lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    LAalch buri balah hai nd yehi bat sach hai ke is balah se door raho to ap sab ka faida na is lalach ki wajeh se itne log hasti se hi mith gay hai ap puri planning se trading kare nd time to time withdrawn karwate hai apko INN SHA ALLAH khabi loss ni hogaa..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      hye dear brother aap ki bhaat bohat durust hain aur main aap ke bhaat se mutmain huu aur yahin kehnaa chaahungi ke forex main traiding karte waqat greed bohat aik buraah cheez hain jo aik dum aik aadmi ki months ki koshish ko meetee main mila dethey hain aur humay chahye ke hum lalach naa karen kyu ke ye achi bhaat nahin hain
      • #528 Collapse

        Greed is a curse. Log acha bala trading say profit earn kar lety hy, is ko withdraw karnay k bajaye yay soachtay hy k q na is main mazeed izafa kia jaye or hota kaya hy k earn kia hoa be profit loss main convert ho jata hy. Bad main phir pachtawa hota hy or kuch hath nahi ata. Munasib profit lay kar apnay capital ko slowly slowly increase karna chaye or is tarah say consistently profit hasil karna chaye.
        • #529 Collapse

          Asslam O Alaikum hain gi bilcaok forex trading may lalach say dhor hi rahna chaiyay forex trading may lalach traders ki enemy hoti hain lalach nahi ker ni chaiya
          its my oppinion
             
          • #530 Collapse

            Agr aap forex per kaam kar rahe hai to mai ye hi keho ga aur jo marzi karo per lalch na karo agr aap forex per lalch kare ge to aap k haath kuch nahi aaye ga aur aap apna profit bhi kho betho ge is liy lalch se bacho aur aqal se trade karo.
            • #531 Collapse

              greed is very bad think for a trader in the forex market. if a trader become greedy at the time of trading in the forex market he cannot get success at this tradings in the forex market.
               
              • #532 Collapse

                lalach to phr andha he hta ha chahy wo trading ho ya phr kch aur to lalach ka anjam yi hta ha k ap k pas kch b ni bchta at the end ap sb kch ganwa bethty ho aur srf loss ka munh daikhna prta ha to bhtr ha k km ly lo mgr profit me rho aur acct apny ko bchay rkho bs.
                • #533 Collapse

                  lalach forex m achi nahi hoty q k lalach m per ker hum apna capital loss ker dety hen is liye greed ko apni soch se nakal ker work karo ge to kamayb ho jao ge werna loss hi ho ga
                  • #534 Collapse

                    lalach boht he buri chez ha forex trading ma mostly traders isi waja sa loss ko face karty hn or nuksaan honay par mayoos ho kar trading ko chorr datay hn. hamain asa nhe karna chaye. or small profit ma he order ko close kar dna he better ha. some times asa hota ha k hum zaida profit k chakr ma order close neh karty hn or pher wohe profit loss ma change ho jata ha.
                     
                    :cool::cool::cool:
                    • #535 Collapse

                      forex main lalch sahe nahe aur lalach aap ko paata hai buri bala hai her chez main lalch nahe honi chahe so care of greed
                       
                      • #536 Collapse

                        bhai forex main lalch nahe karo humeshah dimag se kam lia karo kq forex lalach bura nuqsan deti hai lalch her business main kharab hoti jo mile khushi se lete raho
                         
                        • #537 Collapse

                          Lalach aik bhut buri adat hai agar kisi trader me forex me ajye to uska busniess destroy ho jata hai.. and us ki mahnat par pani phir jata hai....
                             
                          • #538 Collapse

                            forex mai jo bhi new trader hote hai on ko lagta hai ke forex mai earning kerna easy hai lekin aisa bikul bhi nahi hai.forex mai trading kerne ke liye apko experience ke zarorat hote hai aur jo log experienced hote hai wo kabhi bhi lalach nahi kerte.wo apna target kaam kerte hai aur market se nikal jate hai.thanks.
                            • #539 Collapse

                              Greed is so bad and harmful in forex business. it always calls loss for us. we have to control our greed;s in forex business and also need a lot of care on trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                G sabhi trader is bat pe mutafiq ho jatay hain kay humein Forex trading me lallach ko involve nahi karna chahiye balke humein thoray profiy pe hi inhesaar karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X