mai apne galtiyo ko ignore karty howe zada sy zada trading karty hain or unhy los ho jata hain or is mai market ka koi qasue nahi hota lalch hamara sub sy bara dusman hain
                        • #2157 Collapse

                          forex man traders ku lalalch nae kerni chahye her mumkin koshish kerni chahye traders ku experience gain kerny ka koi mooka hath say janayn na dyn. or lalalch say dour ic liye rehyn k ye equity kha jatta ha.
                          • #2158 Collapse

                            Forex trader ager laluch karay ga to shyd wo koe aik adhi dafa forex say kuch zayda earn kerlay lakin maximum wo laluch ki waja say loss hi uthaye ga. wo hamesha zayda kay chaker main kam say bhi jata rahay ga aur hamesha apna profit zayda nahi ker sakay ga per loss say kabi nahi bachay ga.
                            • #2159 Collapse

                              hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur har koi achi trade lga sakty hain aur forex main part time main bi aur full time main bi mange kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main profit hasil karny k kabil ho sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2160 Collapse

                                Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother ap ki bt bilkul thk h lalach boht buri chez h hmen forex me kbhi bhi lalach ni krna chaiye balke hmen sbr se kam lena chaiye jb hm lalach kre ge to hmen profit ni ho ga balke hmara jo thora sa profit ho ga wo bhi lalach ki waja se loss me bdl jaye ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X