lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    Forex mein agar laluch ko involve karin gay to is ka matlab hoga kay ap kay zawal ka time start ho chuka he, greed ko kabhi bhi forex mein na lay ayein agar ap ehsa karin gay to investment bhi jay gi or profit bhi nai hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      forex business mein jo koi bhi lalach karta hey woh kabhi bhi is main kamiyab nahin ho sakta hey aur hamen always forex business mein greedy hone se bachna chahiye tab hi hum is main kamiyab ho saktey hain.
       
      • #1428 Collapse

        forex trading main money loss karny ki sab sy bari waja hi lalach hai q k trader ziyda profit ky lalach main ziyda bari lots ki trading karta hai or agar market trading ky against up ya down ho gai tu woh sari money ky loss hony ki waja ban jata hai or ek acha trader kabhi lalach nahi karta balky woh chuti lot sy trading kr ky ziyda profit earn karta hai
        • #1429 Collapse

          Lalach bht buri bala h ye insan ko kaha se kaha phncha deti h ..... or ye bht bht nuqsaan de h .... hamey lalach se bchna chahiye trading krte wqt .... is sey hamey loss b ho skta h .....
          • #1430 Collapse

            forex trading karte waqat hum ko greed use nahi karne chaiya so greed ko proper control kar kai trading karne chahiya iss say hamare he trade best hoge.greed ko good strategy or good positive thinking say he hum greed ko proper control kar kai trading karsakte hain.
            • #1431 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: amina qari پيغام ديکھيے
              jee han bhai ap ny bht achi baat kae hy k hmen lalach karny sy bhtr hy k hm kam profit hasil kar len ....agr hm km profit hasil karen gy tau wo uss sy bhtr ho ge jo lalach ke waja sy hm loss kar len gy so hmen lalach sy bchna chahiy
              yes bhai ek lalich hi tu he jo hum ko es business mein fail ker deti he. keon key hum ko itna knowledge nahe he or hum es business mein 1 din mein he rich banna chahyee he per aysa buhat mushkil hota he.
               
              • #1432 Collapse

                dear jahan tk mjy idea hy woh ye k humy lalch nai krni chye .... iss me hum jitna llch sy kaam len gy hum ko he utna loss face krna prta hy iss liya hum ko avoid krna chye k hum llch naa he kren bahi jaan .
                 
                • #1433 Collapse

                  forex mein greedy aur laalch karnay se loose he loose hota hai kosis karay forex mein kamiyaabi chatay hain tu daily forex ke market view karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein tention na ley
                   
                  • #1434 Collapse

                    the trading name no definite though we have a great system but all systems that follow the market so yes we are only as followers but for the events market in the opposite direction with our analysis, we must prepare our profit targets limiting and that the opportunities or loss we can experience trading can be handled properly.
                       
                    • #1435 Collapse

                      bro lalach ache cheez nae hy is waja sa is apni app ko jitna ho sakti is sa dorr raho jab jab app lalach karo ga to app ko nuqsan ho ga yahan trading may kue kay baz dafa asa hota hy kay hum chote profit bana late ho or hum bari ki lalach karte hy jis sa humra bana banya profit jo hy o loss may chala jata hy or hum ko nuqsan ho jata hy
                      • #1436 Collapse

                        agar aap trading kartay huay is main lalach karo gay to aap ko is main kuch b hasil ni ho ga or aap is say is main profit gain ni kar sako gay is liay forex main aap ko lalach bilkul b nai karna chahiye
                        • #1437 Collapse

                          forex trading business mein jo koi bhi lalach karta hey woh kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho sakta hey aur is business mein lalchi log jo hotey hein woh always loss kartey hein aur is main fail hotey hain.
                           
                          • #1438 Collapse

                            No dear hmen is business me kabhi bhi lalach k sath kam nahi karna chahye kyun k agr hm is business me lalach k sath kam karrty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah apni lalach ko kam kar k kam kareen
                            • #1439 Collapse

                              app na bilkul sahi kaha hay forex trading ma waqai zara si bhi lalach nahi karni chahay or jab app ko ap ki trade per thora bohut munafa ajye too app ko pani trade bach dani chahay zada ki lalach nah karni chahay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                Assalam o alaikum g bahi mai apki is baat sy agree krta ho hmy apny business mai lalach nhe krna chiye q k is sy hmy apna loss bhi krdenge or ye acha na hoga hmy chiye k ham apny kisi bhi business mai lalach ka suchy bhi nhe ye zarori hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X