lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    Forex treding buznees min akser logh yahun par tredung min laloch karte hyn jin ki wajah se hum logun ko mony hasil hoti hy hum us ko hhi guwa,lyte hyn is lie lalich nahin karna cajye trefing min
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      lalach hamesha he bohat nuqsan deta hai ham ko agar ham lalach ke bina trading karte rahen ge to he losses ko apne kam kar ke kama saken ge agar lalach or us ke baad loss ho jae or phir emotional ho kar or bar bar trading kar ke loss karna shuru kar den to ham aese kabhi successful nahi ban saken ge is business me .
      • #1998 Collapse

        forex trading man lalach buhut nuqsan deh chiz hai. ic liye trader ku koshish kerni chahy ek jitna hu sakay apnay expereience pay depend kery na k market ki move ku daikh k cash k cahrun man jai.
        • #1999 Collapse

          forex trading mein Greed ya lalach bilkul nahi karne chahye iss say aksar nuqsan he hota ha. ziada lalach krne se milnay wala profit future kay loss main change ho sakta hai . iss liye traders ko chaiye ko woh Greed ko control kar kay profit ya loss trade entry kay sath he define kar diya karin.
          • #2000 Collapse

            Forex treading ma loss krna ka sb sa important factor hy lalach hy Jo b him.lalach krty hain him apna Sara ka Sara capital loss krty hain ,,ya WO factor hy or is waqat pada hota hy jb koi trader apna daily ka targets daily base pa easily complete kr lata hy tu osy lalach created nho zaida ke tub WO bug risk ko invited krta hy is ab khtam kr databht so lalach nae kan8 chya
            • #2001 Collapse

              Forex trading mai traders ko chahye hy k wo forex mai lalach mat karain lalach buri bala hy or wo apki balance ko taba ker daigi is liya lalach seekhna mai karo is busniss ke
              • #2002 Collapse

                forex trade kay business me subs ay first talk hi ye kahi jati hai kay yaaha pe greed karnay ki hi wajah say lost hota hai apko lost us waqt tak nai ho sakta hai jub tak ap apni planing kay sath trade kar rahay hotay hai
                • #2003 Collapse

                  forex market men trader ka sub se bara dushman greed ha koi bi greedy trader forex se money nhe bana sakta q k greed ki waja se trader money management ko bhol jata ha aur big volumes ki trades open karta ha is liay kabi bi greedy trading na karen.
                  • #2004 Collapse

                    G bhai g bilkul apki bat thske hy k humin forex mai lalch nai kerni chahye kun ke lalach buri bala hy is liya forex mai lalch kabi mat karo is sai apko bohat zaida looss ho jata hy
                     
                    • #2005 Collapse

                      G bilkul aoki bat thake hy ke hin forex mai lalach nai kerni chahye kun ke lach buri bala hy is liya is sai bacho apko chahye hy k ap lalch is ko seekhna ke karo
                       
                      • #2006 Collapse

                        greed is enemy of every trader agar ap apni trading se greed ko kill nhe kar skaty to yaqeen karen kabi bi ap ko trading success hasil nhe ho sakti work hard and kill the bad habits from your self if you want to become successful trader.
                        • #2007 Collapse

                          forex mn lalch krna bht hi nuksan day hy hmesha apne tradeing plan k mutabiq hi trade kren aur over tradeing se bachen aur jab bi trade len monymangment k mutabiq hi len jab ham monymangment ni krte to hmra loss bht zeada ho jata hy
                          • #2008 Collapse

                            Forex trading main trade kerty huey agar ap lalach main perh jaty hain tou ap bahot bara loss ker dety hain jis ky bahd sharmindgi hi hoti hai ky agar main more profit ka lalach na kerta tou meri trading loss main na jati aur kuch had tak mujhy profit bhi mil jata so apko aik target set ker ky ya take profit select ker ky trading kerni chahiay
                            • #2009 Collapse

                              lalch kabi bi trade me nai karnaa chay aur ye aik bohat hi bara moral bi hai kay lalch kaarnaay walay ko kabhibi kuch nai get hota haai is liay apko lalch ko kiaya bagair hi trade kaarni chiay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                jab hum greedy ho kar kam karty hain to humain kafi risk ho sakta hay cupidity ko avoid kar kay trade main kam karna ho ga ta kay humain trade main achi earning hasil ho skay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X