lalach in forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    Assalam o alaikum g bahi mai apki is baat sy agree krta ho hmy apny business mai lalach nhe krna chiye q k is sy hmy apna loss bhi krdenge or ye acha na hoga hmy chiye k ham apny kisi bhi business mai lalach ka suchy bhi nhe ye zarori hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      Forex mein lalachi logun k leye koye jagha nhi hy .aur forex mein lalach nhi karna cahye aur forex trading mein jetna bhi profit ho is par hi ektfa karna cahye agr zeyada lalach karun ge tu ap ka profht ki jaga ap ko loos ho jaye ga.is leye lalach nhi karna cahye.
      • #1443 Collapse

        Iwill say that you must be very focus so always see the sure trend then you must concentrate and then you must be very focus at all time
        • #1444 Collapse

          Forex main lalach bilkul nahi karni chahiye because aap hamesha sabar se kaam lain or relax rahain zyada tension se bhi or zyada lalach se bhi aap bohat bara nuqsan utha sakty hain.
           
          Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
          • #1445 Collapse

            Forex main lalach bilkul nahi karni chahiye because aap hamesha sabar se kaam lain or relax rahain zyada tension se bhi or zyada lalach se bhi aap bohat bara nuqsan utha sakty hain. is liye experts ki nigrani main trading karyn or kamyabi hasil karyn.
             
            Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
            • #1446 Collapse

              g han ap ko cahya kah ap ko laluch kah bagir kaam karan or zidah sa zidah hard work karan jis sa ap ak acha porafit kamh saktah han q kah knowledge bahot bari power ha
               
              • #1447 Collapse

                ji bhai ji is main kisi bhi kism ka koi shak nhi hai k forex main jab ham kam krty hain to is main profit k liye bht kuch krty hain yahan tak k is main ham apna account tak wash krwa lety hain aur is main hota ye hai k jab is main hamy loss hota hai to ham us se sabaq bhi nhi seekhty
                   
                • #1448 Collapse

                  I learned to make predictions themselves and always trying to fix errors that cause loss order trading skills can be improved from day to day.Analysis itself is also not a problem. during understood and could minimize losses when analyzing
                   
                  • #1449 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                    forex trading mein lalach nahi hona chahye.is se nuqsan hota he. jb munasab profit ho to hasil kr lena chahye is se kam acha chalta he. lalach krne se profit loss mein bdal sacta he.
                    forex trading business mein lalach karna fazool hy balky humen kisi bhi field mein lalach nahi karni chhaye, is sy humara apna nuksan hota hy o humen koi faida nahi hota isliye lalach sy har trader ko bachna chhaye
                    • #1450 Collapse

                      forex me mostly hamko loss ho raha hota he kiu ke ham jab be trade karte hen toh thore se profit me hi close karte hen ro bar bar kar rae hote hen mean ke apne acocunt ki ability se be ziyada ham eanring karna chahte hen woh be scalpiing se istrah phr hamare lie loss ka hi risk hota he
                      • #1451 Collapse

                        As i have already clear in my different threads that greed is most dangerious thing in this business, and we must need to control our greed, because due to having greed we can loose all our profit and invested money too.
                         
                        • #1452 Collapse

                          Forex ek asa busines h jis main lalch to a hhi jati h lekin ye bat to phir sab hi janty hain k lalch to phir buri bala h hi bus humein koshish karni chahye k hum lalach main na parein or sahi simt main sakoon or itminan se trading krein jo k fidamand sabit hogi
                          • #1453 Collapse

                            dear ham jitna bi laach se bach saktay hain is se bach ker raih or phit dakhin k ham kis traha.se is main kami kertay hain
                               
                            • #1454 Collapse

                              Jab ham forex tradiing mein greedy hoty hai to apna loss kar baith tay hai yaha tak kay greed hamay kisi bhi fields mein progress hasil karne me rok sakti hai jab ham greedy hokar trading karty hai to apni investment ko bhi waste kar lete hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                Bilkul ap ny thek kaha lalach buri bala hai,mein ny kafi loss kia hai lalach ki waja sy,par ab mujhy samjh a gai hai ky kum profit ziada loss sy better hai,hmen lalach mein a ky istrah ziada lot ki trade nhi lgani chahie,hmen kum lot say trading karni chahie q ky na hum itny expert hain or na hum itna invest karty hain ky ziada lot ki trade laga saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X