Aslam O Alaikum ;
Forex trading platform pey aj mein ap sab members ssy aik boht he khas topic discuss karun ga jis ko learn karny sey ap candlestick ko achi tarah pehchan sako gey and trade karny mein asani bany gi .
Bearish Belt Hold Candlestick :
Bearish belt hold candlestick aik aisa pattern hai jo oper k trend k doran banta hai . Ye aik aisa pattern hai jo investors k sentiments mein Bullish sey Bearish ka ishara karta hai . Jab k Bearish belt hold ko reliable nae samjha jata kyun k ye future shares ki prices ki predication karny mein aksar ghalat hota hai . Kisi dusry candlestick chart ki tarah trend k bary mein predication karty time two days sey zada ki trading par ghor karna chaiye .
Explanation Of Bearish Belt Hold Candlestick :
Market mein agar ap Belt hold candlestick pattern ki basis par market mein enter hoty hein tou apko market selling confirmation provide kar rha hota hai . Spinning tops asset mein indecision ka sign hai , long upper aur lower shadow btaty hein k open aur close k darmeyan price mein koi meaningful tabdeli nahi ai . Bulls ney price mein sharply higher bheja aur Bears ney price ko boht lower bheja . But end pey price us k qareeb band hogi yahan sey yeh open hui thi
Specific Levels :
Ye candlestick pattern ap ko aik strong uptrend k baad Bearish movement ki formation provide karta hai . Is candlestick mein aik downside trend mein candle milti hai jis ki upper shadow nahi hoti and lower side halki si wick hoti hai . Is ki pehchan karna boht easy hai . Jab ap koi Bearish candlestick pattern find karty hein tou is k liye aik achi resistance level par aik acha candlestick milta hai tou is mein zada confirmation mil sakti hai .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим