Market men Overbought and over sold levels ko kese analyse kia jay....?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market men Overbought and over sold levels ko kese analyse kia jay....?
    Market mein oversold and overbought level ko analyse karna bahut jaruri hote hain kyunki hamen market mein pata Hona chahie Ki Kisi bhi currency pair ya commodity ki price kitni upar yah kitni niche chali gai hai aur is ne kis point se wapas aana shuru karna hai overbought or oversold level hamare liye bahut hi kimati hote hain kyunki hamen yahan per market mein dakhil hone ki jagah milati hai isliye hamen chahie ki ham ine levels ko analyse Karen aur unke mutabik trading karen to hamari trading kafi behtar ho sakti hai.

    Overbought and over sold levels:



    Click image for larger version

Name:	images (38).jpeg
Views:	6
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12474281


    Market mein overbought and oversold vo level hote Hain Jo market ke sabse top per bante Hain yah market ke sabse bottom area mein bante Hain ine levels ko ham oversold and overbought level kahate Hain, market job upar ki taraf ja rahi hoti hai aur jab Market 1 measure resistance area tak pahunch jaati hai hai aur agar usko break Karke upar ki taraf jaati hai to ham market ko overbought position mein kahate Hain aur ISI Tarah se agar market niche ki taraf aati hai aur ek major support area ko breaker ke niche ki taraf jaati hai to vahan per ham market ka oversold position kahate Hain aur vah Market ka oversold level hota hai. Overbought and oversold level ko analyse karna bahut jaruri hota hai kyunki inke analyzers ke bagair hamari trading behtar Nahin ho sakti hai.

    How we analyse Overbought and Over sold levels:

    Market mein overbought and oversold levels ko analyse karne ke liye ham tarike istemal karte Hain ham technical analysis Karke bhi market mein overbought and oversold position ko analyse karte hain iske alava ham fundamental analysis bhi karte Hain aur ham indicators se bhi market mein overbought and oversold levels ko aasani ke sath analyse kar lete hain hamen chahie ke ham ine levels ko jarur analyse Karen kyunki yah hamare liye market mein bahut hi kimti hote hain.

    Technical Analysis:

    Market mein main ham technical analysis bhi Karke market the overbought and oversold levels ko analyse kar sakte hain iske liye hamen koi mushkil Nahin Hoti hai ham bahut hi aasani ke sath market mein technical analysis karte hue market ke overbought and oversold levels ko analyse kar sakte hain aur hamen pata chal jata hai ki market ab reversal honi hai to tab ham market mein position Lete Hain isliye hamen chahie ki ham jarur technical analysis Kiya Karen.

    Relative strength index:

    Market mein overbought and oversold position ko analyse karne ke liye relative strength index indicator ek bahut hi Ms or useful indicator hota hai is se ham market ke aasani ke sath overbought and oversold position ko analyse kar sakte hain Ramesh chahie ki ham market mein is indicator ko jarur Dekha Karen kyunki yah indicator hamare liye bahut hi behtar hota hai aur iss indicator se ham market ke bahut acche tarike se analysis kar sakte hain ji indicator hamen bahut acchi information deta hai is indicator mein ek 30 level hota hai aur ek 70 level hota hai agar market 30 level se niche Hoti hai to vah oversold hoti hai aur agar market 70 level se upar Hoti hai to vah verbot Hoti hai is Tarah se yahan market ka oversold aur overbought level aasani ke sath dekh sakte hain.

    Bolinger band:

    Bolinger band indicator bhi hamare liye bahut hi acchi information rakhta hai kyunki balinga band indicator market ki prices ke sath sath chalta hai aur agar balinga band indicator ka upper band se price upar Hoti hai to fir ham market ko overbought kahate Hain aur ISI Tarah se agar market ki price lower band se niche Hoti hai to fir ham market ko oversold kahate Hain is Tarah se ham market mein bollinger band indicator ko istemal karte hue market ke overbought aur oversold position ko aasani ke sath analyse kar sakte hain.

    Fundamental analysis:

    Market mein fundamental analysis bhi market ki position ko samajhne ke liye bahut hi important hote hain aur agar ham market mein fundamental analysis kar sakte hain to fir bhi ham market ke overbought oversold position ko aasani ke sath analyse kar lenge ki market ki position ab kaisi hai kyunki fundamentor Nahin hamen bahut acchi information dete Hain aur ham market ke acche tarike se analysis kar sakte hain.

    What do overbought and oversold conditions tell you?

    Market mein overbought and oversold position hamen bahut hi acchi information deti hai kyunki is hamen pata chalta hai Ki market ab Kitna upar ja chuki hai aur Market ne kitni acchi movement kar rahi hai aur jahan se market kya aap reversal hone ka time a gaya hai aur ISI Tarah se ham ja market ko downtrend mein dekhte Hain to hamen bottom level se market ke oversold Ka pata chal jata hai aur FIR ham market ke reversal trend Ka intezar Karna shuru kar dete hain aur is Tarah se ham apni trading ko market mein successful bana sakte hain hamen overbought and oversold position ko analyse karna bahut hi jaruri hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market men Overbought and over sold levels ko kese analyse kia jay....?

    Assalamualaikum dear friend jaisa k ap log jante hein k is mn hum agr acha kam krte hein tu hi hume faida hota ha ha hume is mn bohat sa knowledge Lena hota ha analysis ko fallow krna hota ha market mn analysis ki bohat se inkasam Hoti ha ur market mn hum agr acha kam krte hein tu hume faida hota ha market mn hume fundamental ly ur technicaly kam krte rehna lazmi ha agr hum is business mn acha kam ni krein gein tu phr kameyabi ni milen gi technical analysis ko fallow krna sab se important ha ise hume Kafi zada knowledge milta ha Jise hume faida hota ha .

    Indicator ko hum market k chart se fallow kr sakte hein market bohat faida deti ha agr hum is mn samj kr kam krein tu hume pta ha k koi be kam knowledge k bhagir no ho sakta ha knowledge hamre paas jitna acha Hoga hume utna hi acha faida be hasil Hoga
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X